A loss is not all..

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #256 Collapse

    ap sahi hain dear jo log new ate hain trading main aksar ko nuqsan hota hai to wo bag jate hain but esa nahi karna chaye qun ke ap ko har time lazmi nhai ke nuqsan hi ho trading se.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #257 Collapse

      Forex main bohat say log investment karty ha or jab wo trade karty ha to un mi sy kuch ko profit hota ha but zayada tar ko experience na hony ki waja sy loss hota or un ka account wash ho jata hai.
      • #258 Collapse

        hota issi tarhan hai jaisa aap bata rahay hain ziada tar traders loss karty hain ek research kay mutabiq hundred percent mein say sirf five to ten percent traders he profit earn karty hain baqi sab loss karty hain
        • #259 Collapse

          YES i absolutely agreed with your post, some time luck of man works, and new traders can make value able profit, but not always new traders can make profit, new traders must be carefull that you can loos your all money, so for new traders when you start trading be prepare (mentally) and be patience and take low risk, because new traders are not much experts...
          • #260 Collapse

            yes loss se ghabra kar forex ko nahee chorna chaye loss to business ka hissa hota hai is se seekhna chaye
            • #261 Collapse

              loss hi trading me sab koch nahi hota app ki achi planing ki waja se app ko profit b ho sakta hay magar esi mistakes bar bar nahi karni chaye jo app ko profit earn karny se ruk saky.
              • #262 Collapse

                Dear hmen is business me loss hi nahi hota ha ye business aik asa business ha jis me hmen loss se acha experince hasil kar k hm is business me loss se achi learning b kr skaty hain is iliye hmen chahe k hm is business me loss k waqt hmeshah sbr se kam kareen or loss se hmen achi learning b hasil ho sakti haa asani se
                • #263 Collapse

                  jee nahi loss kissi cheez k liye humaray acha nahi lagta hai or meray khyal say koi b businessman loss ko prefer nahi kare ga wo chahe ga k usay kuch na kuch mill sake or umeed say barh kar mill sake jo jitna behter way say kam kar leta hai wo samjh jata hai seekh jata hai.
                  • #264 Collapse

                    capital ka loss hona badi bat nahi hia mera bhi kayi baar hoa hai magar it does not mean main kaam karna chor don humain kaam kartay rahna chahye aur mehnat se chaltay rahna chahye koshish karni chahye kay small small trades laga kar kamain.
                    • #265 Collapse

                      Bhai g forex trading mai looss or profit hota hy lakin bohat sary new traders jo hy is maii start mai zaida ter looss kerty ho lakin bohat sary tradrrs is mai profit be laity hy jo seekhty hy
                      • #266 Collapse

                        g han forex trading mien ye cheez zaroori hai ke is mien ap apne losses ko manage karna seekhen aur is mien proepr risk management ke sath is mein trading karen to ap zaroor kamiyab hoskate hian.
                        • #267 Collapse

                          bhai zaida tar loss hi karty lekin loss say darna nhi chahiyeh humy chahiyeh apni ghaltiya deakhy or check kry k ap say kun c mistake hoi or next weasy ghalti na kry tu new trader b bht juldi kamyab trader bansakty
                          • #268 Collapse

                            gee nhe bhai aise bat nhe he forex trading mein traders ko success hote he aur trading ke business mein jo proper apne trading krte hein woh kamayab hote hein aur jo apne trading mein kuch learn bhe na krien aur trading krein to phr un ko loss hota he
                            • #269 Collapse

                              han dear ye aik real kaam hai is ko koi bhi kr skata hai lekin is buiness mein bahut mehnat krni ho gi phir ap ko success ho gi ye aik real kaam hai is ko koi bhi kr skta hai is ko bahut sy loog kr ray hain
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #270 Collapse

                                Is business main loss ki ratio profit sey buhat ziada hy aur new comers ko ziada nuqsan hota hy. Is ki waja yeh hy keh woh greedy hotey hain aur aik din main dheron profit kamana chahtey hain, jo keh mumkin nahi hota aur loss uthana shuroo kr detay hain. Unhain patience sey chalna chaheye aur jab tak experience nahi ho jata, ziada risk sey trading na karain.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X