Thora profit zyada loss sy better hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Thora profit zyada loss sy better hai
    Jab bhi ham trend ko dekh ker koi trade open kerty hain tou kuch dair ky liay same trade profit main jati hai lekin ham agar apny target tak same trade ko open rakhty hain tou trade loss main chali jati hai tou apny jab bhi trade thory profit main ho close kerna best hota hai ky long time ky liay loss hi chalta rehy
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Jb bhai bilkul theek keh rhy hn ap. Lkn ap jb b trade open kren to apny analysis zroor krty rhen us trade pe. Agr ap k analysis keh rhy hn k wo trade mzeed positive jaye gi to thora wait kr len. Sb sy important bat ye k hmesha small lot size use kren. 1 week me account double krny ka kbi may sochen. Suport ar resistances ka khaas khyal rakhen entry lyty wqt ar trade su niklty wqt
    • #3 Collapse

      Best hota ha barwaqt trade ko close karna keun keh agar yaqeenho ho aor tamam analysis darost tarrah se kar liey jaen trade frofit men chal rahee ho to uss ko check karte rahna chahiey agar future acha lagy to trade jari rajhen baz aoqat kuch deer profit ke bad loss hota ha lakin market long time aik he trend men ho to kafi dee aik simt chalti ha lehaza urgent clossing bemaqsad bhe ho sakti ha
      • #4 Collapse

        G han agar hamain kisi open trade main profit ho raha ho aur ham more and more profit ky liay trade ko continue rakhty hain tou aesa bhi ho jata hai ky hamara hasil shuda profit bhi loss main chala jata hai aur market itni zyada move ker jati hai ky hamara account hi wash ho jata hai so jab bhi kuch profit hasil ho raha ho tou trade close ker leni chahiay
        • #5 Collapse

          g han profit kesi be time me earn kia ja sakta hay sab se zeyda zarori hay account ko loss se safe rakna, agar kam profit hota hay to koi bat nahi magar loss nahi hona chaye, profit per be ho sakta hay magar loss agar ho jaye to traders presser me ajaty hey es waja se loss se khud ko safe rakny key ley ham kam profit par hi depend karna ho ga.
          • #6 Collapse

            Yehi baat agr tamaam traders k zehn mein aa jaye to woh laalach ,over trading aur loss in sb sey bach sakty hain aur thora thora kr k kafi profit haasil kr skty hain aur aik time aisa bhi aaye ga jb woh aik expert trader ban jaein gy aur unka profit bahot zyiada aur loss kam sy kam ho ga
            • #7 Collapse

              dear aisi bhi kuch nai hay phir to aap wo trades tukkay k sath kar rahay hain kabhi kbhi aisi aisa ho bhi jata hay laikin agar apk pass propper knowldge hay aur apko apnay ap pay itna trust hay k ap trading achay tareekay say kar rahay hain to koi aisi paraishani wali baat nai hay k har baar apki trades lose main he close ho markeet har wkt aur hamisha wrongsides move nai karty hay.
              • #8 Collapse

                dear jo ap na title banaya hai main to is bat ko week psychology he samjho ga .q k hamain thory ya zyda profit ki bat nahe karny hoty hamain apny strategy ko fellow karna ho hai or agr hamain apny stratigy main kuch zaida dair tak profit nazar a raha hai to ham ko bejain apna order close karny order continue rakhny ki zaroort hai.
                • #9 Collapse

                  gee haan bahi aap ny theek kaha hai aksar logon ka jab market analysis ghalt ho jata hy to trade loss main challi jati hai aor wo market ky lootny ka intizaar karty rahty hai jis sy un ka loss barhta jata hai ais yn ka account wash bhi hoo jata hai mery khayal main thoora loss krwa leena behtar hai bary loss ya account wash sy aor dosri trade ki taraf jana chahyee
                  • #10 Collapse

                    G AP sub sahi kah rahy Hy k jab hum market ko analysis karna chore daty Hy to loss hota Hy isliya news k sath market ki movement pr bi dihan Dana bohat zarori hy
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      G Bhai Thora profit ziada loss SA behter hai ku keh ham aksar sochty Han keh jaldi jaldi profit hasil Karan aur woh log ziada lots size ki trade lagaty Han keh ham ko ziada profit hasil ho aur jaldbazi jarty Han jis SA kabhi yo profit ho jata hai but kabhi loss bhi ho jata hai jis SA apna account wash Kar daity Han to asa NI karna chahya ...beshak Thora profit ly Lyn but save you rahyn gy na ... ziada lalach na Karan aur Thora profit behter hai ziada loss sa

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X