Is it possible to remove emotion on trading period?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #136 Collapse

    hum jab b kam karty hain to humain emotions ko kabo kar kay kam karna ho ga jis say humain trade main achi earning hasiil ho sakti hay magr humain learning say kam karna ho ga
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #137 Collapse

      Gee han yeah bilkul mumkin hai ky ap during trading apny emotion ko control ker sakty hain agar ap apni open ki jany wali trade main emotions ko control nehi ker sakty then apko apni her open ki jany wali trade main stop loss aur take profit select ker ky PC off ker dena chahiay
      • #138 Collapse

        G dear ap je bohat acha sawal kiya ha hume apne emotional ko be control krna chaiye ur is ma bhagir lalch k kam krna chaiye ye hamre liye sab se acha business ha hum is ma bohat kuch haail kr sakte hein
        • #139 Collapse

          hamain emotion ko kabo main rakh k hi trade karni ho gi ta k achi trade kar k run karein gay aur demo main practice kar k hi hum sucess hon gay aur emotion ko kabo main rakh k hi hum earn karein gay
          • #140 Collapse

            bhai You Can Control your emotions! but this control comes with experience. When you will be able to control your emotions, then half of your decision making will be settled. We should control our emotions while trading. because it impacts our decision making and can cause huge losses.
            • #141 Collapse

              jee bhai sub trader thek khty hain hum ko emotional nahi hona chaye jis sy loss k siva kosh nahi milta trading man kamyabi chahty hain to emotions ko control kr k trading krin Os koi mistake nahi krni chaye agir koi mistake hoti hai to woh next time nahi honi chaye
              • #142 Collapse

                trading period me emotional har trader hi hota hay, magar emotions ko control karna hi traders ko successful karwa sakta hay.
                • #143 Collapse

                  Re: Is it possible to remove emotion on trading period?

                  hamian market main planing kar k hi trade karni ho gi ta k achi trade kar skaty hain aru is main emotion ko kabo main rakhna ho ga ta k achy say trade karny k kabil ho sakty hain tab hamain faida ho saky ga ta k earn karein gay
                  • #144 Collapse

                    Re: Is it possible to remove emotion on trading period?

                    Ye baat bilkul theek hai k jab hum ko loss ya profit hota hai to hum apny emotions ko control nahi rekh sakty hain aur nateeja ye hota hai k hum over trading ki waja se loss kerwa laity hain iss ka aasan tareeqa ye hai k hum apna daily ka ya weekly target set ker lain aur jab wo target achieve ho jaye to over trading na kerain iss se hum apny emotions ko kafi had tak control ker sakty hain.
                    • #145 Collapse

                      Re: Is it possible to remove emotion on trading period?

                      Yes ye possible ho sakta hay kay trading kay doran apnay emotion ko remove ker dia jaye. us ka aik hi wahid hal hay key trader jab trading keray to apni trading strategy aur trading kay saray asoolon ko samnay rakhay aur jo kam nahi kernay wo na kaeray aur jo kernay hain to karay to wo kafi had tak apni trading strategy ko follow keray ga aur emotion control ho jaen gay.
                      • #146 Collapse

                        Re: Is it possible to remove emotion on trading period?

                        is ma boht kam log ha jo kay apnay emoation ko control karty ha our is ma un ko lamybe hasil ho jate ha is ma aap ko mind sa kaam karna cahay ya aik best awy ha jis ma aap apnay jazbat par kaboo rak kar is ma kamybe hasil kar sakty ha is ma aap ko lalach our greedy nhe karna cahay is ma aap ko mind sa kaam karna cahay ya aik best business ha is ko karnay kay liay seekna cahay
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #147 Collapse

                          Re: Is it possible to remove emotion on trading period?

                          emotion ko kabo main rakh k hi hum achi trade karein gay aur hamain is forex main kam karny say pahly is k movemnt ko dekh k hi hum achi trade kar k hi hum sucess ho sakty hain aur hamain marekt main knowldge ho g tab hi hum sucess ho sakty hain tab hi hum sucss hon gay

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X