Is it possible to remove emotion on trading period?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #121 Collapse

    gee han bhai ham trading karte hue apne emotions ko kill kar sakte hain kun ke trading karte hue agar ham apne mind ko calm rakhen to ham achi trading kar sakte hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #122 Collapse

      bhai jan mjhy to abhi is bary me nahi knowledge ha q ky me abhi is business me new hon or abhi mjhy is business ko join kiy huy sirf kuch he time hua ha me abhi sath sath is business ky b bary me learing kr rahi hon
      • #123 Collapse

        Dear mai apko btana chahoo ga k trading mai profit or loss trader ki trading techniques or strategies pr depend krta hai or jitni achi strategies k sath trading ki jaye utna hi acha result trading say dekhnay ko milta hai or trading mai kamyab ho patay hai.
        https://t.me/pump_upp
        • #124 Collapse

          forex buseinss ak bht hi zyda risky buseinss hai r is main agr ham is main emotional ho kar trading karen ge to hamen is main se loss hi ho skta hai is lye hamen is main se kabi b trading karte wakt is main emotional nahi hona chahye r hamen is main dehan k sath is main trading karni chahye.........
          • #125 Collapse

            dear mere khyal se ap emotions ko completely disable to nahi kar sakte but ap waqti tor pr inse dur zaror ho sakte hain is k liye apko khud ko mazboot karna parta hai..............
             
            • #126 Collapse

              Assalam-O-Alaikum me samjhta hoon bhai jan key emotions ko remove karney sey be zyada important hoti hey laluch ko remove karna aur jald bazi ko remove karna aur ager hum in do cheezo ko remove kar detey hen to humari earning automatically start ho jati hey.
              • #127 Collapse

                dear apko chahiye k ap jab bhi trading start kare to tension free mind se kare or emotions pr control rakhe kuch bhi ulta sedha na soche or hamesha trading k duran positive thinking hi rakhe ..............
                 
                • #128 Collapse

                  yes brother ap ne bilkul theek he kaha hai forex maiin hmhen apne emotion ko control krna chaye aur hmhen ziada se ziada hmhen lalach se bachna chaiye kyun kay foex mein hmhen emotion per control krna chaye
                  • #129 Collapse

                    I think k easa kabhe bhe possible nahe ho sagta k hum emotions ko chour k trading kerain ye to natural truth hy k live account trading main he app k emotions atay hain our humesha app emotions k sath he kerty hain
                    • #130 Collapse

                      g ye possible ha hamen khud pe control karna chaheye or thandy dimagh se trading karni chaheye jo insan heavy minded hoga wo kbhi emotions ko apny qareb ni any day ga jo choty dil ka hoga wo jaldi emotional ho jaye ga
                      • #131 Collapse

                        brother emotions ko control kiy bina hum trading mein success hasil nahi ker sakty yahn buhat se new traders apny emotions ki wja se hi buhat zyda loss ker bhety hn or phir vforex ko bura kehty hn forex is just a business nat a money making machine
                        • #132 Collapse

                          Forex trading mai ager trader kamyab hona chahty hy tu unkochahye k wo forex per kam kerna start karain tu unko chahye ke us time per apna emotion ko ek side per rakh dain phr is ko karain
                          • #133 Collapse

                            agr hum emotion ko kabo kar kay kam karty hain to humain market main achi earning haisl ho sakti hay or humain practice kar kay kam karna ho ga t kay humain loss km ho saky
                            "The mind is everything, What you think you become"
                            • #134 Collapse

                              Emotions ko control krney ka saheeh tareeqa yeh hy keh trading sey pehlay aik target bana lia karain aur planning sey trading ki jaye. Is tarah aap key emotions control main rahain gey aur aap ko ziada tension bhi nahi ho gi. Emotional aap ki trading key leye buhat dangerous ho saktey hain aur is tarah aap acha profit nahi bana saktey.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #135 Collapse

                                forex trading mien apko chahiye ke ap is mien apne andar emotions ko control karen aur ap is business ko jitna ziyada deep seekh sakte hian seekhen aur iski bharpoor practice karen taake ap kamiyab hsoaken.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X