Loss hony ki wajha AP khud zimadar hoty Han...

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Loss hony ki wajha AP khud zimadar hoty Han...
    Assalamualaikum all dear member me AP SA aik bat share karna chahta Hun keh jub ham ko kabhi loss ho jata hai to ham kehty Han keh hamari kismat kharab hai halan keh hamari galti apni hoti hai Jo ham smjh ni paty to ham ko Jo loss ho jay to kisi ko blame NI karna chahya aur khud ko smjhna chahya ....
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Bilkul thk kaha ap ne insan apni qismet khud bnata ha jb ap loss krean ge tu zara sochaen q krean ge lazmi bt ha ap ne khud tu ghalt kiya ha tb hi loss krean ge.ap ne analysis sahi ni kiya entry lainy mein jaldi ki.ya entry sahi waqat pe ni li.ya koi trade ni mil rahi wasy hi enter ho gye.ye sb wajoohat haen jo ap ko loss ki taraf le k jati haen.es lye ache trader ki trha achi trades krean ye ghaltiyan bar bar met dohraen.
    • #3 Collapse

      g han bilkal jnb lose hume apni mistake ki waja se hota hai is main hume bohat itminal se kam krna chaiye choti se galti be hamra account wash kr deti hai is main hume sab se phaly experince hasil krna chaiye
      • #4 Collapse

        ap ny sahi kaha hai agar ap galti na kary to apko loss nahi hoga apko chahiye k trade lgany sy pehly market ko smjh ly or trend ko follow zroor kary k market kis taraf move kar rahi hai or us k mutabiq trade kary ta k loss na ho.
        • #5 Collapse

          off course dear forex main loss ka aik trader khud he zamadaar hota hai us main appp khud he apni mistakes say kerty kerty he siekh jaty hain ya pher app loss py loss kerty rhety hain to dosto us main learning ker k knowledge our experience hasil ker k us main app achy trader ban sagty hain nahe to pher luck pay karen gay to loss hona k kafi chances hoty hain
          • #6 Collapse

            G han loss ki zimadar tou ham khud hi hoty hain ky trade lagai jo ham ny khud hi hoti hai tou jab bhi ap kisi pair main trade open kerna chahain tou pehly market ko achi terha observe kerain phir achy analysis ker ky trade open kerny per loss ky hances bahot kam ho jaty hain bajaey isky ky ap just luck per trade open ker lain aur loss hi hota rehy
            • #7 Collapse

              Je haan bhae forex main ager loss ki wja forex business hota to her trader ko loss hota but us main kisi ko kum ya zeada profit her aik he hard work pay depend kerta hae jo us main mehant ache kerta hai us ko us main acha profit milta hai to humean bhe forex main kafi mehant kerna ho ge pehr he loss ko kum or profit ko barha pain gay
              • #8 Collapse

                g Han ksi b beznus m loss hony k zimydar hm khud hoty hen q k hmy beznus ka experions r knoliged nhi hota r hm sari invesmnt lota k ghr a jaty hen forex m tu hmari invesmnt zaya nhi hoti pr jb tk hm learning kr k experions r knoliged hasil nhi krty r demo py prectis m Tim spend nhi krty apni tread m loss k hm khud zimy dar hen.
                • #9 Collapse

                  G Hn Dosto forex trading ma jb b hmain koe loss hota hy to es loss k hony k hm khud zimadar hoty hy kiun k trade ko hm ny khud apny hatho sy lgya hota hy or wisy b hmain loss k hony sy kisi zimadar ni thrana chy na khud ko or na he trading walo ko bs hmain apny sy hui mistake sy kuch seekhna chy or koshish krni k dbra kbi forex trading ma mistake na kry
                  • #10 Collapse

                    arif bhai app ny bilkul sahe kaha hai k loss hony k ham ziada zimadar hoty hain kun k ham nay bgair daikhy trade kar k markeet ko zimadar therna hota hai jab ham ko loss ho jay issleay ap jab bhi trade karin apny analsys say achi tra daikh kar karin aur kabhi bhi aik chez par kam na karin hamesha sari tools daikh kar he order lgana chahieay.
                    • #11 Collapse

                      dekho losxs to ana hota he aor nhe bhi q ke loss k bare me koi nhe janta k kam loss aye ga mene ye bhi dekha hua he markeet me k acha munafa ho to phir bhi kai log ziyada ki lalach me hota he to zahir he usy ye bhi sochna chaye k markeet neeche bhi aa sakta he
                      • #12 Collapse

                        bohat acha sawal ha ager hum ko forex ma lot of loss hota ha to per hum ko chaheya ka hum trading ko chore da q ka hum ko experience nhi hota ha trade ka karna ka esleya hum ko chaheya ka hum with out experience trade na kara ager hum trade karta ha to per hum ko lot of loss ho sakta ha..............
                        • #13 Collapse

                          yes dear is main koi shak nai hay k jub hamain kisi bhi field main lose hota hay to us k zimadaar ham khud hotay hain k ham nay kahan pay kia mistakes ki hay aur hamain us ka kia nateeeja mila hay agar ham sab in baaton pay ghour kaarain to hamain in say bachnay ki koi na koi tarkeeb mil sakti hay q k hamain khud bhi koi pata nai hota hay k ham kia mistakes kar rahay hotay hain.
                          • #14 Collapse

                            Asslam o alaikom pehli bat to ye ke jab tak ap kp mukamal knowleedge or experience na ho kabo real trade na lagain or jav ap real trade lagain to stop loss zaror laga lain ta ke unexpected loss na ho or agr loss ho bi jay to dekhay ke kaha ap se galti hoi apni galiton se seekhay kabi bi jaldi bazi se kam na lain apni ek mukmal stratgy banay or market ko analysis kar ke trading start karay or learning kabi na choray
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Loss hony ki wajha AP khud zimadar hoty Han...

                              forex mai hum jab kam karty howe galti kar dety hain to hamy loss ho jata hain lakin is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi hota hamy loss ko avoid karny ky liye ache learning hasial kar ky apne galtiyo py gur karty howe mahnet sy kam karna chahey pher he hum loss ko avoid kar saky gy or acha bonus earn kar saky gy

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X