Forex market main apnay emotions ko control rakahin

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex market main apnay emotions ko control rakahin
    Dear apnay insta forex Bonus account per kam kartay huya.
    Apnay emotions greed and fear ko control rakhain. .
    1. greed . Dear ye aik aisa factor hai jis say aap lot size increase kartay hain. Or strategy har bar sahe ni hoti...
    2. fear. Ye aik aisafactor hai jis say aap ko entry point acha milay ga bhi to aap entry nahi lain. Gay loss kay fear say.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Bhai ap ne bohat achy baten batae hain inn ko sada zuban main emotional control kaha ja sakta hai aur ap ke strategy jine marzy achy agar ap emotional control nahe rakhty to yeh ap ka kise kaam ka nahe hai ap ko waqt lagta hai forex main emotional discipline hoty hoe aur yeh he asal kamyabi hai
    • #3 Collapse

      gee haan dear aap ny boht achi baat ki hai ager forex market main emotions ko control karna zaroori hai ager aik baar profit lay liye hoo to phir excitment main mazeed trade lagana ky or profit mil jaye ga to ye bhi loss ki waja hota hia ais liye emotions ko jitna control kar ky trade ki jaye gi utna he profit ho ga
      • #4 Collapse

        Ji forex ak aisa business hy jis main greedy man emotional ho jata hy or phir apna loss kr baithta hy is business main apne emotions ko control rakhna bht zaroori hy kch log ak bar profit milne pr emotional ho kr over confident ho jatay hain or yun earning ki bijaye apna loss kr baithtay hain jis k responsible wo khud hotay hain
        • #5 Collapse

          G bilkul Ap Jb trading kr rhy hoty hain to jesy jesy trend change hota a ehsy he humary emotions b change hoty hain loss ke soort m tension aur profit ke soort m happy happy mery khyal m to Dono soortoo m normal rehna chiey loss aur profit trading ka part a aur feel just like that u r doing your routine job
          • #6 Collapse

            اصل پيغام ارسال کردہ از: sami0323 پيغام ديکھيے
            Dear apnay insta forex Bonus account per kam kartay huya.
            Apnay emotions greed and fear ko control rakhain. .
            1. greed . Dear ye aik aisa factor hai jis say aap lot size increase kartay hain. Or strategy har bar sahe ni hoti...
            2. fear. Ye aik aisafactor hai jis say aap ko entry point acha milay ga bhi to aap entry nahi lain. Gay loss kay fear say.
            Hume Forex trading Madrid karte huye kabhi bhi emotional local train nahi karni chahiye Agar Hum emotional Ho CarTrade Karenge toh Humne uska koi fayda nahi hai Palke usse loss Hoga aur tension badegi
            FRD 07 TRADING JOURNAL
            • #7 Collapse

              اصل پيغام ارسال کردہ از: sami0323 پيغام ديکھيے
              Dear apnay insta forex Bonus account per kam kartay huya.
              Apnay emotions greed and fear ko control rakhain. .
              1. greed . Dear ye aik aisa factor hai jis say aap lot size increase kartay hain. Or strategy har bar sahe ni hoti...
              2. fear. Ye aik aisafactor hai jis say aap ko entry point acha milay ga bhi to aap entry nahi lain. Gay loss kay fear say.
              Ji bhai mere khyaal mein tu agar aap ko bhi Khabar current Hussain emotional nahi hona chahiye Apne motion coincide corrector aap kaam Karenge toh bahut jyada fayda Hoga Agar Apne motion score kaam Milega Toh aap ko bahut jyada nuksaan ka Samna karna padega
              • #8 Collapse

                Bhai emotion pe control forex mein bht zruri hs emotional banda es business me kamyab ha hi ni.mera jo tareeqa ha apny emotions pe control krny ka wo ye ha k me subha 30 mint analysis kr k jo entry achi mil jaye wo le laita hn bd mein me usy ni daikhta sara din next morning phr us ko daikh laita hn es trha mery kafi tp hit ho jaty ha me un ko pehly kbi ni close krta.ap agr emotional ho tu ye tareeqa ap bhi apna lo umeed ha ap ko faida ho ga.
                • #9 Collapse

                  G bhai mn sub ki baton sy agree hon aur kehna cahon ga keh emotional control kren hemn cahiya keh trade lagaty time hm apny emotional ko control kren kiunkeh jub hm trade lagaty hn aur phir agar hmari trade lagny mn acha profit ho tu hm emotional mn a jaty hn aur khushi mn a ky hm ghalt trade laga baithy hn aur es tarah sy hmen loss hota hy es liya emotional sy bachna cahiya
                   
                  • #10 Collapse

                    mostly new traders ya jo purany experienceable traders bhe jab kabhi loss mein aaty hain to apny emotions kho bethty hain aor yhi in ka sab sy bara loss hai..trade mein loss to ap phr bhe recover kar lo gy but apny emotions ka loss ap recover nahi kar pao gy bcz emotions mein aaty hi ap ya to bar bar trade karo gy jo k ap ko loss dy sakti hai ya disheart ho kar trading hi chor jao gy so emotions py control bahut hi zaroori hai.
                    https://t.me/pump_upp
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      g bhai apki bat shai hai forex trading main hmain ayse factor hain jis se hmain loss hony k chances zeyda ho jaty hain tu es k liye hmain apni trading main greed ko kam rakhna chahye or apni trading ko dar se bhi dor rakhna cahhaye q k jub hum khof k sath tradng karty hain tu hum achi entry bhi miss kar dety hain or jis se hmain loss kiya profit bhi nahi milta hai

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X