forex trading main loss kiya waja hai,,,

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    forex trading main loss kiya waja hai,,,
    sir g hum se loss kiyu hota hai is ki akher aisi kia waja hai loss ziyda ho jata hai profir ni hota to hume aisa kya krna chahye k loss na sir kuch na kuch profit ho jai ,,,,,,,,,,,
    ALWAYS BE HAPPY
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Forex trading main trading k doran Jo ap sy loss hota hy iski waja yeh k bina annaylsis k ap trade Open karty ho aur bina annaylsis aur news k ap jo bi trade Open kro gy us main maximum ap ko loss ho ga ,loss sy bachny k liy ap ko chahiy k ap forex trading ka experience bi hasil kro aur annaylsis krna seekho aur is k elawa ap international news p bi nazar rakha kro
    • #3 Collapse

      Lose ki sab se bhari waja ye hai is main hum experince hasil krna chor detey hein is main agr hum daily analysis ko fallow krein hume is main demo account main sab se zada kam krna chaiye
      • #4 Collapse

        Dear bhai jan hum is main menat krna chor dety hein is liye hume lose hota hai hume is main menat k sath kam krna chaiye ye important hai hamre liye hume ia mai hardworking k sath kam krna hota hai ye eik acha business hai
        • #5 Collapse

          Dear brother g ha hum ko ziada trading kar ta ha to hum ko loss ziada ho ta ha kion ka hum koo trading ak hadd tak hii karni chay kion ka hum trading ka duran hum ko koi loss na ho aksar ho ta ya ha ka jo new trader ho ta ha wo ziada trading kar ta ha or unko ko loss ho ta ha
          • #6 Collapse

            Asslam o alikum g AP sub thek kah rahy Hy k sub sy barhi wjha ya Hy k hum ya smajhna shoro ho jaty Hy k hamary pass bohat knowledge a Gaya ya experience or hum market ko analysis karna chore daty Hy hummy market ko analysis karna Ni chorna chahiya or new bi dakhna chorna Ni chahiya or big lots lagaty howy bohat khyal rakhna chahiya khud ko Thora control krna chahiya phir hum barhy nuqsan sy Bach skty Hy
            • #7 Collapse

              My dear Sir apne theek kaha ha me apki baat pe agree krta hon k forex trading me loss ki man waja ye hoti ha ap analysis no krty or news ka ehtyat in kiya krty to ap ko loss ho jata ha or apko in baaton ka khyal rakhna chahye ta k ap ko loss na ho next time ap acha profit krna sekhna chahye
              • #8 Collapse

                dear yah bat to wazai k forex aik business hai forex aik koi job nahe jiss main ap ko just profit ho or loss na ho or karobar main to profit or loss sath sath chalty hai is lai ham ko forex main loss se worry honey ki zaroort . or agr ham ko forex main loss ho b jai to ham ko forex ko chorny ki bejain forex per zyda dhyan dainy ki zroorat hai.
                • #9 Collapse

                  Loss hony ki kafi sari wujoohat hen aor ye saari ya in me se kuch mil kr bhi loss ka moojib ban sakti hen jb koi aik points bhi loss ka moojib bam sajti he. Jesa k markete study kiy bghiar trade lagana, lot size bara rakhna, trend ko follow na krna, jis pair ka pata na ho us pe trade krna, lalach ka sahara lena etc ye kuch common points hen jo amooman loss ka moojib banty hen.
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    jab experience nahi hoga achi planing nahi hogi loss hoga market mein hamen heavy loses se bachna hai to phar hamen forex market mein apni trading strategy ko hamen use karna hogy hamen forex market mei hamesha stop loss use karna chaiye..

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X