Life aur Forex main kabhe haar na manen

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Life aur Forex main kabhe haar na manen
    Aslamualekum fellow members and friends of respected pak forex forum mara aj ap ko apna experiance share karna chahta hoon ke life main kitne mushkil aaen kabhe haar na manen balky hard work karty rahen ek din aae ga jub ap ko ap ke mehnat ka sila mile ga issy tarah forex main bhe ap ko hardwork karty rahna hai aj nahe bhe successfull to koe baat nahe bass har nahe manene ek din success zaroor muqadir ho ge kun ke hardwork kabhe zaya nahe hota
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    gee haan bhai aap ny boht achi baat ki hia jab kisi bhi kaam ko insaan karny ki thaan leeta hai to wo us ky liye mushkil nahin rehta ais liye baar baar kisi bhi kaam karny sy aap ky liye wo kaam assaan hoo jata hia ais liye humain chayee ky forex main kaam karien jitna hum forex main kaam karien gy utna ye humary liye assan ho jaye ga
    • #3 Collapse

      Wa alaikum slam dear apny bilkul thk kha hy k hmy ksi moqy py b har ni manni chahiy ap janty hyn k forex ik online risky business hy jis me loss or profit hota hy to is liy hmy agr loss ho rha hy ksi wja se to hmy us har se ni darna chahiy balky apny experience achy bnain apni galtion py qaboo kren or phr trade kren or har se kbi ni daren
      • #4 Collapse

        G dear apki bat Sahi hai ham ko kabhi har NI manani chahya ku keh life mein bahot sari asi stages ati Han jahan apko stand karna parta hai aur kuch log pechy hat jaty Han yo unko kuch ni milta aur Jo log hard work jari rakhty Han unko kamyabi mil jati hai ..same asa hi forex mein hai yahan bhi asa time ata hai keh kabhi apko loss ho jata hai to AP pershan ho jaty Han aur chor jaty Han to ham ko asa NI karni chahya aur hard work jari rakhna chahya insha Allah kamyabi mil jay ge...thanks
        • #5 Collapse

          bhai ap ny boht achi bat ki hai or ayse baten he insan ki himat barhati hain es liye yah bat mera khyal hai sub ko pta honi chahye es se yah hota hai k es se hum apni life main kisis bat par kamzor nahi oarh skty hain tu yahi bahtr hai k hum apni life main apny apko mazbot bna kar spebd karen life ko or es k ilwa forex ko bhi yahi formuly ks ath karen aghr kamayb hona hai tu q k loss k bad aghr ap himat har jaty hain tu lbi bhi ap kmayb nahi ho skty han
          • #6 Collapse

            اصل پيغام ارسال کردہ از: wavetrader پيغام ديکھيے
            Aslamualekum fellow members and friends of respected pak forex forum mara aj ap ko apna experiance share karna chahta hoon ke life main kitne mushkil aaen kabhe haar na manen balky hard work karty rahen ek din aae ga jub ap ko ap ke mehnat ka sila mile ga issy tarah forex main bhe ap ko hardwork karty rahna hai aj nahe bhe successfull to koe baat nahe bass har nahe manene ek din success zaroor muqadir ho ge kun ke hardwork kabhe zaya nahe hota
            , Ji Bhai aapne bilkul theek Kaha Hame Forex trading main kabhi bhi Haar Nahi Marna chahiye Kyunki Forex trading Ek Aisa business hai ke is Mein hamare pass jitne Jyada knowledge Ho Gaye Hum itne acche traders once again
            FRD 07 TRADING JOURNAL
            • #7 Collapse

              Walikum Asslam ye ap ne bohat achi bat kahii ha Dear ke humain Forex Trading main kabi har nae man'ni chaiye jesa ke normal life main bi humai bohat se issues ka samna karna parta ha but humain unko handle karna parta hai same Forex main bi agr humain loss hota ha to humain is bat ki tension mere khyal se nae leni chaiye kabi bi.
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                Ji bilkul bht hoslakun baat ki hy app ne bilkul aisa hi hy life main bht se ups down atay hain humain kbi bhi haar ni manni chajiye balkay himat se agay barhna chahiye as it is forex main bhi bht se ups down atay hain hum har tarhan k mamlaat ko face kr k agay barhna chahiye tab hi hum ak kamyaab trader ban skain gay

                اب آن لائن

                Working...
                X