Indicator strategies k impects

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Indicator strategies k impects
    Jo Jog trading men only indicators ko use kr k trading krte hain aur wo market ko analyse ni krte hain to wo kabhi bhi kamyab ni ho pate hain q k market ko analyse krna ham sab k liye bahot hi ahm hota hai aur jab tak ham market ko analyse ni kren ge uss waqt tak kamyabi hamare liye bahot door hoti hai to hamen chahiye k ham analysis se hi kaam len aur indicators ko sirf as a helper tool hi use kren
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Yahan par kaam karne ke liye aapko indicators ko bahut jyada achche se use karna Hota Hai Isko marriage karna hota hai wo dekhna Hota Hai Ki Ye Kaise working karta hai ye working aapko Ek acche level Tak Aage Ki Taraf le kar jati hai aur aap ko maximum morning ke Taraf movement karne ke liye aapki bahut yaad karti hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      Han bro main khud indicator base trading k bilkul hi khilaaf hoon jo trader khud se kch ni kr sakta hai wo trditra bhi ni kr ssakta hai q k trading men hamen success tabhi milti hai jab hamen tajarba hota hai aur jiss time hamen tajarba na ho uss time trading krna hi fazool hai agar ham bagair tajarbay k trading strat kren ge aur fully tor pe indicator pe trust kren ge to ham wrong ho jaen ge

      اب آن لائن

      Working...
      X