Forex trading main learning boht zarori hai ya experience bhe hona chahy?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex trading main learning boht zarori hai ya experience bhe hona chahy?
    Dear friends forex main kaha jata hai k aksar learning karo siekho our pher he us main app acha profit earn ker sago gay but main app k sath apna experience share kerta hoon k main nay forex ko siekha boht hai but mujhy still lagta hai k trading mujhey nahe atai hai our us ki reason ye hai k main nay us ki practice nahe ki hai demo account main time nahe lgeaya hai jes ki wja say mery pass experience nahe hai mean jo knowledge hasil kia usay practical shape main nahe leaya hoon to app log un dono batoun pay tawaja daen ta k achy say app aik professional trader ban sagain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Assalam o alaikum dear forex members.
    Dear members forex trading ko aik bht easy kam lia jata ha magar yeh itna easy hota ni ha is k lia isko mikamal sekhna parta ha aur bat phr bhi yahin khatam ni hoti balkeh ap k pas aik live acha khasa experience bhai hona chahye. Thanks dear members
    • #3 Collapse

      Bhae boht thanks app nay kafi acha knowledge humery sath share kai hai hum forex main ager seikhty to hain par us ka tajarba ager kisi bhe way main hasil kerna hai to wo hum nahe kerty hain to experience k bagheer to koi bhe kaam bay mani hai dosto humean forex main demo account main kum say kum 2 say 3 month tak practice krni chahy pher he app forex main acha profit easily earn ker pain gay learning k sath sath experience bhe trading main bht zarori hota hai
      • #4 Collapse

        G bhai jan ap nay sahi farmya - merwe khyal mein dono ki ehmyaat bhot ziadaa hay - learning hogee tabhi toh hm mashqein kar skein gay chart parr aur experince hasil hogaa warnaa kuch pataa he nahi hogaa to karein gay kiyaa - lehazaa har bndauy ko yehe chahye kay wo sb sy pehlay aik achaa ilm hasil karay aur uc kay bad uc ka experince hasil karay takeh kamyab hjaye
        • #5 Collapse

          Dear baat ya hay k trade lagana bhot easy kam hay lakan trade ko samjana bhot difficult hay.aap 14 ya 16 years study kartay hain lakan jab aap feild main job k laya nakaltay hain tu job k laya aap ka exprence ka pata keya hata hay kyun k aap na sirf study ki hoti hay practical nahi iss laya jab tak aap practical nahi karan ga aap ki study kisi kam ki nahi hay iss laya forex trading main demo account per parctice karna bhot zarrori hay iss k bagher success mushkal hay
          • #6 Collapse

            friend apak question acha hay umeed hay is main kaafi saray members ko faida hoga ,asal main forex business main koi tukkay ki gunjaish nai hay is main apk pass forex trading ka completely knowledge hona sab say aeham hay agar koi banda is main knowledge k ilawa invest karay ga ya enter hoga usay har haal main lose ka he samna karna parray ga q k is main kisi aam banday ka enter hona kisi khatray say khali nai hay is liye hamain aisay mashwaray aur baaton say avoid karna he hamary samjhdaary hay.
            • #7 Collapse

              Forex Trading main learning bohat hi zaruri hai or learning ke liye humain different sites ko visit karna chaiye or us ke sath sath humain kisi expert teacher ko bi follow karna chaiye jis se hum help lain or us ke bad zaruri hai ke hum practice karian or practice ke liye hum demo account ko use kar skte hai Demo account main sab kuch hai Sikhne ke iye hamare liye.
              • #8 Collapse

                Jitna Learning Zarrori Hy Utna Hy Experience Bhi.Dono Honge Tab He Ap Success Full Trading Karskte Hain. Sirf Knowledge Hogi Ke Kia Kam Kese Karna Hy Order Kese Lagana Hy Sirf Ise Baat Nai Banegi Experience Hona Chaoiye Market Analyzing Skills Hona Chaiye Ke Order Kab Laga Hy Kitna Lagana Hy.
                # Wants Successful Trader & Also Wants Empower Other.
                • #9 Collapse

                  Ji kisi bi kaam ko krne se pehle us ko seekhna bht zaroori hy similarly forex main trading k lie practice bht zaroori hy but ptactice k sath sath experience bi zaroori hy ta k hum achi trading kr k acha profit le sakain experience bi practice k sath hi ata hu jitni practise zyada ho gi utna hi humara experience barhay ga lehaza forec main achi trading k lie practice or experience dono zaroori hain
                  • #10 Collapse

                    Dear member learning is very important in Forex trading you know Forex trading market both irukki hasmin experience naya Ho or skills in home planning now aapko chahiye kya market ko Roz analyse karo main market technical guys MJ market ke baare me kuch Pata chalega
                    • #11 Collapse

                      jab tak ap aik chez learn nahi karo gy usy samjho gy nahi us ka experience kesy ly sakty ho? forex k liye learning pehly bahut zaroori hai us k baad ap ka experience hi aap k kam aye ga..lekin mazeed experience k liye apko mazeed learn bhe karna pary ga. zindagi sekhny ka name hai aor forex aik aesa world wide business hai jis mein ap hamesha mazeed sy mazeed tar seeken gy aor experience banayen gy usi experience ki base py profit gain karen gy.
                      https://t.me/pump_upp
                      • #12 Collapse

                        dears friends g ek acha swaal kiya Gaya hy aur mn ap ko btana cahon ga keh learning ky shaat shaat experience hona lazmi hy kiunkeh agar hamry pass experience ho aur learning nh ho tu jm nh hi post achi kar saken aur nh hi hm trade achi laga saken gy
                        • #13 Collapse

                          agar hum experince ko enhance kar kay kam karen gay to he humari trading achi aur behtreen hoti hay es business main humay demo account par trading practice karni chahiye kyun keh practice karnay kay baad he humari trading achi aur behtreen ho sakti hay esmain mehant karnay main he faida hota hay
                          • #14 Collapse

                            dear friends, forex trading main learning and experience dono hi bahut ahm hota hain...learning ap ko us wakt tak faida nai day sakti jab tak ap us learning k mutabik work nai karo gay aur learning ki practice nai karo gi...so learning and experience both are importan in forex trading.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              yes forex bina learn kiye nhe ki jati hain learn k liye b apk pas a best teacher ka hona zarori hain jis tara school main pen b parkarna nhe aata hain bilkul asi tara humhain teacher sekha deta hain forex main b agar apk pas sab kuch hain and apko pata nhe hain k forex main buy kaha say lagya jy and sell kaha say lagya jy tu pher b kamyabi nhe mile gi forex ki 1 1 chez ko learn karna bhot he zarori hain take forex k sath hum long time tak chle

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X