Only trader is risponsible for a loss.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #46 Collapse

    yes forex trading main loss ka zimydaar sirf trader hi hota hai kun markeet to apni movement change karti rehti hai or aik trader ko chahye ky wo trading start karny sa pahly aik dafa markeet ko zroor analyze kary ta ky forex trading main koi problem na bany or good trading ki ja saky .
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #47 Collapse

      yes is me sub log loss par he risponcable kerty han asa nai hona chaye forex me admi ka loss b hota he ha agar is me acha profit ha to is me sat loss b ha jisy hamy achy treky se face kerna chaye
      • #48 Collapse

        ji haan mai apse agree kartaa ho k jab forex business mai ap lose karty ho toh ap is ki reponsible hoty ho kyun k ye sab ap ney lagaya hota hain apkoc hayeh k ap is mian knwoledge hasil kary phely then treading kary
        • #49 Collapse

          only trader is risponsidle for a loss you are student then part time trade is a best.but if you are profession for forex tarder than long time trade is a best.if you can long trade .so peofit and knowledge both are depnd on trader
          • #50 Collapse

            Hamary liye ye ek bohat zarori bat hai k ham mehnat k sath kam karen aur trade enter karne sy pehle market ko achi tara sy watch karen to phir humen is buisness k zariye sy ak acha trend hasel ho ske ga
            • #51 Collapse

              gee han apni loss ka ximadar aik terader he hota hai or us ko apne loss ka ximadar kisi ko be nahi tahrana cahiye balky khud ko perfect banay ki xarorat hoti hai
              • #52 Collapse

                dear bro merey khayal say nahi k is main daliy tarde is say hum ko is main loss ho sakta hai ap is main ag expperience say kam karte hain to ap is mian acjha work kar saktty hain is main daliy be
                • #53 Collapse

                  Definitely jo be loss krta hy wo khod he responsible hota hy, jo trade krta hy wo he zamadar hota hy loss ka, loss krny ke barri wajhoot ye be hyn ke trader greedy trading krta hy, trader cool mind sy work nahy krta, trader kam waqt me zeda pesy kamana chata hy, so trade wisely.
                  • #54 Collapse

                    yes you are right forex main loss always trader par hi depend karta hey yeh forex par depend nahin karta hey aur iske liye hamen apne andar acha experience peda karna hota hey tab hum kamiyab ho saktey hain.
                    • #55 Collapse

                      ji bilkul tarder he loss ka zemadar hai q k us k galt trade lagany sy he ap ko loss ho ga jo k trader ki galti hai is loss ka zemadar trader he ho ga is lia loss sy bachny klia trade choti lagani ho gi
                      • #56 Collapse

                        traders ko chahye k wo apnay loss ka zimmay dar kisi aur ko na therae wo khud he her kam em loss k zimaydar hoty hain isi tarha say he hume sub cheezon ko samjh kar aur dekh kar karna cahhye.
                        • #57 Collapse

                          trading main jab bhe ak trader ko loss hota hai is kay do cheezen he zemay dar hoti hain forex trading main jab ak trader ko jab bhe nuksan hota hai ya to wo nuksan us kay luck ke waja say hota hai ya phir wo nuksan us kay knowledge kay galat honay ke waja say ya phir us kay experience ke kami ke waja say usay loss hota hai
                          • #58 Collapse

                            g haan friend agar trader ko yaha forex per loss hota hae tau is ka zimadar sirf aur sirf trader khud hota hae is liye usay chahiye k vo apni mistakes ko khud accept karay aur forex ko blame na karay q k yeh baat theek nahi hae kisi per ilzaam lagana.
                            • #59 Collapse

                              Forex trading main dosto trading kaydoran agar kisi ka loss ho jata ha to is main us key apney trading mistake he hotey ha na kay is main trading broker key koe galtey hotey ha . kyon kay trader apney trading karnay kay leya azad hota ha .
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #60 Collapse

                                yes and obisoly trader he zimadar hota hai apny loss ka ager koi apny loss ka zimadar na ho to us ko tradning chor detni chaiya q k trading aik asa kaam hai jaha banda apni ghalti tasleem kare

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X