Abhi forex mein bahut seekhna hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Abhi forex mein bahut seekhna hai
    Humain loss see ghabranay ki bajaye iss see seekhna chaheye aur jin mistakes ki wajah sae loss ho raha hai unn ko judge karain aur unn ko door karnay ki koshish karain loss honay ki wajah hum khud hotay hain humain forex ko blame karnay ki bajaye apni ghaltioun ko door karna chahyea aur unn ko future main repeat nahin karna chahyea
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Forex aik lenthy work hai jis mai hmy kuch din ya kuch maheny nai bilky mery khal mai salo lg jaye gy os k bad hm keh saky gy k ab hm aik achy treader ban gye hai kun k forex treading mai har din aik naya tajuba hota hai aik naya emtiha hota hai or ik naye learning hoti hai jo hmy aik acha treader banany mai madad dati hai.
    • #3 Collapse

      Gee bhai aap forex meinmjitna bhi seekh lain kam hai kyun kay forex mein rozana changings aa rahi hain aur aap ko unhain bhi seekhna hota hai iss mein apni mehnat ko jari rakhain aur kamyabian hasil kartay rahain
      • #4 Collapse

        G mam apki bat Sahi hai keh ham ko ghabrana ni chahya aur mehnat karni chahya...forex aik asa business hai jahan AP jitna merzi seekh Lyn tub bhi bahot Kam hai mean AP yeh NI keh sakty keh AP ny full info lay li hai ..ki keh forex bahot waseeh business hai AP jitna learn Kar lo itna hi Kam hai es Lia AP apni mehnat jari rakhan aur pershan na hua Karan...
        • #5 Collapse

          G han bilkul sahi jaha ha ap ne k kisi bhi trader k leye daily kuch na kuch seekhny ko milta ha .main bhi new hin forex main smjhi hun k mhy abhi bht kuch seekhnabha forex trading ki knowledge lani ha .forex main abhi bht ziada mehnat krny ki zroorat ha ..mehnat krunbgi or kuch seekhun gi to hi kamyab hon gi
          • #6 Collapse

            G bilkul forex trading me rozana kuch na kuch naya seekhne ko milta he.or nakamion se ghabrana nai chahey bulke in se seekhna chahey.or forex trading to field hi boht wasee he.
            • #7 Collapse

              Han g forex me ap jitny b purany ho jaye ap kabhi ye nahi keg sakty k ap ko sab pata lag gaya hai old traders ko b loss hota hai lekin km is liye agar ap new hai or loss huwa hai to dary nai bs galti dhoondy or dobara us sy bachy.
              • #8 Collapse

                han mere dost forex trading business main loss hoty rahty hain trader ko in say ghabrana nhy chhy blkah trader ko chhy kah in mistakes kay causes ko understand karay aor trader in causes ko aor apni ghaltioun ko door karnay kay koshsh karay aor trading main is tarah trader jab ghaltioun ko sudhar lay ga trading main success ho gy
                • #9 Collapse

                  ap ny bilkul thek kaha hy mary khyal my forex trading ki learning kbhi b complete nahe hoti.or jo b expert trader hoty hn un ki kbhi b leaning complete nahe hoti.lkn kuch log khud ko bohet he qabil tradere samjhty hn un k b bohet sy week points hoty hn.jin ki wjah sy un ki trader loss my jati hn.lkn assa kbhi kbhi hota hy.
                  • #10 Collapse

                    Forex main agar aap kuch Yahan Par long time ke liye working karna chahte hain aapke paas investment hai aapke paas capital hai to aap ko chahiye kya aap iss pe apne business ko develop Kare aur se kuch na kuch information information Hasil Kare aur apne business ko long time ke liye increase karta hoga
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Forex trading ka maidan kafi waseeh ha aur banda roz kuch na kuch seekhta ha agr hum apni mistakes say roz kuch na kuch seekhain to hmaray leay yeh kafi khush ain bat ha. Agr daikha jaye to kuch l9g forex main loss ki vja say bahut jaldi ghabra jatay hain aur forex ko leave kr detay hain jo k nai krna chaeay apni mistakes ko durasut krna chaeay.

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X