learning kay sath sath exprience b both zarori hain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    learning kay sath sath exprience b both zarori hain
    new traders ko chahiey kay wo agr koi course kartay hain forex market ka or compelere learning kartay hain to un ko chahiey kay wo bus apni aik learning ya kisi se li hui stragety par apni investment na kar daay forex me sirf learning hasil karnay se ap profit earn nehi kar saktay hain jub tak ap kay pass forex market ka exprience na ho is liey traders ko chahiey kay wo learning karnay kay bad demo account me practice kar kay exprience gain karay apni learning ko test karay phr os kay bad forex market me invesment karay phr hi un ko success milay gi
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear Ap ke bat b theak a agr dekha jay to Ap ke learning b experience ka part a lekan Ap ke post ka meaning is Tara o ga k Ap jo b cheez seekhty o to us ko practical m lao aur mery khyal a demo Ap k option a experience k liey Ap jo b knowledge kisi se gain karty hain us ko Pely demo pr try Karo ta k practical ap understand kr skhy aur Jb Ap ko real m try Karna pary to Koi problem na o
    • #3 Collapse

      Assalam o alaikum dear forex members.
      Dear members Maximum log forex trading ko seekhny ki koshish krty hain magar experience ni hota aik on line experience bhi bht matter krta ha.
      • #4 Collapse

        forex mien ager ap larning kerty hien to ap es mien aa ker earning bee hasil ker sakty hien q k learning sy ap ko experience bee hasil ho jaya hai or yeh he ap ko es mien aa ker success dy sakta hai so hamain es mien aa ker mehnat kerni ho gi or analysis ker hard work kerni ho gi
        • #5 Collapse

          Forex ko samajhnay kay lye zaroori hai kay pahele uss ko learn kya jaye kyun kay pakistan mein forex aam nahin hai iss lye humain iss kay lye kisi se madad lani parti hai aur phir iss mein experience barhanay kay lye demo ko bahut zayada use karain
          • #6 Collapse

            G han ap.ki bat bilkul theek hay ismai .Koi shak nai k ap.jab bhi trading karna cahte hay tou us k liay ap k pass expiriance hona aur tradeing se related knowledge hona bho lazman hay aur us k.liay ap.ko khud mehnat karni parti hay ye nai k ap.ne auron se jo knowledge hasil kia hay usi par real tradeing start kar balke us se pehly demo oar khib practise kare aur us k bad real account par tradeing start kare
            • #7 Collapse

              Dear friend!/experince ka koi motabadil nai, aor jahan tk experience ko men ny study kia he ye 22 qism ka hota he , aik positive aor doosra negative, in ka hmary profit ya loss se sarokar nai hota balky hhmari learning aor attitude se hota he. negatve experience he jis se ap kuch seekhty nai ya ap k attitude me ulta bigaar ata ge aor positive experience wo he jis se ap k rawaiyy me positive badlo ay bhaly ye musbit badlao loss utha kr hi q na ay.
              • #8 Collapse

                Gee haan bhai forex mein kaam karnay kay lye learning ki bahut zayada zaroorat hoti hai lakin learning kay sath sath experiance bhi bahut zayada aehmiat ka hamil hai aur experiance learning se nahin ata balkay practice karni parti hai tou demo ko lazmi use karain
                • #9 Collapse

                  best trading tou ye hay aap jab learning kartay hain mehnat kar rahay hotay hain apni strategy ki bajaiy kisi ki strategy letay hain tou usko kabhi bhi real pe directly na he apply karen pahlay usko achi tarah sey learning ki aur demo pe apply karnay ki koshish karain jab tak acha experience na ho real pe na karain....
                  • #10 Collapse

                    forex trading main leraning achi hoti hai tu knowledge k sath sath hmain expeirnce bhi gain karty hain es liye jitna ho sky otna he hum apni trading main forex ko leran karen ta k jub tak ap forex ko smjhty hain tab tak he ap trading ko best kar skty hain es liye hmain apni trading main trading ko smjhny ka tim edena chaye ta k hmara expirence bhi bhary es k sath sath hum aghr demo account bi use karty hain tu bhi hmain faiad milta hai
                    • #11 Collapse

                      Ofcourse brother jab aap learning kartey hein to experience apko tab hi hota hey aur jitni ziada aap learning kartey jatey hein apka experience bhi utna hi ziada barhta jata hey isliye hamen chahiye keh hum learning continue rakhen yeh na samjhen ke thora sa profit ho gaya to hum sekh gaye nahin nahin hamen apni learning continue rakhni chahiye.
                      https://t.me/pump_upp
                      • #12 Collapse

                        Han G main ap ki bat se bilkul agree karta hon ke jo new traders hian wo Forex ke bare main jo bi knowledge lete hain jitni bi learning karte hain unke liye ye boht zuari hota hai ke wo achi learning ke sath sath achi practice bi karain jo ke sab se zayda zaurri ha agr unain Forex main 100% successful hona hai to aik ache profit ke liye learning bohat zyda zaruri hai.
                        • #13 Collapse

                          bohat acha sawal ha ager hum ko achi learning hasil karni ha to per hum ko chaheya ka hum acha experience be la taka hum ko learning ka sath sath achi learning be ho ager hum ya both ak sath trade ma use karta ha to per hum ko bohat achi earning hoge es leya hum ko chaheya ka hum learning ka sath sath experience ba la..............
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Assalamu alaikum bhai jaan main aap ki Barse bilkul agree karta hoon learning ke sath sath Hamare Paas experience Ka Hona bahut zaroori hai jab tak Hamare Paas experience nahi hoga Hum Kabhi Bhi Kamyab nahi ho sakte Forex trading Jaise worldwide Business mein/I]

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X