Insan koi apni ghaltiyoon se seekhna chaye ya dosrn ki?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Insan koi apni ghaltiyoon se seekhna chaye ya dosrn ki?
    Genius adami wo hota ha jo dosroon ki ghaltyoon se seekhta ha.apny ghaltyoon se seekhny wala bnda tu sb k lye misal ben jata ha.aur jo dosroon ki ghaltyoon se seekhta ha wohi bina loss k kamyab rehta ha.q k apni ghaltyoon se seekhny waly ko apna bht ziada nuqsan kr k seekhna perhta ha.es lye dosrn ki ghaltyoon ka mutala apni trading ka hisa bnaen aur un se seekhaen
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear apki bat bilkul thk hy agr hm trading ki bat kren tu is me kamyab hony k lye hmy chahye k hm dosro ki mistakes sy learn kren. Life buht thori c hy agr hm apni mistakes sy seekhny ki try krty rhy tu kbi kamyab ni ho sken gy aur trading k is competition me sb sy peechy reh jaien gy. Is lye me yei kahun ga k dosru ki mistake sy sbq hasil kren aur apni trading ko safe bnaien.
    • #3 Collapse

      Bhai aik aqalmand insan woh hota hai Jo dosro ki galtio Sa seekhta hai ku keh agr koi galti kry ga to AP aqalmand hua to next time AP woh galti na Karan ya us SA Bach ka chalyn ...agr AP SA bhi koi galti ho jati ha to koi bat ni AP bhi apni galti sa seekh Lyn aur usko next time na Karan...
      • #4 Collapse

        Dear brother galti chaiay apni ho ya kisi dosray ki galti galti hoti hai jo sb k liay sabq aur apnay nuqsan k nishan chot jati hai ab chaiy koe b us say apnay ap ko bachaiy yeh hr individual k khud py hota hai j wo apni ya kisi dosri k galti say kis trha sabq seekhta hai aur koshish karain k apnay apko next time us say bachain
        • #5 Collapse

          Seekhny ko apko jahan say bhe mily aap seekhin chahy wo apni ghaltiyon say ho ya phir dosron ke ghaltiyon say. Kun kay ghaltiyon sey seekhna aur unko repeat na karnay ma he hamari kamyaabi ha. Jab aap ko koi ghalti btay ya aap say khud ho jaay to us ko lazmi mind main rakhen aur us kay baad aap us kay liey apni koi hikmate amli bnaain.
          • #6 Collapse

            Sir Forex Trading main professional and successful trader bannay kay liay hard working karna hoti hay, and forex trading main mistake ki koi plance nahi hay, us kay bawjood traders ko apni hi mistake say learning karna chhayie. jo aik bar mistake ho jay us per ghoor karna chhayie keh yeh mistake kis waja say hoi hay.
            • #7 Collapse

              Ghalti apni ho ya kisi aur ki us sy sabaq zarur lena chahiay aur koshish kerni chahiaybky aesi ghalti repeat na ho but agar ap forex trading ki bat kerty hain tou ham other traders ki mistakes ko janch hi nehi sakty ky her koi apni apni trade ker raha hota hai koi bhi apni mistake share nehi kerta hamain apni hi mistakes sy sabaq lena hota hai aur future trading main usy avoid kerna hota hai
              • #8 Collapse

                Sab se zadaya hum apni galtiyon se sikhte hia jaaha tak mera knowledge hai Forex Trading ke bare main ku ke jab apne hi account main loss hota hai tab hi humain zyda importance ka pata chalta ha Forex main risk management ka ye bohat zaruri hai ke hum sab se zayda khud ke account pe dyaan rakhain.
                • #9 Collapse

                  meri rayee k mutabiq acha or behtreen trader wo he ban sakta hai jo k apni mistake kerny sy pehly hamain dosro ki mistkes sy seekhna chahye q k ager hum es mien aa ker mistakes ker bee lety hien to hamain es mien apni mistakes sy seekhna chahye or next time us ko repeat bee ni kerna chahye.
                  • #10 Collapse

                    Apnay se zyada dusron ki mistakes se seekhna bohat best kamyabi hay magar ap se khud b mistakes hon tou unsay se bhi aap ko seekhna chaiye dono condition mei he aap ko faida hoga behtreen trader b wohi hota hay jo apni mistakes ko repeat nai karta aur dusron ki mistakes se b lesson leta hay
                    :1f60e: IBRAHIM BILAL TRADING JOURNAL :1f60e:

                    PLEASE VISIT HERE
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      forex trading business mein jab bhi loss hota hy tu mistake se hi hota hy aur forex trading business wo hi acha trader ban sakta hy jo apni mistake ko cover karta hy kiok jab koi trader galti karta hy tu loss hota hy aur wo galti bar bar karta hy tu us ko loss hi ho ga aur jo dosron ko dekh kar mistake ko cover karta hy khud koi galti nhi karta us ko loss bhi nhi hota aur wo forex trading business mein kaamyaab trader ban jata hy

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X