Indicators per aitemaad karna

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Indicators per aitemaad karna
    Agar aap kisi aik indicator per aitemad kartay hain aur uss ko her dafa istemaal kartay hain tou aap dhoka kha saktay hain kyun kay forex trading kisi aik indicator pae depend nahin karti balky iss ka inhaisar proper skill news impact aur fundamental analysis per bhi hota hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Ham trading men kissi had tak indicators pe bharosa kr sasakte hain q k indicators hamare liye trading men helpful zarur hote hain lekin hamen ye baat bhi apne mind men rakhna chahiye k koi bhi indicator hamen hundred percent koi bhi results ni de sakte hain isliye hamen help leni chahiye lekin perfect trust ni krna chahiye
    • #3 Collapse

      Mein tou yehi kahun ga kay kabhi bhi sirf indicators pe bharosa na karain balkay khud se market kay analysis karain aur unn analysis ki bunyad per strategy banain aur indicators ko bhi zaroor follow karain lakin un per andha aitemaad na karain aur analysis kay result per amal karain
      • #4 Collapse

        Well dear boht achi suggestion a Ap ke aksar hum logoo ke habbit bn chuki a k Jb b hum Koi ik indicator dekhty hain to us ko full aur final man kr usi time trade lga dety hain aur profit ke bjay loss krwa lety hain, trade lgany se Pely technical, fundamental aur news ko lazmi dekhy aur agr un m differ na to tb he trade place kary
        • #5 Collapse

          bilkul agr ap eik hi indicator ku use kro gey tu ap ku is me kbi kbi loss bhee huta rahe ga is lye jb bhee trde kre tu hmesha different indicators ka use kre ta k hr ta k apni trding ku bahter bna sakay
          • #6 Collapse

            mien to indicators ko as a guidline he use kerta hion q k es mien hum full time bee indicators per bharosa ni ker sakty hien ager hum bhorasa kerty hien to 100% success hasil ni ho sakti hai es lye hamain khud ko analysis kerna chahye or market ki current satuation ko dakh ker trade ko open kerna chahye
            • #7 Collapse

              G han ap.ki bat right hay hum jab bhi traxe kare tou sirf indicatores par depand kar k trade na kare balke khud apni skill ka istmal.kare apne knowledge ka istmal kare kiu k indicatires hu ae kabhi bhi 100% trade nai btate is is liay mukhtalf indicatores ka istmal karna parta hay
              • #8 Collapse

                g bhai ap ny sahi bat ki hai forex trading main jub hum indicators ko use kar k trading kar rahy hain tu hmain os main indictaors ko change karty rahna chahye q k jub hum indicators ko use karty hain tu es se hmari trading main bhi alag laag startgy ko use kar k trading kar skty hain es se hmain apni trading main bhi intrest bharta hai or hmain trading k bary main knowledge bhi gain hota rhata hai
                • #9 Collapse

                  apki bat se mein agree karta hu aur mein samjhta hu keh hamen indicator par kabhi bih fully trust nahin karna chahiye aur na hi yeh fully perfect hotey hein hamen bas is se thori bohot market ki direction ka pata chalta he keh market kiya kar rhi hey aur kiya karne wali hy baqi hum khud se analysis karke hi is mein trade karen.
                  https://t.me/pump_upp
                  • #10 Collapse

                    G bhai bht sy traders trading krney k liye indicators ko use krrrahy hain indicators ko use krr k ziada loss be ni hota or ap bina kisi khof ky trading kr saktey ho lakin indicators ko change kartey rehna chahye iss main ap ka e faida ho ga indicators trading ma kafi helpful hotey hain or iss sy ap ki trading be best hoti hy or ap ko kafi profit bee hota hy and loss sy be bchatey hain
                    • #11 Collapse

                      Indicators ko dekhna sahi hai but humain is main long time ke liye trading tab karna chaiye jab humain ye bat confirm ho ke humain profit ho raha ha or agr us main profit ke accuracy km ho to humain apne mind ko change kar lena chaie mere khayal se ku ke Forex main apne decision ko change karte rehena chaiye or different strategies pe work karte karna chiaiye.
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Dear apki bat say me agree kru ga trading k doran aik indicator pay etmaad nai kea ja skta agr hum RSI pay daikh k trade lgatay hain to baz dfa RSI bhi dhoka day jati ha so apko bat sahe ha aik indicator pay trust nai krna chaeay. Har indicator ka apna apna role ha lekin aik indicator pay fully trust krna bhi thek naim forex main skills aur experience ka bhi kafi daro madaar hota ha.

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X