loss hony ka tanshon lana chaye ua nahi

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    loss hony ka tanshon lana chaye ua nahi
    bhai Jan jb business krty hain to is man profit bhi ho skta hai or loss bhi ho skta hai bhai agir loss hota hai to aap tanshon nahi lani chaye loss hota hai to aap ko recover krny k luy ak asha plan bna na chaye jis sy aap ka loss recover ho jay or agir loss sy Dar kr aap wrong trade lgaty hai to o's Sy aap ka Zuada loss ho skta hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    brother diekho k profit our loss koi bhe world ka business lay loo us main hoti hai mean loss hota ai to tension hoti hai liken loss ki wja say karobaar ko nahe choorna chahy humean forex main work kerna ho ga pher he us main hum us ko learn ker pain gay or loss ko hum apni forex ki taleem our mehnat say kum ker k profit ko increase ker sagty hain
    • #3 Collapse

      Aslam o alikum Dear friends agar lose key pachay hum tension late hey tu tension lay nay say kuch faida he nahi melta tension lany say lose wapas nahi. Liken mustakbal kaliye sochna zaroori hey Mustakbal kaliye sekna zaroori hey
      • #4 Collapse

        haan jee bhea je app ko forex main ager loss hota hai to us ki tension nahe lene chahy koin k forex main profit our loss dosarey business ki tarha hota hai to koi our kaam app ker rahy hain our us main like shop run ker rahy hain nuksaan ho jata hai aik month to app pher us ko choor to nahe dain gay to us main app ko mehnat kerna ho ge pher he kamyaab milay ge
        • #5 Collapse

          g nahi dear tension kabi be nahi leni chaye, agar traders tension len gey to market ko analysis karny me ham se ghalti ho sakti hay jo key loss ki waja ban sakti hay, traders ko fresh mind key sath market ko har angle se jaiza lena chaye ta key wo koi be trading me mistake na kary.
          • #6 Collapse

            forex m los ki tenshn nhi leni chahiy q k hr beznus m profit r loss sath sath hy ye nhi hona chahiy k ksi tread sy loss ho Jay tu hm dil brdashta ho jaen r forex ko bora bhla Kahen q k forex learning m hmy bar bar gaid kia ja rha hy k forex beznus m loss phly hy profit bad m es liy sucsecs hasil krny k liy learning Karen phly phr forex ko join Karen ta k loss sy buch saken
            • #7 Collapse

              dear koi bh business ya karobar ho loss ka khatra to rehta hi hy isi tara forex trading main bh loss ke chances to hoty hi hen lkn loss se ghabrana ni chay ager loss ho to apny mistakes ko dekho aur apny skills ko improve kro
              Signature removed by moderator
              • #8 Collapse

                Dosto forex trading aik profit or loss ka business hy to es.ma loss or profit sath sath chalta hy es ly agr ap ko Forex trading ma aj profit hua hy to kl ap ko loss b ho skta hy es ly jb b ka I forex trading ma loss ho jy to ap ko loss sy khbrana ni chy or na he tension lyni chy Bilkay dkhna chy k forex trading ma aisi knsi galti hui jis ki wja sy loss hua or khoshish krni chy dbra aisa galti na ho
                • #9 Collapse

                  dear bhai jab bhi kisi ko loss hota hai har kisi ko tention hoti hai kun k jab hamra nuksan hoga tu ham ko tention tu ho gi he iss leay uss tention say behtr hai k app ko uss mistakes ko thek karna chahieay jiss ki waja say app ko loss hoa ho aur tab app ko real mai trade nahi karni chahieay jab tak app ko yakeen na ho jay k ab loss nahe hoga.
                  • #10 Collapse

                    bohat acha sawal ha ager hum ko forex ma loss hota ha to per hum ko chaheya ka hum us ke tension la q ka ager hum loss ke tension nhi lata ha to per hum ko profit nhi hoge esleya hum ko chaheya ka hum apna profit or loss both ka tension la to per hum success hoga forex ma warna nhi hoge............
                    • #11 Collapse

                      Re: loss hony ka tanshon lana chaye ua nahi

                      jab hum kam karty hain to is mainn los hony say kafi pryshan ho jaty hain kay market main humain profit hasil karna tha to is main loss ho gya so humain is main tension nai lyni chaiye kun kay jab mistake karty hain to hi earning hasil nai hoti hay so mistakw ko sai kar kay market main trade karna humary liye kafi profitable ho sakta hay
                      • #12 Collapse

                        Re: loss hony ka tanshon lana chaye ua nahi

                        Dear frend hmy loss ki bilkul b tention nai leny chaye bilky mera yahe khayal hai k jab hmy loss ho to hmy tentions leny k bajye ye sochna chaye k hm kis bat ki waja sy loss hova hao phr hmy apne os point ko dakhna chaye or osy dour karny ki kosheah b karni chaye kun k tention leny sy masla hall nai hota jab tak hm os ka hall nai sikalty.
                        • #13 Collapse

                          Re: loss hony ka tanshon lana chaye ua nahi

                          sahi keh rahy ho ap . humain koi policy follow karna chahye thanks
                          • #14 Collapse

                            Re: loss hony ka tanshon lana chaye ua nahi

                            g nahi bhai jaan ap ne thk hi kaha hai kee ham ko as main loss se kahbhi bhi tention nahi lena chahiy hai agar ham ham as main tention nahi lena chahiy hai agar as main hjam tention le gee tu hamra seht bhi khrab ho sakta hai as main ham ko kam karte karte as main aopne sehat ka bhi khyal rkhna chahiy ha agarap ki sahat khrab ho gy tu ap as mai n kam nahi kar saken gee as liy as main zyada kam karte wakt as main apni sehat ka khyal rkhna chahiy hai
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: loss hony ka tanshon lana chaye ua nahi

                              forex mai hamy loss ky bad thence nahi hona chahey hamy saber karna chahey or next time apne mistake py gur kar ky mahnet sy kam karna chahey pher he hum loss sy bach saky gy or acha profit gain kar ky apne zarorto ko pura kar saky gy forex aik real business hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X