A loss is not all..

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #151 Collapse

    ji han forex me hamesha loss nahi hota hai na he hameha profit milta hai donu chalte rehte hain is lye loss hone ke baad himaat haar kar is ko chorna nahi chahiye
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #152 Collapse

      Yes, I agree with you. I am happy to know this forum because I can generate my capital for trading forex here. Because of this forum, I did not give up forex but instead I am patience to see myself being a successful forex trader one day.
      • #153 Collapse

        je dear jahan loss hai wahn he kahen na kehn faida b zror hota hai dear hmen achy wakt ka wait krna chiaye k hum kamyab b ho skty hen..
        • #154 Collapse

          ji mere bhi ap ki baat teek ha ma ap ki baat samj gya hon q k forex par trading kr k hume ach profit b earn hota ha is liye ye he best ha agar forex par loss ho jata ah to ye bilkul ni ha k hume forex par loss he ho ga hume profit b ho ga aaj ni to kal
          • #155 Collapse

            han ji ap loss ko loss na smjhain bl k apny liye aik new leason hi smjhian . agr positive sochaain gy to loss bhi apko apny haq main hi lagay ga . k ye loss hamary faiday k liye hi tha is liye agr is trh socha jae to dil bhi bura nhi hho apka
            • #156 Collapse

              theek kehtay hain aap new traders ko chahiay k wo boht jald invest na kia karain aur pehlay forex main khoob practice kar lia karain aur experience hasil kr liaya karain phir investment kia karain
              • #157 Collapse

                a loss is not the end of yor buisness it will be the key of successs new trader jo firsst time profit mil jata hain to wo sirf apnay luck ko tarji datat hain humein forex per luck per depend bilkul bhi nahi karna chaiye sirf or sirf apni knowledge or experience per bharooosa karna chaiye
                • #158 Collapse

                  Business ke do main pehlo han loss and profit without is ke successful business karna mumkin nahi ha , loss har aik ke liye nahi hota lekin some time unfortunately loss face karna par jata ha to hume apni mistakes se sikhna chahiye aur kabhi bhi apni galtion ko duhrana nahi chahiye to hum kabhi bhi nakaam nahi hon ge.:)
                  • #159 Collapse

                    ager ap acha knowlsge gai nkar latay hai aur practice skills sa achi strategy develop kar laty hai tu ap loss ko minimize kar sakty hai aur profit lay sakty hai . stop loss lazmi use karna chye
                    • #160 Collapse

                      forex trading main aik dafa agr ap ko loss ho jata hai to is ka matlab ye nahi hai ky forex trading aik game hai bal ky forex trading main loss hi ki waja sa ap forex trading ko seekhty hen or forex main good trading kar ky money earn karny ky kabil hoty hen .
                      • #161 Collapse

                        ji bilkul dear mai ap ki bat se agree karta ho ke forex trading mai ap ko jab loss ho jata hai to ap market ko leave na kare kun ke forex market mai ap ko jab loss ho ga to us hi se ap ko knowledge mile gi take ap apni mistake ko theak kar sake ........
                        • #162 Collapse

                          G JAnab Bohat hi Achaw Sawal Pucha Hai Apne IS Post Se Bohat Se Logo Ko Un kay NAmaloom sawalaat k JAwab Mil GAye Hogay OR Mere Khayal MAin Loss Forex trading KA Aik hissa HAi Or HAr NEw trader jab tak loos nahi krta wo seekhta nahi hai Or Agar hum history check krain to har expert trader ne loss kra hai or wo ajj tak loss Bhi karta HAi PAr KAm Level PAr
                          • #163 Collapse

                            ji haan darer aapnay bilkul thek kah ahi and mai apki baat say bhut ziyada agree karti hon loss hi sub kuch nahi hotaa hai ku kayloss kay bad hameshaa profit lazmi hota hai yai bhut achaa bussnis hay hamay chaiye kay hum is mai mahnat karen and profit honay kaa wait karen............................................. .............
                            • #164 Collapse

                              g han dear mai ap ki is bat say agree karta hun or yai kahun ga k ap nay theek kaha hai k ager hamen loss ho b jata hai to hamen is par himat nai harni chhaye
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #165 Collapse

                                g bilkul humhe loss k baad dill chota nahi karna chaiye q k loss ki waja hum he hote han q k hum ne he galat trade lagai hoti hai humhe loss se kuch seekh kar mazeed age jana chaiye humhe ya nahi sochna chaiye k loss he loss hai humhe ye b dakhtna chaiye k iss business main humhe profit b hota hai.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X