Tention ki sorat main trading na na karen

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Tention ki sorat main trading na na karen
    Har waqat halat aik jesay nai hoty khod ko halat ke sath adjust Karna hota hai agr apko koi pershani hai tu lazmi nai ke ap us waqat bhi trading karen koun wo ap ke ley nuqsan ka bais bny gi
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    g han bilkul agr aap tention men hain to bilkul trading na karren balky thora rest kar len q k jab mental taur pay banda fit na hoto wo ghalt faisly hi karta hae.jab b aap bored mind hon to trading ko close kar den aur kahen khulli fiza men nikal jain aur relex karren jab fresh ho jain to phr wapis aa jain aur dobara trading shuru kar den.
    • #3 Collapse

      G bilkul me apki bat se ittifaq krta hn o jb ap tension me ho ya apki tabiyat kharab to apko trade nai krni chahiey q k trade krte waqat apko bhot sari cheezon ko madenazr rakhna parta he.agr ap tensionbme ho gay to ap koi gaot kam ya koi step miss kr jao gay jis ki waja se apko loss uthana par sakta he.
      • #4 Collapse

        forex m maind ko cool rakh k kam kia jata hy jb ap tenshn m hn tu blkul tread order na Karen q k na tread sai order ho g na ap ka maind rest kr saky tread m oljha rhy ga ap ko chahiy jb to mind ko rest na ho maind cool kr k phr tread order Karen.
        • #5 Collapse

          Dosto forex trading ma agr ap ko kbi kisi kism ki koe preshani ho to ap ko es soort ma trading ni krni chy Kiun k ho skta hy k ap Forex trading nourvese ho or es wja sy ap ko kafi loss ho jy or ye loss etna ho k ap kbi recover he na kr pya es ly jb tension ho to trading sy dhoor he rhy
          • #6 Collapse

            agar apko kisi kism ka tention hai to apko is mein trading nahi karni chahe is mein apko loss ho sakta hain aur is mein apko sabar se kam lena chahe apko agar koi bhi tention hai to trading ko band kar de
            • #7 Collapse

              Bohat say traders hein jo thora sa loss dekh kar tension main ajatay hein aor kuch ka agar stop loss hit ho jaye to wo bhi bohat pareshan ho jatay hein main yeh kehna chahon ga kay wo log tension na lein yeh best business hai is main apko tension free ho kar work karna chahiye.
               
              • #8 Collapse

                Trading hamesha free mind k sath kerni chahiey aur trade lagatey waqt koi bhi jald bazi na dikhaen aur mukammal sakon se trading kren is se trade bhi achi ho gi aur trade ka result acha miley ga lekin agr tention mind ya preshan zehn k sath trade kren ge to uska result loss ki surat me miley ga. Tention halat me trade ni lagani chahiey.
                • #9 Collapse

                  Dear mere khiyal mai tension tu hoti he hai jab ap losskarte ho lekin os ki zarort nhn hoti q k jab tak ap es mai seekh aur smjh k kam nhn karo gy ap ko kabi b acha faida hasil nhn ho ga lehaza ap ko mehant karni ho gii aur apni life ko b set karna ho ga aur acha earn karne k liye ap ko mehant b karni ho gii so ap mehnat k sath kam karo...
                  • #10 Collapse

                    Ji bilkul yehi baat hy trading k lie app k mind ka totally fresh hona bht zaroori hy ager app ko koi tention ho to bilkul bhi trading na krain kiun k aisay main confusion main app ko profit ki bijaye loss hi hoga is lie bht zaroori hy k bilkul free ho ker rrlax ho ker trading krain takay achi trading ker k acha profit hasil ker sakain
                    • #11 Collapse

                      Ap ko tension ho ya ap ko gussa aya ho to apkoo chahiye k ap trading na kary q k trading jab b karni chahiye easy ho k krni chahiye q k trading soch k karni hoti hai or tension me trading sahi nahi hoti apko loss ho sakta hai.
                      • #12 Collapse

                        Tension bhi to ap trading kar saktay hein apko self believe hona chahiye agar ap ney eak bar soch samajh kar forex main qadam rakh liya hai to ap is main bohat agay tak ja sakta y hein lakin ap ney backout nahi karna is main.
                         
                        • #13 Collapse

                          Re: Tention ki sorat main trading na na karen

                          agar hamy kise bat ko koi tenshion hai nto hamy trading nahi karne chahey q ky hum kam sahe sy nahi kar py gy or hamy loss ho jy ga forex aik real business hain hum is mai investment be kar sakty hain or trading be kar sakty hain hum is mai kam kar ky acha bonus earn kar sakty hain or apne zarorto ko pura kar sakty hain
                          • #14 Collapse

                            Re: Tention ki sorat main trading na na karen

                            G friend ap bilkul thk kah rahy han k forex trading ma mind ka fresh hona bohat zarori ha keu k agr hum tension ma trading kary gay toh humy phr loss hi ho ga is lea trading ma fresh mind ka hona bohat zayda zarori ha
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Tention ki sorat main trading na na karen

                              Meray sath aksar asia hua ha jb me kisi tension men hota hun to aik trade open ki ha to wo loss men chali jati ha aur phir gussay say usko recover krnay k leay double ya tripple lot lga deta hun jis saymazid loss hota ha aur aksar to account bhi wash ho jata ha so hmain jb aisi surat e haal ka samna ho to trading say avoid krna chaeay.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X