Avoid emotional trade to keep profit.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #61 Collapse

    Brother yes app ne bohat he achi bat kahi ha ye hamary liye ek bohat he zaroori bat ha k ham kabi b emotional trading na kren balkay aek fresh mind k sath trading karen to humen ek acha trend hasel ho sake ga
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #62 Collapse

      ji haan humein apne emotions ko control krna hoga jo k bht mushkil kaan hai mgr emotions pr kabo rakhna hoga kion k phir hi hum forex trading pr concentrate krenge phir chahe loss ho ya profit wo tou business ka hissa hai aap acha kaam kroge aap ka output acha hoga aap bura kaam kroge tou aap ka output bhi bura hoga.
      • #63 Collapse

        Yes my dear forex trading ki is online working main humy apna emotions ko avoid karna chaheya take jab hum trading kar raha ho to humy trading k duran forex trading ki is online working main koi be mistake ki waja say koi lose na ho or during trading humy apna emotions control main rakhna chaheya.
        • #64 Collapse

          yes bro you very right bro.. every human being is emotional , and if a trader really wants to become successful then he should do trading while keeping his emotions aside so that he will recover most of his loss and gain profit too..
          • #65 Collapse

            hamein tradding kartey waqt apney emotion ko control mein rakhna chaiyay q key yahi emotion kam mein loss karwasaktey hein so dont emotional be rational
            • #66 Collapse

              assalam! gee haan bilkul insaan ko trade kartey waqt jazbbat yani emotions sey kaam nahi lena chaiye aur agar profit bhi horaha hoo tou trader zyada emotional naa hoo balkey controlled way mein trade karey.....
              • #67 Collapse

                Jee han apko kabhi bhi trade mein emotions ko jaga nahi deni chahye mjhay to iski achi khasi practice hogayi hai aur mjhay trade karna assan hojata hai issay
                • #68 Collapse

                  ji haan bilkul forex trading aik bht hi risky business ha aur isme hume emotional ho kar kaam nahi karna chaiye hai ku k jab hum emotional hote hain tu kuch souchte samjhte nahi hain aur bus jald bazi main galt decisions lay late hain jis se baad main loss hi hota ha is liye forex trading main jitna zada emotional hone se bacha jay utna hi acha hai
                  • #69 Collapse

                    forex forum me apko earing k lye or success ke lye hamesa emotions se door rehna cahye or trading karne k lye hamesa relax mind rehna cahye aise karne se app aik ache banifical trade laga sakte han or aise na karne seee apko losss ke chance ziada hai
                    • #70 Collapse

                      ap ki bat 100% bilkul theek hai lekin hum khud ko rok nae paty aur loss mein ajaty hai mery khyal main ya forex forum jo hai is mein wohi log kamyab hoty hain jo khud k jazbat ko kabu mein rakhty hain humain hamesha khud ko kabo mein rakh kar trad lgani chahyie aghr hum ne forex se profit lena hai
                      • #71 Collapse

                        mere bhai ma ap ki bat samaj ni paya k ye emotional trade kia cheez hoti ha our ye kese ki jati ha. kindly ap hamen bi is k bare ma bata den k ye kia ha.
                        • #72 Collapse

                          wase tu forex trading ki market main loss hone ke aur bhi bht sare factor hain but is main emotion ka hona bhi bht bara factor hai kyoun ke emotion ho kar hum bht bari gulti karte hain yani market ke trend ko nahi samjhte aur apna order wrong place karte hain aur bad main humien loss ko face karna parta hai
                          • #73 Collapse

                            forex ek international trading business he or is business par emotion k koe jaga na he he quike ap apne emotion ko dur nahe rakhe to ap koe ve tarah loss kar sakte he is lea jab forex pe trade karen ge ap apne emotion ko dur rakhe.
                            • #74 Collapse

                              G han bilkul forex trading me jab b hamy big loss ya big profit ho jaye to kabi b emotional nahi hona chaye kinu k agar aaj profit howa hay to kal loss b ho sakta hay.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #75 Collapse

                                bhai ham agr koi bhi busnis krte hn tu su me hamen kafi loss bhi ho sakhta he and profit bhi ..ye ek esa bussnis he is me ager koi loss bhi ho rha he tu hamen apne emotion pr qaboo rakh kr trade krni chahiye qk ham galti bhi kr sakhte hn jis se hamen loss bhi ho sakhta he

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X