waqt zya karne say behtar hay kuch sekh lein
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    waqt zya karne say behtar hay kuch sekh lein
    Dosto, ajjmeijn ap logo ko aik talakh haqeqat batnay lagaa houn, yaqenun har koi forex sy pesaa kamana chahta hay lakin wo nahi kamaa patay halankay unkay pas poraa din hotaa hay wo time apnaa zaya kar detyay hein unhn chahye kay kay wo ziadaa sy ziadaa apna waqt metatrader parr ya pher apna ziadaa tar waqt forex-pak kay ic foroum par guzzar saktaa hay yahan parr uce har qisaam ki maloomat mil sakti hay - har qisam ki stretegy mil sakti hay yahan sy
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    G han fazol waqt barbad karne se behtar hai k ap apna bussiness join kar len jis se apko bht faida ho ga..
    Isi tarha trading k bussiness mai b apko inv
    • #3 Collapse

      G bhai ap ny thek kaha hai agr apky pas time hai tu usy use karna chahiey zaia nahi sara din fazol baithny sy behter hai k hum kisi na kisi cheze ki study karien aur us bary mein knowledge gain karien jaisay k ap forex trading ko hi join kar lien ap mobile par kam karo gy aur money earn karo gy time ka zia bhi nahi aur zindgi bhi asan guzar jay gi
      • #4 Collapse

        G bilkul Ap ke bat theak a Jin logoo ne forex join he ni ke wo to Apna job kr rhy hoo gy lekan jo log forex join kr k b is m mehnat ni kr rhy aur Apna time waste kr rhy hain un k liey afsoos hota a q k forex ik ideal forum m jis m agr Ap hard work karty hain to surely Ap theak thak earn kr skty hain
        • #5 Collapse

          G dost apki bat bilkul thk hy . Forex ny hmy 1 acha plate form provide kia hy . Ye ab hmari mrzi hy k hm ktni struggle krty hn is forum sy profit kmany kblye. Me tu ye kahun ga k time tu guzr jay ga ye wqt b phr ni ay ga is lye jtna ho sky is time ko use krty hoy maximum faida uthaien aur trading ko learn kren. Meri trha buht sy dost aisy b hn gy jo mbl py games wghaira play kr k time waist krty hn hn gy. Tu aisy tmam dostu ko ye mashwra dn ga k jo time waist kr lia so kr lia ab aur ni kren.
          • #6 Collapse

            Bahot zabrdst advice ki he ap ny. Young dost waqyi baot qeemti time zay kty hen.thori si posting daily krty hen us k baad mt4 close , pphir ghanton fce book whatsapp etc pe lgy rehty hen.halnky aisa nai hona chahiy.forex ko jitna zeyada ho saky time dena chahit roznana ki routine me kuch seekhna shamil kr len.aik waqt ay ga jb ehsas hoga k itna time q zay kia.
            • #7 Collapse

              Ji bht achi baat hy waqt zaya kernay se behter hy k kch na kch seekh lia jaye is k lie forex bht best hy ye best online business hy is ko seekhne k lie bhr janay ki bi zaroorat nahi hy app ghar baithay forex ko learn kr sktay hain is k lie forum bht best hy yahan pr bht saray logon k analysis or stretegy share hoti hy jis se bht kch seekhne ko milta hy
              • #8 Collapse

                Ap nay bahut achi bat ki ha jo log bhi forex say paisay kmana chahtay hainnun logo ko forex pay mehnat bhi us hisab say krni chaheay. Agr achi learning ho gi to apki pori life kaam ay gi aur ap achi earnings nr skain gay yeh bat achi tarha zehn nasheen kr leni chaheay k forex trading koi short cut nai rato raat ameer ban janay ka yeh aik proper online business ha aur ic main hum mehnat k baghir kamyab nai ho sktay.
                • #9 Collapse

                  han mere dost forex trading business main waqt zya nhi karna hay forex business main professional trading ko tawajuh dana hay forex business main pessa kaamana chhy gawana nhi chhy aor forex business main experience ho aor trader forex business main good work karain aor pak forex forum main work karain is main trader ko har qisam ki trading strategy mil jain gay
                  • #10 Collapse

                    bohat sey newbies jab learning nahe kartay knowledge kay saath kaam nahe kartay really wo investment karkay apna time zaya kartay hay money bhi zaya kartay hain kyun kay agar pehley learning nahe ki strategy nahe analysis nahe karnay atay waqat zaya he karnay waali baat hay kay just wo log try he kar rahay hotay hain....
                    • #11 Collapse

                      Bhot acha farmya bhai hm sbko ic bt ko zehn mein rkhna chahye aur ksii qisam ka koi bojh nahi smjhna chahye hmein kam konkam lena chahye tabhi ham kuch sekh payein gay agr ham aisaa nahinkrty to shd hmn kuch naseeb nah hoo lehaza ic bat ka lhyal rkhna chahye
                      • #12 Collapse

                        g bahi time waste karny sy behtar hy keh hm forex mn mehnat sy kaam kren yahn time waste kana means keh hmen jo free time melta hy hm us time mn fizool kaam karty hn movis dekhty hn 5/5 ghanty waste karty hn agar boys hm usi time ky andar agar apni posten kagain tu ketni laga sakty hn socho ?
                        • #13 Collapse

                          yes har koi forex say pesa kamen k liye he aya hain har koi forex ko learn karne k liye aya hain har koi yahi chahta hain k forex ko learn kar k earn kya jye pesa har kisi ki zarorat ki chez hain forex ko bhot time dena chaiye tak hum forex say bhot learn kare and earn kare 1 jaga dosri jaga tiem west na kare and forex ko kafi time de take forex say long time jaab tak zinda hain hum forex say earn kare
                          • #14 Collapse

                            G bhai bilkul ap ne sahi point uthya he.agr hamare pass time he to usko zaya mat karain.usko sahi istamal me le kr aeyn.or is k liey forex fourm aik behtr jaga he jahan se apko rozana nai cheez sekhne ko milti he ap k knowledge me bhi izzafa hota he or ap behtreen earning bhi kr sakte ho.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              apki bat shai hai or main apki bat se garee hun jesa k hum sub janty hain k forex ki leraning he hmain forex main kmayb kar skti hai tu hmain chahye k hum apni ytading main learning ko zeyda se zeyda time den q k jitna hum es main leran karty hain otna he hmain sikhny ko milta hai tu hmain es nbat ko serious lna chahye ta k hmain loss na ho saky or hum leraning karty raehn

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X