Avoid emotional trade to keep profit.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    jab bhe ap forex trading karain to ap apny personal problems,tensions and emotions ko ek side par rakh dain kyu k yeh hamari trading main ek bad effect dalti hain,,,,is liye fresh mind se trading karain to earn profit.....
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      ji han bhai hmain khushi ghami mai koi b decision nai lena chiye kiu k ye decions covered hote hain hamari sorrow se ya happiness se is mai hmara mind bilkul involve nai hota is liye hmain chiye k ham normal condition mai jab hon ham tab trading krain
      • #33 Collapse

        ji haan janab app nay bilkul sahi kaha k jab app trad karin to apny emotions ko qabo main rakhin kun k app ye trad say pehly janty hain k business main loss n profit aik sath chalt ahai jahan profit wahan loss zarori hai is liye app ko jab losss ho to app ko apny emotion per control kerty howay agye barhna chhaiye or apni mistake ko dhond ker usy remove kerny ki koshish kerni chahiye tab hi app aik kamiyab trader ban sakty hain.
        • #34 Collapse

          dear yes humen kabi b emotional ho kar trade nai karni chaiye balkay humen isay avoid karna chahiye to phir humen ek achi kamyabi hasel ho ske gi is buisness sy dear
          • #35 Collapse

            avoid emotion trade for you to keep profit.forex is usually a international institution AS WELL AS very easy.he will probably remove greed because greed end your own balance. thus chance can come to recover your own loss.
            • #36 Collapse

              jee han ap ki bt se main agree krta hn but aik bt kehna chahn ga log jitna in sb ko jante ho us k bd b emotional ho hi jate h smjhte hi nhe h is k bare main kch b
              • #37 Collapse

                Emotional banda iss main kabhi kamyabi hasil nhi kar sakta ahi iss main aap ko full of confidence uar soch samjh kar koi bhi trade open karni chahiye aur aik he trade open karni chahiey zeda volume nhi ralkhna chahiey
                • #38 Collapse

                  trading kerneey keey lihaaz seey aap keey pass jitna knowledge aur experience hoota heey aap ussi hisaab seey trading kertaay heey jitnaa forex keey bareey meey knowledge hasil kareey geey aur time keey lihaaz seey jitna experience hoo gaa utnaa hi aap ko benefit heey forex keey bareey meey knowledge leeney keey baad bohet hi kem hedd tekk loss meey jaa sakteey hai jiss seey ap ko benefit in profit meey hoo gaa
                   
                  • #39 Collapse

                    avoid emotion trade in order to keep profit.forex is usually a international business ALONG WITH very easy.he may remove greed since greed end your own balance. thus chance may come for you to recover your current loss.
                    • #40 Collapse

                      emotional trade se bilkul apko avoid karna chahye warna ap apna loss kar do ge agar apko kisi trade me nuksan hoa he to ap thora v8 karen usi wakt order laga kar badla lene ki koshish na karen wrana ap los kar do ge.
                      • #41 Collapse

                        You are absolutely right. Mera account meri ghaltion ki waja se aadha reh gya tha. Is par main emotional ho gya aur jald se jald account recover karne ke liye main ne phir se bari lots ki positions open kar den. Jis se mera account wash ho gya. Is liye agar profit ho ya loss emotional nahi hona chahiye.
                        • #42 Collapse

                          g bilkul humain alwaz trading mein emotional ko avoid kerna chhaye q k yahi humari loss ki waja banti hy soo humain chahye k hum alwaz sabar k stah trading kerni chahye k greed se alwaz dur rehna chahye...jabhi hum achi trading kerskaty hy n acha earn kerskaty hy......
                          • #43 Collapse

                            mery khayal mein es ke bary mein har kisi ki apni apni ray hai kiu ke forex trading ke business mein baz trader emotion use karty hain or baz nahi karty hain.
                            • #44 Collapse

                              forex me jab ap trading krty hen to bhut se cheze ap ke mind me ati hen jin ko ap ko control me lana hota hy jin me emotions and greed hoty hen khas kr emotions ap ki trade me main hurdle hoty hen jo ke ap ko confuse kr dety hen
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #45 Collapse

                                g han g forex me emotional trade se ak trader ko avoid krna chaye g forex me kam krne wale traders ko forex me emotions se kam na hi krna chahye g nahi to forex me ause loss ho skta ha g hud pe kabu rakha jay to hi behter ha g

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X