RSI divergence
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    RSI divergence
    Professional traders market mein divergence ko iss tarah talash kartay hain kay jab price kisi reversal point ko touch kar rahi hoti hai aur sath hi sath divergence bhi banaye RSI kay sath tou samjah lain kay price bahut jald reverse honay wali hai tou phir apko sirf impulse talash karnay ki zaroorat hoti hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Market mein agar aap nay divergence talash karna ho tou aap relative strength index ko bhi istemal kar saktay hain yeh aap ko divergence kay lye bahut helpful hota hai jo aap ko batata hai kay market ka divergence kaun sa hai bullish divergence aur bearish divergence aap dekhnay kay lye relative strength index ko use kar saktay hain
    • #3 Collapse

      Thanks dear divergence ke mutalliq maloomat share karne keliay
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #4 Collapse

        bhai ap ny achi post ki hai or forex trading main bohts e tradors es RSI points k according he apni loss wali trade ko open rakhty hain osko close nahi karty hin q k es points se hmain achi traha andza ho jta hai ka mrket hmari reerse main move kary gi jis se hmara loss bhi hmari open trade k equal a jay aghr tu apko reversl points ka nahi conferm hai tu apko loss wali trade close kar deni chahye

        اب آن لائن

        Working...
        X