Don't be anger with forex.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Don't be anger with forex.
    Loss and profit both are parts of trading business. Some times we may loss but it is not all. I seen that many trader fall in anger after some losses. As a result they do loss more and more. I want to say them, don't be anger with market, be patience and try to recover losses slowly with cool mind.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    ji haan mere dost forex may profit and loss toh hotay rehtay hain, banday ko chahye ke ager usko loss ho toh woh us say ghussay may na aye balkay sabar say kaam lekar mehnat karay aur apni ghaltyaan dhoor karay
    • #3 Collapse

      har trader ko chaye k wo forex me relax ho kar trading karen, kinu k forex me app ko loss b ho jata hay or profit b, agar kesi ki trading loss me ja rahi ho to us ko chaye k sabar or tahamul se kam le, agar wo apni 1st trading loss me hi ghusy me ajaen gey to kabi b profit nahi kama sakty wo esy hi loss par loss karty jaen gey.
      • #4 Collapse

        Kabi bhi hamain angry nahi hona chahiye forex main kun keh up and down hota rehta hai market main. lehaza market main hamesha achi strategy kay sath aaey aur with full technical knowledge trading karen ta keh successful hon.
        • #5 Collapse

          dost ap ne sai kaha, business mein ager loss aur profit nahi ho to woh business hi nahi hai bhai, har business mein loss hota hai but samajhdar banda wo hai jo halaat ka muqabla kere aur apne loss ko recover kere.
          • #6 Collapse

            Do not loose heart because profit and loss is part of the business if you face a loss then analyse your past strategies and if it need some correction and improvement then you have to solve it as soon as possible
            • #7 Collapse

              janab aap ki bat thek hai main samajhta hon k forex main profit and loss is business hai hissa hai kion k yahan ham real trading kar rahay hai aur yahan ham business sa paisa kamaty hai aur loss insan ko kafi kuch sikha data hai lahaza loss sa ghabrana nahi chahi bal kay us sa sikhna chahia
              • #8 Collapse

                Forex aik aisa business hai jis me patience level ko high rakhna parta hai or emotions ko control rakhna hota hai. Is liay koshish karni chahiay kay agar humen loss bhi ho tu humen uss loss ko hans kar bardasht kar lena chahiay or market me next position par uss loss ko recover kar lena chahiay. Magar kabhi bhi market ko blame nahi dena chahiay. loss hamesha hamari khud ki mistake se hota hai market ka koi kasoor nahi hai wo apny hisab se run rehti hai.
                • #9 Collapse

                  yaar real money ka loss to kisi ko b acha ai lgta na. jab humian loss hta hy to humain gusa aajata hy or humain gusy main hi again tradiong skart kr dyty hian jis sy humain or loss ho jata hy
                  • #10 Collapse

                    my dear friendds forex trading market ek esi trading website he jis may profit and loss toh hotay rehtay hain, banday ko chahye ke ager usko loss ho toh woh us say ghussay may na aye balkay sabar say kaam lekar mehnat karay aur apni ghaltyaan dhoor karay.
                    • #11 Collapse

                      forex trading main ap ko jo loss ho jata hay us pr preshan nhi hona chahye bulkay us loss ko recover karny ki koshish karni chahye next order lga q k es business main bary bary professional traders ko bhe loss ho jata hay bs jo ho jay usy yad na kro hamisha agy ka socho apni kami dor kro k kiss waja say loss hoa hay
                      • #12 Collapse

                        G bahi aap nay theek arz kiya Forex trading say naraz nae hona chaye nafa nuksan tou wese b zindagi ka hissa hain aur wese b har aik ko as ka experience tou hota he hai tou phir Forex trading say he narazgi kyn g.
                        • #13 Collapse

                          yes dear traders ko chaiye agar un ko trading me loss ho gaya hai to forex se naraz na ho kyu ke loss hume apni mistakes ki waja se hota hai is liye hume apni mistakes se learn karna chaiye jis ki waja se hume loss hota hai tab ja ke hum apni mistakes per qabo pa kar trading kare ge or apne loss ko bi recover kar sake ge
                          • #14 Collapse

                            Bilkul bhai jan ap thek keh rhe hain k is buznes ma hmen her waqt cool mind rehna chaie .agar hm angry ho jate hain trading karte hue to ye hmari bht bri bhol hy .is se hmen kui faida to milta ni ulta apna mazeed loss ker beth'te hain.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X