forex trading k liye insan ka confidence aur insan ka fresh mind trading main taraqi aur zayda amadani ka bais banta hai .aur jo insan yah samajhty hain k baghair fresh damag ky wo forex main taraqi kar lain gaiy unky liye araz hai k ap forex trading main taraqi to kia ap to forex main kam bhi nhi kar sakty .ic kam main bohat zayada ahtiyat aur zumadari say kam siraf fresh mind rakhny wala hi kar sakta hai
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим