News trading kia hoti hn.
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    News trading kia hoti hn.
    Jb kbi Australia New Zealand japan china usa aur isi trha k advance countries me halat change hn ya koi syasi up set ay tu aud, jpy nzd etc me trading zorun py hoti hy. Magr is wqt trading buht khatrnak hoti hy. Isko news trading kehty hn. Buht km traders is situation ko handle kr skty hn. Is wqt buht care krni chahye.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    dear agr ap achi trading krna chahte hein tu ap ko news ko lazmi fallow krna chaiye jab news hoti hai tu market main kafi movement ati hai usd ki news sab se important hoti hai jise market kafi move krti hai
    • #3 Collapse

      Brother aslamoalikum ap nay bilkul thek kaha main apki es baat sy agree krta hon. News trading bilkul wohi hoti hai jis say apki trading asar andaz ho es main syasi uthar charhao ya koe b upset ya kisi countries ki achievement shamil hain jo forex trading py asar andaz hoti hain jo market k ups and down ka bahis hoti hain
      • #4 Collapse

        G brother apki bat se agree karta hon news k time p market ki movement bht fast movement karti ha kyun k jab bhi kisi pair ki news ati ha us wo currency jis country ki hoti ha us mein political ya kisi bhi tarha halat change hoty hain tu currency up down hoti ha aur market ki movement bht fast ho jati ha is liye news ko lazmi parha karyn karyn apko pata chalta rahy ga k kis time kis currency ki news ani ha
        • #5 Collapse

          Bhai jan new ko hume lazmi fallow krna chaiye jo rat ko news jalti hai wo sab se important hoti hai agr hum os ko fallow krein tu sab acha profit hasil kr sakte hein hume investing.com ko daily fallow krna chaiye ye hamre liye acha business hai
          • #6 Collapse

            News main jo updates ati hain ya phr jo news ke duran movement hoti hai wo different countries ki ecnomic or political changes jo ati hain us se movement hoti hai jese Austrailia, Japan, China, USA or bi countries hia jab in main koi update ho to market main movement thori fast ho jati hai humain in events ke bare main lazmi note karna chaiye ye bohat helpful hai trading main.
            • #7 Collapse

              Jab bhi forex market main koi news aati hay tou humae us time par trade bilkul nai karni cahiay kiu k us tine trade karna boht khtarnak ho sakta hay aur ap ka account wash ho sakta hay news par trade sirf wohi log karte hay jo trading market main boht expeart hay big trade karte hi newspar trade hay kiu k un ka is market main bibt zada expirance hota hay
              • #8 Collapse

                Dear members forex market ki scheduled economic news ko fundamental data of the market news bhi kehte hain Apne schedule time Mein release hoti hai aur Market mein bahut accha impact karti hai isliye aapko economic calendar key update kar fully aware hona chahiye aur Market ki technical support or resistance Ka Andaz hona chahiye
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  New trading major aap apna kaam karte huye Yatra capital investment karte hain aap ko kaam karne mein bahut jyada help mil Jayegi aap apna kaam easily manage kar sakte hai storm level create kar sakte hain Wahan Se Jyada Se Jyada Management kar sakte yaha par kaam karne ke liye Kisi Ki help me le sakte hai

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X