Please help me to analysis news.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    please help me to analysis news.forex is not depend her luck.forex depend only one the knowledge and experience.you can do the huge learn about the forex. you are success trader.so i think news is a very helpful and earn to money.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      Bhai ap forex factory ko open ker kay daikhain jiss time main news ani hoti hay uss time main news ka market per effect hota hay.jiss main 3 mukhtlif qism kay datas ka mukhtlif sizes main impact hota hay hay.jiss data kay sath green box hota hay wo low impact data hota hay jiss kay sath yellow box hota hay wo medium impact data hota hay or jiss data kay sath red box hota ay wo high impact data hota hay.
      • #33 Collapse

        jawab kisi experienced shakhs se chahye Q k main khud Forex trading maib new Qamar hun ye bht hi eham Question hai Q k main ab tak bht baar Gold ki trading main loss kr chuka hun.Laikin iss baat ki ab tak samjh nhi i k in main chhoti trade bhi Zeyada Loss krti hai aur profit bhi zeyada deti hain iss ki reason jaan'na bht zaroori hai.
         
        • #34 Collapse

          analysis zaruri ha kyun k is say ap ka experience bi ziada hota ha ap ka knowlege bi barta ha ap ko trade k kam mein koi mushkil nai hoti loss k bi kam chances hotay hain
          • #35 Collapse

            Forex trading market dosto news sayhe move hoteyha or is main jis dar impact ho us kadar ya move b hoteyha . or is ko jannaykayelya hamain Forex factory ko search karna partaha.
            • #36 Collapse

              han ji ye asi news hoti hain jo ke market ko techinally analysis kar ke di jati hai aur is main zayda tar traders trading karte hain aur profit earn karte hain but kuch news fundamental hoti hai jab wo ati hain tu market main regular move nahi hota hai aur is main bht sare logo ko fiada hota hai aur bht sare logo ko loss bhi ho jata hai
              • #37 Collapse

                yar mjhe news ke bare main kuch nahi pta hai kun ke main news ke bare main nahi sochti hoon or dhayan se tarde karti hoon
                • #38 Collapse

                  brother news ke baray main kuch nahi kaha ja saktayhain in ko samjhna bohat hi ziyada mushkil hota hay is par bus tuka hi lag sakta hay to behtar yehi hay ke is time par trade na ki jaye .
                  • #39 Collapse

                    g dekhiye ap ko kc chez ko b smjne k liy sab se pehly practic ki zrort parti h us k bd learning ki so mere khayal se ap ko achy analysis k liy achy se pehly practic learning krni hogi or analysis kya h isy smjna hoga us k faidu kya h ye sab smj kr hi ap acha analysis use kijye
                    • #40 Collapse

                      news trading is too good so fundamental is almost necessary and if we get good prediction in the market then we can make positive pips in the market easily and become successful. Trade with trend to become successful i like forex :)
                      • #41 Collapse

                        Dear brother analysis karna asaan nahi hai . sbb sy phly to aap forex ky bary mai complete knowledge ly uss ko learn or practice kry or then news watch kry . or dekhy ky news sy market mai kya reflection hoti hai . agr aap news or market ko sath sath watch krty jay gy tab hi aap acha analysis kr sky . tab hi aap achy forex mai trader bnn skty hai .
                        • #42 Collapse

                          sot know bro and yeh aik boht acha forum hy aur jo log forex mein new hoty hein un k liy boht acha hy aur ap ka thread bi boht acha hy muj ko ess mein seekhny k liy boht kuch mila hy aur mein ess ko boht zyadh like krta hoon. lekin jahan tk ap k thread k jwab ka talaq hy to mein abi new hoon mujh ko sai trh sy pta nai hy ess liy ai mein sirf study kr rha hoon
                          • #43 Collapse

                            apki explanation mujhe achi lagiii .. ak newbies ko yi su rad karna chayie aus k lea bth zyda helpful sabit hosakta hai .. apki advies bth achi lagi menay read ki hain meri b knowledge mei izafa howa hai thanks for your post or ye forum best hai
                            • #44 Collapse

                              dear jahan tak muje lagta he or me read kia he ke news ko samjna sab se muhskil kaam he or isko samjne me kai saal lag jate hen tab ja kar ham news par trade karna seekh sakte hen is trah ham ko news ke sath sath marekt ko technicaly bhe samjna ho ga is se hamare pass earning ke ziyada chances hote hen
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #45 Collapse

                                very nice thread i like it and appreciated this type of threads which increase our knowledge and i am new here at forum and i seek many things from this forum like this type of threads but as concern of answer of this thread i am not able to give clear answer until i seek this completely.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X