Title ko wazih likhna

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Title ko wazih likhna
    Thread post karte waqt aik bat ka khas khayal rakha jae k ap ka jo title ha us ko clear rakhna chahie aur is tara is ko likna chaihe aur aisa title likna chahie k ap ka title parh kar sara thread ka mafhoom samj mn a ajae aisa karne se bahut se tradr ko sani asani se samj a jati ha aur un ka time bi waste ni hota
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    G bilkul hamen title ko waze wa likhna chahiye jab ham apne tital ko waze likhen ge to then parhne wale ko bahot ziada aasani rhe gi aur wo hamari baat ko smajh sake ga isliye hamen apne title ko explain se likhna hai tab hi ham behtar tor pe apne theards ko post kr sakte hain other wise hamare liye bahot mushkil ho jay ga
    • #3 Collapse

      G han bilkul ap ki bat bat bilkul theek aur main ap ki bat se agree karti hun k hun jo bhi thread lgaen tou us thread ka tital hum clear likhe take humae pta ho k hum se jo question poucha ja raha hay wo kis topic par hay aur humae answer karne main bhi asani ho aur log is ko samjh sake
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #4 Collapse

        g han bhai apki bats ahi hai es ka hmain boht faiad hota hai title parhny se hmain osi waqt main toipic ki smjh a ajti hai k es thraeds main kis topic main bat ki ja rahi hai tu os k liye hmain pori post nahi parhni parhti hai ses e hamar time bhi waste nahi hota hai tu hmain es chez ka khtyal rkhna chahye thardes banty waqt

        اب آن لائن

        Working...
        X