account washed k bad k tasraat..

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    account washed k bad k tasraat..
    members jub hamara account washed ho jata hay to maira dil kabhi bhi nai karta k main dubara trading karoon laikin kuch dino k baad dubara trading start karta hoon k himmat nai harni chaye is baray main apka kia khayal hay?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    اصل پيغام ارسال کردہ از: pervez پيغام ديکھيے
    members jub hamara account washed ho jata hay to maira dil kabhi bhi nai karta k main dubara trading karoon laikin kuch dino k baad dubara trading start karta hoon k himmat nai harni chaye is baray main apka kia khayal hay?
    Ji Bhai aapne bilkul theek Kaha Jab Hamara sound watch ho jata hai toh Hame bahut bura mehsoos Hota Hai Kyunki hum jo Galti Hai usme Karte Hain wo Hame seekhne ka mobile aati hai agar Hum acche se apni Galti cck toh hum acche trader Ban sakte hain
    • #3 Collapse

      Assalam o alaikum dear forex members.
      Dear apka question bht dukha dainy wala ha main yeh kahn ga simple alfaz main keh bht bura hal hota ha aur taqleef deh manzar hota ha aur mazeef banda demotivated bhi ho jata ha.
      • #4 Collapse

        G dear ma ny bilkol teak kha ha ma apki bat sy itfaq krta hn forex trading ma kbi kbi hmary sath aysa ho jata ha k ksi na ksi galti ki wjha sy hmara account wash ho jata ha jis ki wjha sy hmara trading sy bilkol dil uth jata ha but ye hmari galt faymi hoti ha aysa kuch bi ni hota kuch arsy k bad jb hmain realize hota ha k is ma galti hmari ha tu hmara phr dil krta ha so hmain chaiy k hm un galtyoiun ko apny ap k liay aik sabiq bna lain or apni mistake ko door kr k trading krain i hope profit hi ho ga
        • #5 Collapse

          Pehli tu bt ye ha bhai k ap ko account wash hony ki nobet ni ani chaye ap forex tb hi aen jb ap perfect bn jaen.agr es trha ki ghalti ho bhi jye tu ap ko dilberdashta ni hona chaye bal k ap ko ye sochna chaye k me ne ghalti kahan ki apni ghalti ko pakrean usy analysis krean ta k dobara ghalti na krean aur 2bara tb hi aen jb ap perfect bn jaen jb ap demo account pe 6 month consecutive successful trading kr laen.
          • #6 Collapse

            Dear friend app sub ny billkull theek kaha main app sy itaafaq kerta hon bhai jaan jb account wash ho jata hy to ksi ka b dill ni kerta bhai jaan lakin fir trading start kerni hiti hy kamyab wohee hoty hayn jo continue trading kerty Hain
            • #7 Collapse

              Dear member forex main agar kisi trader o loss ka smana ho jata ha to un ki bht sad feelings hoti hain .kuch traders to dil haar k trading krna bhi chore daty hain kuch apny siwa market ko blem krtybhain .but bat ye ha k jis ka bhi loss huwa ho market sb k liye baraber ha bs bat ye ha k trader ki apni kisi galti ki wajha se loss hota ha .
              • #8 Collapse

                G han ap ki bat right hay har kam main loss aur profit dono hi hote rehte hay is liay loss ki syrat nain dilbardashta ni hona cahiay aur again apne kam ko strart karna cahiay aur apni un mistakes ko dor karna cahiay jin ki wajha se hunae loss huwa tha take hum again loss na kar sakte loss aur profit har kam.ka hisa hay
                • #9 Collapse

                  Bhai koi bhi kam ho us mein himat nahin harni chahiye aur mere khayal mein forex aik bohot hi bara online business hey aur is business ko hum isliye nahin chor saktey hein keh is business jesa business aur koi nahin hey isilye hum kuch din isko chor dete hein but hum is business ke benefits ko dekhtey huwe is ke baghair nahin reh saktey hein aur phir kuch dino k bad hum isko dobara join kar lete hein.
                  https://t.me/pump_upp
                  • #10 Collapse

                    account jab wash ho jata hae to pehly pehly to bahot preshani banti hae aur jab kuchh din guzarty hain to banda normal hota hae agr aap ye sochen k mera account kiss wajha say wash hua to zaroor omend hae k apko hi apni ghaltian nazzar ain gi jo jpny trading men ki hue hoti hain to sab say pehly un ghaltion ko aap door karen.
                    • #11 Collapse

                      G friends bilkul thek kah rahay hain ap, forex trading main jab loss ata hay aur account wash ho jata hay to aksar trader mayos ho jatay hain aur un main say kuch to trading chor detay hain...friends account wash honay pa hamain chaheay kah apna knowledge increase karain aur un mistakes ko remove karain jen ki waja say loss hwa ho..es say hamain duabara loss nai ay ga.
                      • #12 Collapse

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: pervez پيغام ديکھيے
                        members jub hamara account washed ho jata hay to maira dil kabhi bhi nai karta k main dubara trading karoon laikin kuch dino k baad dubara trading start karta hoon k himmat nai harni chaye is baray main apka kia khayal hay?
                        Ji Bhai aap bilkul theek Ja Rahe Hain traders ko kabhi bhi Himmat nahi Ani chahiye aur Hamesha Dil Laga kar kaam karna chahiye jisse traders achi trading karne lag Jayenge aur future major traders bhi ban Jayenge
                        FRD 07 TRADING JOURNAL
                        • #13 Collapse

                          jee haan bhai aap theek keh rahye hain abi ye experience to nahin hai likin zaroor jab poory month ki mehnat sy earn kiya ga bonus wash hota hoo ga to dukh to hoota he hoo ga mary khayal main jab aap ko thoora loss hoo jaye to trade thoori dair ky liye choor daini chahyee and relax hony ky baad trade karni chahyee
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            bhai yah tu ap ny boht achi bat ki hai or hona bhi yahi chhaye kbhi bhi himat nahi harni chahye qk jub hum himat harty hain tu es main hmara apna he loss hota hai or mera bhi account wash ho gya tha or 4 mah hony ko ay hain posting bhi kar rha hun maghr pher bhi dobra abhi tak account trading k qabil nahi howa hai or main bhi har month esi ummed main kam karta hun k kiya pta es dafa mujhy acha bonus mil jay laken har dfa mayosi k bad pher kam nahi chorta hun ummed hai k aik din kamayb ho jaengy

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X