Make your mind fresh before start trading.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1066 Collapse

    g han trading ko start krnay sai pehlay aap ko apna mind fresh rkhna hoga agr aap apna mind fresh rkho gay tbb hi aap trading kr sko gay wrna aap trading nhi kr sko gay aap loss kr jaogay.
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1067 Collapse

      ji han bilkul bro main ap ki abt se agree krta hon k is main ap ko trading start krne se pehle apne mind ko fresh krna parta hah kyun k jab tak is main ap mere khayal main mind ko fresh nai kro gay to is main ap kbhy bhe i think kamyab nai ho skte ho
         
      • #1068 Collapse

        Trading sey pehlay apney mind ko fresh krna buhat zarori hota hy. Agar aap tension main hain ya koi confusion hy to trading na karain balkeh rest krain aur apney mind ko bhi rest dain. Jab aap ka mind fresh nahi ho ga to aap key decisions wrong ho jayen gey. Kabhi bhi tension main ya confusion main trading na karain.
         
        • #1069 Collapse

          han bilkul bro main ap ki abt se agree krta hon k humey trading krne se pehel mind fresh krna chahie kyun k jab tak humara mind fresh nai hoga to hum apna kam sahe tareeqe se na kr sakian is liye is main he ani balke humey har kam fresh mind se krna chahie
           
          • #1070 Collapse

            yeh baat to blkl sahi hai k trading krny se pehle apka dimagh blkl fresh hona chahiye agar ap per zehni dabao hai kisi qisam ka to phir ap trade na kren ap kuch time rest kr len aur phir Fresh mind k sath samjhdari se trade kren.
            • #1071 Collapse

              main apki baat se agree krta hon forex trading 1 risky business hai so isay start krne se pehle ager mind fresh hai to phir start krni chahiye dosra ap k pas plan hona chahiye plan k mutabiq trade lgani chahiye other wise wait krna chahiye greed nai krni chahiye
              • #1072 Collapse

                han ge jab bhi kaam start karain ap ko chahye kay apnay mind ko fresh rakhain ku kay ager mind fresh nahi ho ga to ap dil se kam nahi kar payain gay aur nahi acha earn kar payain gay islye work start karnay se pahlay apnay mind ko fresh karlain.
                • #1073 Collapse

                  yes ofcourse hum forex ma trading krte hoe us ma mind fresh karan chaye or tbhe hum acha trde laga sakte hae or forex news ko read krte rhan chaye tbhe hum market rates ko judge kar kae asne kae sath trade laga sakte hae ortrade lagte ho zaida lalch ma nahe prna chaye jo jiten profit dae rah hae uten hae asane ke sath achieve krna chaye na kae us ko bhe loss ma date jana chaye loss sae bachen ke laye stop loss use krna chaye
                  • #1074 Collapse

                    Forex trading ka pehla rule ye hai kay aap trade krtay huay apna mind fresh kr lia kro q kay agr aap apna mind fresh rkho gay to aap ko is mai earn krnay mai asaani hogi wrna nhi.
                     
                    • #1075 Collapse

                      hich is surrounded by tight security, but that with the passage of days, the more investors have to become a forex e-commerce to achieve income and profits as it has many benefits and advantages over other trade like stocks, bonds, commodities tools.
                      • #1076 Collapse

                        trading mei anay sy phelay mind ko fresh krna zaroori hta hai jis sy concentration bharti hai or focus krny mei asaani hti aisy mei market analysis acha hta hai or strategy be ache banti hai lakin agar frustation ho tu loss ke chances ziada hty hain
                        • #1077 Collapse

                          Emotional ho kar trading nahi karni chaheye. Jab tak aap tension main hon aur aap ko market favourable na lag rahi ho to trading nahi karni chaheye. Pehlay apney mind ko fresh karain aur agar kisi waja sey tension ya confusion ho to trading na karain aur wait krain. Tension main keye gaye decision wrong hotey hain aur un sey loss ho jata hy.
                           
                          • #1078 Collapse

                            yes you are right my friend forex ka kaam hee aisa hai jis main apko fully relaz hi k kaam karna chaeye hai kyun k is kaam main hume aqaal ki sakhat zarorat hai aur is k baghair humara loss hai tou tbhee ager koi loss nbhee hota hai hume to hme us ko bhool k fresh minsd k sth doobara start karna chaeye hai
                            • #1079 Collapse

                              g han forex trading mien hamko chahiye ke ham is mien apne mind ko fresh karen taake ham is mien phir sahi se trade le saken aur is mien hamko chahiye ke ham is mien tareeqe se trading karen taake hamare andar trading skills develop hon.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1080 Collapse

                                gee haan ap ki bat nice he keh trader ko fresh mind hoty howy kam krna hota he trader es bat ka khyal rkha kre keh woh jb upset mind se ho trading na kre to bhtr bat he kion keh trading mein fresh mind ki zarort hote he aur phir trade mein mistakes na hote hein

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X