Emotion

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Emotion
    ​Salam to all my friends Mary khayal ma ager him log forex trading sy profit hasil krna chaty ha to is ky leya him logo ko apny emotion py mukml control krna ho ga phir hi him log acha profit hasil kr skty ha
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Bhai ap ne thk kaha emotion hi wo sb se bara dushmen ha jo forex traders ko bht nuqsan punchata ha.emotional banda forex mein tu kamyab hi ni hota.es lye agr koi banda emotional ha aur us se sabr ni hota tu wo forex se door rahy phr yaa phr mukamal training kre apni.jaisa k entry lagai tp aur sl set kiya phr bhool jaye met dakhy entry ko.jb tp ya badqismati se sl hit hota bhi ha tu bd mein daikh le 1 makhsos time k bd.ta k wo apni entry waqat se phly close na kre.
    • #3 Collapse

      g dear w salam aap nay teak kaha hai kay forex trading main aap ko apnay emotion per control krna chahaiy koun kay agr aap ay sa nhe krty hoo too aap ko kafi loss ho sakta hai emotion say aap trading teak say nhe kr sakty ho galtian hoti hai
      • #4 Collapse

        han mere dost forex trading business main emotional ko control karna trader kay liay must hay qion kah jab trader emotional mind say trade karay ga trader ki trading thek na ho gy trader mistakes ka use karay ga aor trading main wrong step ko follow karay ga jo kah trader ka main losses ka cause bantay hian is liy emotions say avoid kia karain
        • #5 Collapse

          Ji bilkul sahi kaha jaisa k forex ak emotuonal business hy is main apne emotions pr control rakhna thora mushkil hota hy jb humain earning hone lgti hy to hum emotional ho jatay hain or over trading krtay hn jis se humain loss hota hy is lie forex trading main humain apne emotions ko control rakhna chahiye ta k profit hasil ho
          • #6 Collapse

            emotions pe mukamal control bohat important hay aik tarder kay loss ki sab sey barri wajah mei aik ye bhi barri wajah hay kay emotional over volume lagana planning ko emotions ki wajah sey chorr dena aur emotional hokar over trading karna big loss karnay ki eham wajha hay esliye apnay emotions pe control karain...
            • #7 Collapse

              Forex trading members emotions Hamare Dushman hai Jazbaat ko control karna bahut zaroori hai jazbaati hoge trading karne se loss ratio increase Ho Jati Hai aur Market ki favour mein Jati Hai aapko chahiye ki planning karo management karo stop loss zaroor istemal karo it's a loss ke chances kam ho Jaate Hain aur aap ko profit Jyada Hota Hai phir aapko trading my confidence Aata Hai chahiye emotional control bhi hai
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                4 explain working karne ke liye kis pe investment karne ke baad aapko chahiye ke office pe Apne emotions ko control Rakhe aap apne emotions Ko Jitna control Mein Rakhenge Aap Ka working aur aapka level aapka standard uthna Hai Jyada increase Hota Chala Jayega aap Agar gussa Karenge Toh Se Mai aap ko nuksan ho sakta hai

                اب آن لائن

                Working...
                X