forex markeet ki is race main konsay trader sab say agay hain ?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    forex markeet ki is race main konsay trader sab say agay hain ?
    members maira ap say sawal hay k hamari is markeet main sab say ziada earning konsay traders kar rahay hain ,wo q ziada agay hain is ki main kia wajha hay?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    forex me sirf wo hi log aagy hn jo propper learning k bad real pr trading krty hn..tukky nhi lgaaty blky propper analysis k bad trading krty hn. trading ko ak business smjh k chlty hn. 2 din me account double krny ka nhi sochty aesy log. they always trade after propper analysis and after worrking on demo, kbi b losses ya profit pe emotional nhi hoty. lalch nhi krty kbi b
    • #3 Collapse

      Forex trading ma jo b proper trader hy wo kamyab hota hy and proper trader wo hota hy jo k proper tareeqy sy trading ko learn kar k trading karta hy and us ko fundamental and technical analysis karna aty hoty hen isi liye wo samaj sakta hy k market ab kia behave kary ge
      • #4 Collapse

        Har wo trader jo asoolon par trading karta hai. Aur kise bhe lalach aur khoof k bina trading karta hai wo forex buisness ma kamyaab hai. Aur har wo banda jo sirf shortcuts aur jaldi jaldi thory wakt main zaida munfa kamany k chakr main hota hai. Aur raaton raat ameer hony k khuwaab daikhta hai. Wo yahan par nakaam ho jaata hai. Aapko bhe chahey k asoolon par mabni trading karen aur kise bhe shortcut ma na parin.
        • #5 Collapse

          Dear friend, forex trading me wohi log kamyab hain jo k trading ko learning k bd shuru krte hain .trade krte waqt markeet ki movment ko anyalsis kerte hain.or zyda profit ka laluch nai kerte.or na hi loss hone pe emotional hote hain.
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #6 Collapse

            Sir g forex pehly to smjha jaye k ye kiya chiz hy aur phir is k kamiyab worker k bary mein pochna chahiye aur jahan tak ap ny pocha k konsy trader kamiyab hain to is mein 100 mein sy 10 %trader kamiyab hain aur wo bhi jo hard worker hain jo din raat mehnat karty hain aur apny teacher ki izat karty hain
            :1f63b:​BE HAPPY

            اب آن لائن

            Working...
            X