forex trading ik aisi chez hae k aap ye socho k apki har trade profit men jaey to ye baat namumkin to nahi nahi bahot mushkil zaroor hae q k ye ik aisa business hae jisko agr technical analysis ki buniaad pay kia jaey to har andaza ik had tak to theek ho sakta hae mgr 100% theek ni ho sakta q k jo log fundamental analysis karty hain unki trades zaroor kamyab hoti hain mgr fundamental analysis karny k liay bahot sa waqat aur experience darqaar hota hae jab k technical analysis bahot asan hoty hain kam say kam ik banda mehnat kar k seekh to sakta hae.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим