Trade py Take profit lagny ka faida hai ya nuqsan
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trade py Take profit lagny ka faida hai ya nuqsan
    ASLAMUALEKUM fellow members aj main ap sub ko take profit ke kuch plus aur negatives bataun ga aur us ke baad ap ne apne tabayt ke mutabiq us ko apne trading main use karne ya na karne ka faisala jar sakty hain sub se pahle to ek baat samjh lain ke zaroori nahe hai ke iss strategy ka sub ko faida ho ya sub ko nuqsaan ho yeh ap ke personality py aur ap py depend karta hai for example
    Ap ke residencie aese jagah hai jahahn net connection issues hain to take profit must lagaen aur agar ap k job aese hai ke ap market ko nahe dakh sakty to phr bhe take profit must lagaen
    lekn agar ap makret ko live observe kar sakty hain to phr take profit kabhe na lagaen kya pata kun se trade profit se huge profit main change ho jae iss lea apne personality ke hisaab se decision lain ap ko tp lagane chahye ya nahe


    Extra Tip💡:
    Tp hamehsa support and resistance se 10 pip kam lagaen ke ap ka profit save ho saky
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    bhai jan takeprofit ka hmeshaa aik izafai faidaa hta hay ager hmari bijli chalijaye to yeh hmari tredes ko automaticlly bnd kar skta hay - hmein chahye kay ic ko istmal karna sekh jyein - istmal karna sekh jayein ic liye kaha ky bhot sy log aisay hein jo takeprofit ka istmal ghlt karty hein mere khyal mein suport ya resistence sy oper nechay aik behtreen jagaa hoti hy takeprofit kay liye
    • #3 Collapse

      Assalamualaikum g Bhai apki bat Sahi hai AJ Kal kafi log asa Han Jo log part time job Kar rahe Han unka Lia best hai keh woh take profit laga Lyn best hai aur Jo log full time yahi Kar rahe Han aur market ko live dakhty rehty Han un ka Lia zaruri ni hai keh woh take profit pa trade laga Lyn....to 2no condition mein AP Kar sakty Han yeh AP pa depend karta hai keh AP ka pass time kitna hai AP live dakh sakty Han ya ni.
      • #4 Collapse

        Bhai Jan jitny bhi tool dey gay hein yeh ap ke faida ke ley hi dey gay hein ab yeh ap per hai ke ap in ko kesay use kar in se kesay faida hasil karte hein. Take profit se ap trading ke mamaly main befikar ho jate hein
        • #5 Collapse

          Wa alaikum slam dear apki bat bilkul darust hy k hr time hum market ko follow ni kr rhy hoty jesy part time job krny waly log or dosry b jo full time forex py business krty hyn wo b har time ik curreny pair ko to follow ni kr rhy hoty is liy hr trader ko chahiy ko wo tp lgay ta k ap follow ni kr rhy to apka tp hit ho to apka profit save ho jay or tp 10 pip support or resistance se nechy lgain
          • #6 Collapse

            Dekha Jab Main trading Karta Hoon to take profit zaroor lagata Hoon Lekin stop loss nahi laga tha aur at a time sirf ek he trade lagata Hoon Aisa karne se market Agar profit Mai Jati Hai Tu Meri trade profit me close ho jati hai chahiye thoda Hi Sahi profit Ho lekin profit Mil Jata Hai Aur Mujhe Har timetrade ki monitoring nahi karni padti lekin Agar Main take profit Na Laga Hoon to market profit Mein jaake last wali site karna Shuru kar deti hai Or Mera profit gain karne ka Waqt nikal chuka Hota Hai
            • #7 Collapse

              Dear brother g ha huum ko chayka hum trade py take profit lagany ka faida hai kion ka hum jitni trad kar ta hum ko utna hi hum ko utna hi uksan ho jata ha kion ka hum o trad ka lia hum ko kam trad kar ni chay or hum ko pprofit zida ho ta ha
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                forex trading main take profit lagny ka faida he hota hai oska loss nahi hota hai forex trading main take profit ko lgany se hmary account main money mangemnt hoti hai jo k ahmary account ko safe rakhti hai jo k boht zaroro hota hai es k ilwa hmary account ko aik sequance main rakhti hain es liye eska fada he hai loss nahi hain

                اب آن لائن

                Working...
                X