success sirf simple chart rakhnay par hi milti ha
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    success sirf simple chart rakhnay par hi milti ha
    dear traders hum kabi b forex market se profit earn nehi kar saktay hain jub tak hum apnay chart se har kisam ki confusion ko door na kar lay jub hamaray technical analysis me confusion hoti ha to hum bohat zada mistake kartay hain jis se humainy loss hota ha ap ko chahiey kay ap jitna ho saky apnay chart ko simple rakhay takay ap ko confusion na ho or ap ki mistake b kam ho ap ko chahiey kay ap chart par two se three indicators se zada use na karay or apni trading me price action trading ko lazmi use karay or ap apni stragety ko jitna ho sakay simple rakhay
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    dear i bat k bary main yaqeeni toor per to nahe kah sakty k agr ap ka chart simply ho to kamyabi hoty hai q k forex main her bandy ko soch or stratigy different ho sakty hai ., or jahan tak mery sooch hai k hamian kamyabi multiple indicator use karny se hoty hai. q k baz indicator future or baz indicator historical data provide karty hai . is lai yah her ksi ki apni marzi hai.
    • #3 Collapse

      Dear jahan tak mera khayal ha tu ap agar chart mein 2 ya 3 indicators use karty hain ta k chart simple ho aur kisi qisam ki confuion na ho tu ap jo bhi indicators use karyn jo bhi strategy use karyn mery khayal mein pehly demo account p use kar k achi tarha practice kar lyn ta k ap ko pata chal jaye k apki strategy kamyab hai ya ni is tarha apko koi confusion ni rahy gi
      • #4 Collapse

        Ap ki bat bikul sahi h demo aik map hota jo ap ki rehnumai krta h jis sy ap agy ki manzil ka fasila asani sy ty kr skty hein asi trha forex mein bhi rehnumai k baghear agy bherna mushkil h.is mein jitni prectis lazmi h
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #5 Collapse

          Humko chahiye kya aap apna account d Apne account Ke Sath Jo trading Karte Hain Is Pal Yahan Par simple chat ko use kare Jitna Se Jyada Apne Aap Par simple chart comments karna sikhayenge Aap Yahan Se Itni Jyada Speed ke sath working bhi karna hai jaan Jayenge aap ko kam karne mein management Ke Liye Kuch Kuch working karne ke liye face to karna padega

          اب آن لائن

          Working...
          X