Kamyabi k lie mehnat

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kamyabi k lie mehnat
    Ye aik generally phrase ha k mehnat kamyabi ki kunji ha forex trading jaisa k ap jante hn k physically koi mehnat ni ha but mentality is pa kafi kam karne zaroorat hoti ha ap firex trading mn jitna time zayada spend karen ge utna had ap k experience mn izzafa ho ga ur utna hi zayada ap ko bonus mile ga
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear brother no doubt kamyabi begahir mehnet k kabi hasil ki nei ja sakti forex trading main kamyabi hasil krnay mehnat k sath sath hamian esko qaleel time dyna chaiy jb hum es ko time dain gay tou automatically hamain es k faida experience k soret main trading per aser andaz hotay dekh jain gay lakin shert mehnat hai
    • #3 Collapse

      Dear mehnat to bahot hi zaruri hai aap jab tak kissi kaam men mehnat ni krte ho uss waqt tak ham successful ni ho sakte hain hamen chahiye k ham mehnat kren aur forex ko sekhne ki koshish kren ham jab tak forex ko achi tarah se sekh ni lete hain uss waqt tak ham market acha analyse ni kr sakte hain hamen chahiye k ham hardworking se kaam len aur forex ki skills hasil kren tab hi hamen kamyabi mill sakti hai
      • #4 Collapse

        Assalamu Alaikum divyavani bilkul theek kare Hame Kisi bhi kaam mein Kamyab hone ke liye mehnat karna bahut zaroori hai Gar Hum Hain Aaj nahi karenge toh ab mein kamyabi milna Namumkin Hai Kyunki Main usse Hai Har Kaam Mein kamyabi Hasil hoti hai
        • #5 Collapse

          Bhai jan bilkul sahi kaha ap ne k zindgi k kisi bhi field me mehnat boht zaruri he.q k a ki mehnat kabhi bhi raygan nai jay gi.or specialy forex trade me to mehnat boht zaruri he q k ye aik wasee field he.
          • #6 Collapse

            Yeh Toh Bas ki baat hai agar koi yahan se kamyabi aur Kamyab Hona Chahta Hai To usko chahiye ke woh yahan se maximum earning generate Kare yahan se long time ke liye working Kare Jitna jyada hai Aankhe isme working support and resistance commenting rakhega wo Kamyab Ho Jayega is Cisco acche level Tak Jane Mein kaafi Jyada help mil Jayegi
            • #7 Collapse

              Dear Forex member Forex trading main main aapka target laws ko Kabu karna profit ko capture karna hi aur usko skrill account mein Hasil karna hai Forex trading account line risky business hai jis mein management bahut zaroori hai jiske liye aap ko technical fundamental and sentimental analysis Har Haal Mein sikhna Hai Agar aapko Yeh teen things samajh Aa Gayi toh aap expert trader Ban Jaate Hain
              • #8 Collapse

                yes is main koi shak nai k mehnat kamyabi ki kunji hay is dunya main aisa koi bhi kaam nai hay jo jis ka phal hamain mehnat k baghair milay agar ham forex main mehnat nai kariangay to yeh forex bhi hamain lose karay gia aur agar ham is main propper mehnat karaingay to yeh hamaray sath bhi hay aur hamari earning bhi karwai gi so mehnat k baghair koi bhi kaam phal nai daita hay.
                • #9 Collapse

                  Yeh to sabit shuda baat ha iss men koey shak nahen ha kamyabi keley mehnat shart ha jab meh nahen karni to sirf loss he hona ha uss keya faeda aur sekhne men mehnat karni chahey aor taman koshishen apni taraf se pori hon
                  • #10 Collapse

                    G han dear ap ny bht e achi post share ki hy....kamyabi k liye mehnet bht e zaruri hy na k just forex k liye balkey ap jo koi be business start kro to us business ma success gain krney k liye zaruri hy k ap mehnet kro or ap jo koi be business start kr rahy hoo too apko us business ka bht ziada experience and knowledge hona chahye....thanks
                    • #11 Collapse

                      Kisi bhi kam main kamyabi hasil krnay k leay mehnat bahut zaruri ha hum maim say bahut say log mehnat say bhagtay hain aur rato raat ameer honay ka short cut dhondtay hain to me unko kehna chahta hun aisa koi shortcut nai ha proper mehnat say he har field main kamyabi milti ha same forex trading main bhi ha. So ziyada say ziyada time dain aur mehnat krain
                      • #12 Collapse

                        • #13 Collapse

                          forex mein aa kar ap ye na sochen k ham ny earn karna hai.. ap just mehnat karen apna experience gain karny k liye.. apni practice karen, seekhen apni mistakes sy. duniya mein mehnat k bagher koi insan kamiyab nahi ho sakta to ye to phir forex trading hai jismein mehnat k bagher kamiyabi haasil karna gadhy k sar py seengh dhoondny ky motaaradif hai.
                          https://t.me/pump_upp
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Kamyabi tub melta hey insan ko jo hemat karta hey tu apko kamyabi Mel jata hey. Instaforex business mein kamyabi kaliye experience ka hona zaroori hey. Hard work kara is kaliya zaroori hey

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X