Kya stoploss bohat zaroori hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kya stoploss bohat zaroori hai
    Aslamualekum fellow members and friends of respected pak forex forum main aj tak stop loss ke bagair he trade karta raha aur main us main he kamyab hoon ke main apne zehan main to stoploss rakhta hoon ke iss trade main itna loss affordable hai iss se zayda nahe lekn practically main ne kabhe stoploss nahe lagaya mara ap loogon se sawal hai jinnhon ne hamesha stop ke sath he trade kea hai ke iss ka result kasa hai physically stop lagany faida hota hai ya nuqsaan he hota hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Forex trading main trading k doran stop loss ka bahut ziada faida hy ap stop loss jab laga dety ho to ap samjho k ap ny apny account ki safety rakh li hy kisi bi achanak movement sy ap ko loss ziada ni ho ga aur agar ap offline bi hon market sy to tab bi ap ko preshani ni ho gi to is liy ham sary members ko chahiy k trade open karty waqt stop loss zaroor lagain
    • #3 Collapse

      Ap jab bhi trade lgae ap ko cahiay k ap stop loss aur take profit laznam lgae is se ap ka account save rehta hay kiu k market ki movement kb kam zada ho jay ap ko nai malum hota stop loss lga ho ga tou ap ko kisi kisam ki pareshani nai ho gi aur dosra agar hum ne stop loss aur take profut set kia huwa ho ga tou ap ko har time market k samne bethna nai parta bas kuch time k bad ap market check karte rahe
      • #4 Collapse

        Jnb forex trading 1 online business hy jo k buht riski b hy is me market ka level kbi uo tu ksi lmhy down ja rha hota hy. Ye movement kahen hmari sari mehnat py pani na phair dy is lye stop loss ka use krna buht zruri hy. Me aksr yei bat krta hn is forum py b k stop loss ho ya take profit ye hmary trade k lye as a safety gears use hoty hn agr hm in ko use ni kren gy tu possible hy k hm loss me itny Ziada chlen jaien k udr sy wps ana mushkil ho.
        • #5 Collapse

          G Bhai me bhi AP ki bat Sahi hai ap beshak stop loss NI lagaty but mind mein to rakhty ho ..AP ka experience apko batata hai keh apko stop loss Kahan lagana chahya ..jahan Tak me smjhta Hun keh apka stop loss lagana chahya ku keh aik safety point SA agr dakha jay to Ham ko stop loss laga lyna chahya ...Jo kamyab trader ha woh stop loss lagaty Han ..kamyab trader hamesha profit Kam rakh Kar trade lagaty Han ...
          • #6 Collapse

            g han stop loss lagana to bahot hi zaroori hae q k stop loss k baghair to apny account ko wash karny wali baat hae agr ham 2 chizon py b poora poora ammal kar len to hamen kafi kamyabi hogi aur wo jo 2 chezen hain wo ye hain k ik ham stop loss lazmi lagain aur 2nd lot size kam sy kam rakhen to hamara account kabhi b wash ni hoga.
            • #7 Collapse

              han mere dost forex trading business main stop loss ka use karna must hay aor is ka trader ko faida hy hota hay nuqsan nhi hota hay aor trader ko stop loss kay baghar trading karny sy heavy losses face karna par jaty hain jb market main tazi aty hay phr trader koi faisla nhi kar pata hay aor trader ki trades high loss main chly jaty hain
              • #8 Collapse

                Nai jnb stop loss zaruri nai yeh apki marzi ha lekim stop loss lganay say account safe limit main rehta ha sudden market movement say account wash nai hota. Daikha jaye to kuch faida bhi ha stop loss ka aur nuqsan bhi faida me nay bta dia ha pehlay he nuqsan yeh ha k aksar market ka behaviour reverse start ho jata ha aur apka loss recover ho k profit main a jata ha agr moqa dia jaye to varna tradr loss main he cut he jati ha. So kuch log stop loss lgana zaruri samjhtay hain aur kuch nai.
                • #9 Collapse

                  sstop loss ka lagana bohat zarori hay volatile market meu secure rahain gay hum stop loss is liye lagaty hn k is ki next tick ka pata ni chalta k market kya kary gi or isi waja say hum stoo loss laga dety hn k agar market ulti tick lagaye to hamara account wash na ho or humein small loss ho.
                  • #10 Collapse

                    Re: Kya stoploss bohat zaroori hai

                    forex mai stop loss ke bohat ahmeyat hain hamy is ko use kar ky kam karna chahey hamy kabe be is ky bager trading nahi karne chahey q ky hamy loss ho jy ga forex east wast mai bohat taze sy phal raha hain yai poor mans ky liye bohat ache job hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Kya stoploss bohat zaroori hai

                      forex may jab hum kam karty hain to is may ager hamar acha knowledge hay to is may hamy loss nahi hota in- case ager is may hamy loss hota hay to is may hamy zayada tense or worried nahi hona chahey is say hum next kam sahi tareky say kar sakty hain or loss say buch sakty hain forex may jab hum trading karty hain to os may ager humay is may loss hota hay to hamy is ko carry on nahi rakhna chahey balky is ko khatam kar dana chahey q kay timme kay sath sath is may loss bartha he hay kam nahi hota
                      • #12 Collapse

                        Re: Kya stoploss bohat zaroori hai

                        Dear friend forex trading men stoploss bohot zaida important hoti hai agr app trade lga kr kisi or kam men busy ho jate hai to Ap ko pta hi ni chaly ga or Ap zaida loss kr jye gy is liye zarori hai k Ap stool zaror lgye
                        • #13 Collapse

                          Re: Kya stoploss bohat zaroori hai

                          forex mai stop loss hamra safeguard hain hamy isy istamal kar ky kam karna chahey pher he hum loss sy bach saky gy or acha bonus earn kar saky gy forex mai hum sada alfaz mai trading karty hain hum is mai raat mai ya din mai kese be wakt kam karty hain forex mai hum investment kar ky be acha profit gain kar sakty hain is mai hamara koi boss nahi hain
                          • #14 Collapse

                            Re: Kya stoploss bohat zaroori hai

                            Dear jab b trade karty hain to app markeet ko watch karty hain to us waqat tak to ager stop loss nhi lgaia koi problum nhi hai likn ager app markeet sy out ho rahy hain to app ko apna stop loss zroor lgana chaiy ku ky stop loss ham us position par lgaty hain jhana par ager markeet move kar gai to apni position change kar sakti hai jis sy hamy big loss ho sakta hai our markeet jald wapis any ky chance nhi hity es liy stop loss boht important hai jo hamy big loss sy bchata hai our hmary account ko safe rakata hai ku ky jab ham markeet sy out ho jaty hain to hamy nhi pta hota ky markewt main kia moment ai es liy stop loss zrori hai
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Kya stoploss bohat zaroori hai

                              forex mai hamy stop loss ko use kar ky kam karna chahey pher he hum loss sy bach saky hy forex aik international or kabe be band na hony wala business hain hum agar stop loss ky bager trading kary gy to hamy loss ho jy ga hamara account wash ho jy ga or is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi hota

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X