Khod ki ki gai trading hamesha profitable hoti hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Khod ki ki gai trading hamesha profitable hoti hai
    Khod ki trading is ley profitable hoti hai koun ke jb ka banda analysis karta hai tu apny account balance ko mad e nazar rakhta hai jis ki wjh se har decision bhtr aur kamyab hota hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    G han bhai jb tak trader khud k analysis kr k trade ni krta tu kamyab hona mushkil hota hai ager trading mn kamyabi chahy tu khud k experience aor knowledge k mutabiq market anaylsis kr k trade kron tu ziada profit able trading sabit ho sukti hai.
    • #3 Collapse

      G bhai ap ny thek kaha agr hum khud market ko analys karien aur trends ko samjhien tu ye ziada achi bat hai q k paid signals kuch arsa k ley thek hota hai lekin usky baad apko wo loss hi deta hai so hamien khud hi trading ka knowledge gain karna chahiey aur demo acount par ziada sy ziada paractice karni chahiey ta k humien experience ho trading ka
      • #4 Collapse

        Hi, Best of luck for future trading. Bahut hi zabardast... Agar aap ki sari trades profit main ja rahi hain to ye bahut achi baat hai. Aap ko hamesha esi tarha se market ko fully focus karnay ke bahd aur analyze karnay ke bahd hi market trand dekh kr trading kro, inshallah mazeed faida ho ga.
        • #5 Collapse

          Sometimes hota hai kya Kuch Keh Gayi investment Yahan Par aapko profit De Jati Hai Lekin sometime Aisa Bhi hota hai ki agar aap isme investments karte hain to aapko yahan se Kafi Zyada nuksaan Koshish Karna pad sakta hai aapko yaise management ke liye Kafi Jyada Aage Ki Taraf Jana padta hai aur se aap ko Kafi Jada nuksan B phase karna pad sakta hai
          • #6 Collapse

            Sahi kaha hai g koun ke jb insan ko apna analysis karta hai aur ya dosary ke analysis ke mutabiq trading karta hai tu us main kafi different piada hota hai koun ke khod ka analysis apny ley mehnat aur sarr darr ki bazi ki tarh iota hai is ley kbi bhi kisi aur ke analysis per fully depend na kaeen
            • #7 Collapse

              G han ap.ki bat bilkul right hay aur main ap ki bat se agree karti hun k jo trading hum khud kar sakte hay wo koi ayr nai kar sakta is liay k hum trade lgane se pehly narket ko watch karte hay aur agar humae achi aur munasib trade mikti hay tou him tab hi trade karte hay aur agar humae achi trade nai milti tou hum nai bhi kar sakte trade so self trading kare aur usi par beleave bhi kare
              • #8 Collapse

                Dear ftend ap ki bat bilkul theek hai khud sy ki hoi treading mai har chez ko mad e nazr rakha jata hai or apne liye behtar socha jata hai jis ko waja sy hmari kamyab treaad hoti hai jab k dosro k ideas mai koi na koi chez aisi hoti hai jo hm sy chot nati hai jis ki wJa sy hmy loss ka samna karna parta hai.
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  g han apki ayh bat bhis ahi hai jo trador signals main trading karty hain ya k ksiis ki help se trading karty hain un ko loss zeyda hota hai hmaisha apny account ko khud mange karty howe trading karen q k ess e hmain apny account ki psychology ka pta hota hai or hum osi k according main apni trading karty hain

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X