greed will teach you lesson one day....

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    greed will teach you lesson one day....
    Dear friends ap sb se requst ha k forex main ap tb tk kamyab rho gay jb tk ap greed se dor rho gay q k greed k chakr main parta ha tb wo apni kamai lota data ha jitna ap ko milta ha wo ly lo greed kbi na kro
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Well dear lalch amysa insan ko Mar deta ha forex trading ma bi aysa hi Jo log lalch krty hn or apana target set ni krty or profit ki lalch ma pary rety hn unain end py loss hi hota ha isliay hmain chaiy agr hm aik achy trader banna chaty hn tu hmain aik target set krna chaiy or wo pura kr k exit kr jain ku k market ka koi pta ni hota kbi bi kuch ho skta ha so greed sy bachna hi kamyabi ha
    • #3 Collapse

      اصل پيغام ارسال کردہ از: rana imran 117 پيغام ديکھيے
      Dear friends ap sb se requst ha k forex main ap tb tk kamyab rho gay jb tk ap greed se dor rho gay q k greed k chakr main parta ha tb wo apni kamai lota data ha jitna ap ko milta ha wo ly lo greed kbi na kro
      greed traders ki enemy hoti hai traders ko trade krty hoy small profit pai he satisfied ho jana chaye laikin bohat sy traders trade krty hoy greed krty hain or aksar un k profit loss main change ho jata hai traders ko aisa kabhi bhi nahi krna chaye
      • #4 Collapse

        Dear aap bukal thek kaha rahay hain main aap ki baat sa itafaq karta hoon k greed hamasha insan ko nuqsan phoncha ti hay instaforex main trading k doran trader ki sa bari enemy hay greed trader ko chahay k apna target set karay aur target achive hona k bad trade close kar day zayada ki lalach na kara
        • #5 Collapse

          Yes dear ye trade 1 online trade hy is me hmy ziada risk ni laina chahye. Jo profit ap munasib smjty hn us py trade close kr laien ye apk.lye ziada faidy me rhy ga bjay isk keh ziada profit k chkr me market aisy level py chli jay k apko ziada loss ho .
           
          • #6 Collapse

            app ki baat say agree kerti hooon forex main jo bhe trader lalauch kerta hia wo aik na aik din us say zaror bara nuksaan utha hai our wo loss kerta hai our us say lesson hasil kerta hai to dosto ye emotions ka part hai us ko jab tak app kabo nahe kerna gay app ko kabhe bhe kmyaab trader nahe bananay day ga
            • #7 Collapse

              bhut khobsorat bat ki hai k greed hamain kesi na kesi din sabaq sekha dy ga q k jo bee greed kerty hien wo es mien aa ker belkul bee success hasil ni ker sakty hien es lye greed na kery or es mien mehant ker k earning hasil kerny ki koshesh kery
              • #8 Collapse

                • #9 Collapse

                  members koi bhi business hay koi bhi field hay us main agar ham propper knowledgr say kaam karaingay to hamain lose to hoga laikin is kadar nai hoga k ham kaam karnay he jain isi tarha forex say hamain thora thora kar k earn karna chaye agar hamain kahingay k aik dam say ameer ban jain aur earn kar lain to aisi halat main hamain lose aur sharmndagi k ilawa kuch bhi hath nai ayega so be carefully dont greed.
                  • #10 Collapse

                    Greed main hum ko pata nae chalta hai or hum jaldi jaldi profit ke liye trading to karte hain or thora bohat profit ho bi jata hai but usko continue karne ke liye humain bohat zyda effort ki zarurt hoti hai uske liye Forex Trading main greed se avoid karna bohat hi zaruri ha mare khaal se agr successful hona ha hum ko Forex ki market main to.
                    • #11 Collapse

                      insaan agar kaam karta hai to us ko lalchi ho kar kabhi bhi kaam nahi karna chahiay har kaam jis mein lalach shamil ho jta hai bas pher wo kaam insaan ko barbad kr kay rakh deta hai isi tarha kuch trading mein bhi aesa hi hota hai tradingh boht hi risky kaam hai or is kaam mein lalch ko buri chez samjha jata hai jo kay insaan kay jazbaat ko control kar leta hai or insaan lalch mein aa kar apna sab kuch kho bethta hai or lalch insaan koaik acha sabak day kay jata hai
                      • #12 Collapse

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: rana imran 117 پيغام ديکھيے
                        Dear friends ap sb se requst ha k forex main ap tb tk kamyab rho gay jb tk ap greed se dor rho gay q k greed k chakr main parta ha tb wo apni kamai lota data ha jitna ap ko milta ha wo ly lo greed kbi na kro
                        G Bhai lalach sy hmra account bi wash ho skta ha or him log loss ma bi ja skty ha is leya greedy nhi hona chya bilky him KR ky mhnat kre or prifpr bnae
                        • #13 Collapse

                          greed avoid karain greed ap ko kbhi kamyab ni honay de gi behtar ye ha success ke liye esme trader ko acha market ka knlwedge pehle le lena chahiye,esme trader ke paas etna acha market ka samajh hoga wo esme utna he acha kar sakenga,esme trader ko apni mehnat se he market me kaam karna chahiye,esme trader ko demo account par skill banalena chahiye jisko wo ache se follow karenga tabhi wo esme kaam kar sakenga aur apne liye earn usko hoga.
                          • #14 Collapse

                            Re: greed will teach you lesson one day....

                            greed hamara sub sy bara dusman hain hamy isy avoid kar ky kam karna cahey pher he hum loss sy bach saky gy or acha bonus earn kar saky gy forex aik aam job ke nisbta bohat ache job hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain yai east wast mai bohat taze sy phla raha hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: greed will teach you lesson one day....

                              greed hamara dusman hain hamy isy avoid kar ky is mai kam karna chahey pher he hum kamyab hon gy or acha bonus earn kar saky gy forex aik real business hain hum is mai 24 ganty mai sy kese be wakt kam kar sakty hain hamy acha knowledge or experience hasial kar ky market ky rules ky mutabik kam karna chahey

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X