Do not depend on signal, be confidant.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #91 Collapse

    signals aapko zaida help nhi daty is k liay aapko khd pe depend krna hoga market ko analyze karain zaida se zaida or apny analysis pe trading karain. q k signals some times galt b ho jaty han.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #92 Collapse

      kis Signal per depend na hon sir ji main to yahi mashwara dun ga apko bas ap soch samjh kr trade kren aur fresh mind k saath kren signal per kisi qisam ki koi tawajjah na den ap apne kaam per focus kren.
      • #93 Collapse

        اصل پيغام ارسال کردہ از: sahed ramim پيغام ديکھيے
        Many new trader depend on signal and they wait for signal to open a trade. Some times you can make profit suing signal but maximum times you may loss. So do not depend on signal, be confidante and to be a self dependent trader to be success. A good trader never depend on signal.
        i agree iwth you broter or ma ap ko apna btata hon k ma na kabhi bhi koi bhi signal use nhi kiya ha bss khd sa spoch kr he trade krta hon itna kamyab nhi ho pr ya treka mujhy thek lagta ha
        • #94 Collapse

          Hamain signals, charts aur graphs sey zaroor help leni chaheye lekan in par 100% depend nahi karna chaheye. Yeh sub predictions hoti hain aur yeh wrong bhi ho sakti hain. Hamain in ko bhi use krna hy aur sath sath forex market ki movement ko bhi judge krna hy. Takeh correct decision lia ja sakay aur saheeh direction main lots lagayee ja sakain.
          • #95 Collapse

            ek trader ko khud ko agar yeh yakeen hai k us ki post achi ho jae ge to meray khyal say us say barh kar or koi bat nahi ho sakti hai hamesha traders ko apnay pay yakeen rakhna chahye ta k wo zyada dair tak achi cheezon ko apna kar chal sake or kuch na kuch karnay k haq me reh sake.
            • #96 Collapse

              nahe g main is bat se agree nahe karta q k foex aik risky kam hai or ham is risk ko just indicator ko use kar k he pora kar skaty hai. or ag rham indicator ko use nahe karain to loss honey k chance zyda hai.
              • #97 Collapse

                Forex trading mai apko bohat sary signal indicator or analysis mila gy jo baz time trading mai bohat help kerty hy lakin apko un per zaida belive be nai kerna chahye mai forex mai manual trading ko pasand kerta hon
                • #98 Collapse

                  forex trade main hum kam karty hain to humain is main learning karni ho gi is main confidence say trade karny main achi earning hasil ho skay magr humain is main trends ko follow karna ho ga
                  "The mind is everything, What you think you become"
                  • #99 Collapse

                    g han forex trading mien ap signals pe nahi deped karen is mien apko apni abilities aur skills pe confidence hona chahiye aur apko chahiye ke ap isko sahi se seekhen.
                    • #100 Collapse

                      han g humy kabhi b humy signals per depend ni reh sakty huny chahiyeh slow slow learning kry tubhi ksmyab hu sakty hain signals humy buy nhi ksrny chahiyeh khud per yaqeen rakhni chahiyeh tubhi kamyab hu skty
                      • #101 Collapse

                        Forex aik risky business hy aur is key leye indicators aur chats ki help leni parti hy, takeh market key trend ko judge kia ja sakay aur us key mutabiq planning ki ja sakay. Yeh predictions 100% correct nahi hotey aur hamain in key sath sath khud bhi market ko analyse krna parta hy. Learning process main fundamental aur technical analyss bhi buhat aham hoti hain aur is sey aap ko kafi help milti hy.
                        • #102 Collapse

                          Nahe dear main apny analysis kerta hoon our jab bhe jes bhe pair main ache move milti hai to main trade kerta hoon our profit kerta hoon
                          • #103 Collapse

                            humain is mani confidnce say kam karna ho ga jis say humain trade main loss km h ga humain hard work kar kay achy say kam karna ho ga jis say humain loss km ho ga profit ho ga
                            • #104 Collapse

                              Signals ko follow ker ky main ny jab bhi forex market main trading ki hai tou hamesha loss hi kia hai apko khud technical analysis ker ky real forex market main trading kerni chahiay han ap forex market related news sy kuch help ly ker trade kerain tou apko kamyabi hasil ho sakti hai but signals sy nehi
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #105 Collapse

                                Wohi trader forex trading main kamyab trader hota hy Jo forex trading main bahut ziada hard work kar k full confidence hota hy aur wo news ya signals p depend ni karta yehi traders forex trading main bahut ziada kamyabi hasil karta hy

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X