har thread uc kay mutaliqaa section mein post karein

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    har thread uc kay mutaliqaa section mein post karein
    Dosto, aj mein ap logou ko batana chahta houn kay bhgot sy log aisa kartay hein kay, thread bantay hein lakin uc ka talaq uc section kay mutaliq nahi hota, misaal kay torr par meine kuch din pehlay aik thread lagya jis mein meine apna tajzia diyaa ta aik pair kay mutaliq lakin wo kuch hee der mein hataa diyaa gya, aisaa bhot sy logou kay sath hua hoga lakin unhn yeh nahi pata hogaa kay kis wajah sy hatyaa gya - to mein aj ap logou ko bataa doun jb kabhi bhi ap gher mutaliqaa thread aik section mein banatay hein jis ka uc section sy koi talaq bhi nahi hotaa toh wo apki kuch der bd hee hataa dee jataai hay - lehaza hmein wohi thread bnanay chahye jo uc kay mutaliq hou
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    G bhai ap nay bilkul thek kaha no doubt ghair mtalqa thread uc say hata diay jata hain aur hamian es chiez ka khaya rakhna chaiay k jo b thread hum post kareian wo matloba section ka hi ho aut usi main post kia jaiy tb hi wo thread ap uc py barqarar rahay ga. Yeh galti aksar logon say hoti hai es waja say hum sb ko pata hona chiay aur waisay b aisay thread ka koe faida b nei nei jo bad main hata dia jaiay
    • #3 Collapse

      اصل پيغام ارسال کردہ از: icfaddi پيغام ديکھيے
      Dosto, aj mein ap logou ko batana chahta houn kay bhgot sy log aisa kartay hein kay, thread bantay hein lakin uc ka talaq uc section kay mutaliq nahi hota, misaal kay torr par meine kuch din pehlay aik thread lagya jis mein meine apna tajzia diyaa ta aik pair kay mutaliq lakin wo kuch hee der mein hataa diyaa gya, aisaa bhot sy logou kay sath hua hoga lakin unhn yeh nahi pata hogaa kay kis wajah sy hatyaa gya - to mein aj ap logou ko bataa doun jb kabhi bhi ap gher mutaliqaa thread aik section mein banatay hein jis ka uc section sy koi talaq bhi nahi hotaa toh wo apki kuch der bd hee hataa dee jataai hay - lehaza hmein wohi thread bnanay chahye jo uc kay mutaliq hou
      Ji Bhai Apne Bahut Achi Bachi Ki Hai Main Bhi Kafi Din Se ISI baare mein baat kar raha tha ki agar aap koi bhi post karte hain toh baat ladke Mantralaya ki honi chahiye idhar udhar Ki Baaten karne se hame koi fayda nahi ho sakta kiske liye Hai Karam Jo Koi Bhi number post kare wo Apne usko Chod Ke Mata ji ki kare
      • #4 Collapse

        Brother yeh tou aap ne bahut achi informations share ki hain jis ka mere khayal mein tou bahut saray members ko pata nahin ho ga aur jo jo iss post ko parhay ga tou woh aur logoun ko bhi bataye ga aur sub ko iss ka faida zaroor ho ga
        • #5 Collapse

          Gee brother aap ne theek kaha hai forum per hum jo posts karain forum kay rules ko follow kar kay karain aur agar hum aisa nahin karain gay tou aap apna time zaya karain gay aur aap ki post ko forum se delete kar diya jata hai
          • #6 Collapse

            G dear forex forum p posting aur threads ko post krny k liy ap ko chahiy k ap Post aur threads quality waly post kro aur wo threads banao jin sy related forex trading ka knowledge bi ho aur jo post ap share kro us main maximum us k related threads k motaliq comments hon tab ap daikho gy k e ki quality wali Post aur threads sy ap ko bonus bi ziada credit ho ga
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              g han bhai ap nys ahi bat ki hai forex form main post karna yah threads bnany ka basic roles yahi hai k hmain forex se realed informtaion logun tak pohchani hai tab ja kar forex form ka maqsad pora hota hai jub hum sub ny kam he wo karna hai jis ka taluk he forex se na ho tu wo kam hmara hataya he jay ga rakha nahi jay ga tu es bat ka khas khyl rakhna boht zarori hai

              اب آن لائن

              Working...
              X