Currencies par trading sy kam loss ho ga
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Currencies par trading sy kam loss ho ga
    Dear friends forex trading very very risky bussines hai so starting mein humien chahiey k hum currencies pairs par trading karien ta k agr profit kam ho ga tu loss bhi kam ho ga aur jaisay jaisay hum forex ko sekhty jaien gy phir hum metal par trading kar sakien gy lekin start mein pairs par trading hi hamary ley faida mand hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    sir mien currencies per kabi bee trading na ki hai q k es mien aa ker jab mien kam karo ga to mien es mien aa ker earning ker lo ga es lye mien es mien experience hasil ker pher es mien trade open karo ga or earning kerny k lye try bee karo ga
    • #3 Collapse

      Apne bilkul sahi kaha hy kun k currencies ka aik to spread kam hota hy or dosra currencies ki market ki movement bht slow hoti hy jis ki waja se hamen wait bhe ziada krna parta hy is liay me to metals pe trade krne ko hi tarjih deta hun
      • #4 Collapse

        Currency jitni bhi hein in ka spread km hai jis ki wjh se in per loss km hota hai agr currency per trading karni hai tu GBP aur USD sb se best hai is ley trading in per karen tah ke trading save rahay aur loss any ki sorat main account save rahay
        • #5 Collapse

          Ovia pregnancy SBI investment kar sakte hain currencies main agar aap investment Karenge toh aapko yahan se bahut kam ho sakta hai aapko working ke liye Bahut Yaad Aaye Fir Bhi karna nahi padegi aur aapko main management karne ke liye Yahan Par bahut busy aur achha wala time table manners ho jayega kaam ko Yahan Par easily mood mein karte hain aur aapka working achha ho jayega
          • #6 Collapse

            G dear ap ny bilkul sahe kaha hai k hamen currency py trading krny chahy q k currency pair py trading as an bhe hoti hai aor currency pair py loss bahut kam hota hai
            • #7 Collapse

              Time tble k hisab sy forex up down chalt rehta h is mien admi ko kafi smjhdari sy kam lenachahey freinds k sth sher krni chahey level k sath chlna chahey
               
              • #8 Collapse

                Hamesha currency per kam krn chahey forex mein aksr Gold per loss hota h jis sy ap kafi mutnafir ho jaty hen aur agy berhny k kafi km chances ho ty hein is ley currency per hi kam krein. Ager post achi lgy to like zror krein thanks
                 
                • #9 Collapse

                  bhai loss agir hota hai to sub pear pr he ho jata hai agir aap kam risk sy gold pr bhi trading krty hain to aap apny loss ko control kr skty hain currency pr trade lgany sy o's ki working slow hoti hai is luy loss kam hota hai
                  • #10 Collapse

                    Currency per trading baqi ki nisbat slow hoti hai aur in ka spread bhi km hi hota hai jis ki wjh se trading asan se asan tar smjhi jati hai.New comers ko tu khas tor per advice hai ke wo sirf aur sirf currency prr hi trading karen
                    • #11 Collapse

                      G han ap ki bat right hay k hum jab is business ko join karte hay tou humae currancy par trading karni cahiay aur magiour pairs par trading bilkul nai karni cahiay han jab ap trading ko achi tarha samjh jate hay aur is ko kafi time day lete hay tou us k bad ap gold silver aur metal par trading kar sakte hay
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Dear ftend jitne b pairs hai un sab mai gold ki movement sab sy taiz hoti hai yahe waja hai k gold ki succesfull tteading karna har aik k buss ki bat nai hai lakrn gold k muqably mai currines ki treading bhot best rehti hai kun k currineces ko samjhna or os ki tread karna easy hai or har koi asani sy kar sakta hai.

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X