Apni ghaltion say seekhnay ki bjaye dosron ki mistakes say learn krain.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Apni ghaltion say seekhnay ki bjaye dosron ki mistakes say learn krain.
    Me samjhta hun ghaltian har insan say hoti hain lekin hmaij chaheay k khud ghalti na krain to aur dosron ki ghaltion say faida uthana chaheay yeh achi bat nai k aik chez ko seekhnay k leay ghair zaruri kaam na kea jaen lekin yeh bhi zaruri hain krnay parta hain. Give your opinion please
     
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Aik tarha se ap ki bat theek bhi hay k agar hum ye dekhte hay ki kisi se koi mistake hui hay aur usko is se loss huwa hay tou humae cahiay k hum us ko follow kare aur khudwo mistake na dohrae apni mistakes k sath sath auron ki mistakes se bhi sikhe kiu k tradeing aik aesa business hay k jis main galti ki koi gunjaish nai hoti
    • #3 Collapse

      Khud Ghalti karney say bacho aur dosron ke ghaltiyon say seekho. Asal baat ye honi chahey. Agar hamhain pata chalta hai kay kis tarha say ghalti kise dosry ny ke hai aur us ghalti ka usko kia nuqsaan hua hai to us say hamko seekhna chahey. Aur phir koshish karni chahey kay jab ham khud kaam kar rahy hon to us ghalti ko mind main rakhin aur dosron ke ghlti ko apny liey aik sabak ke tarha consider karin. Es tareekay say hmahin bht boost mily ga aur hmaara kaam acha hoga.
      • #4 Collapse

        Dosron ki mistakes ka hamain pata hi kesy chaly ga ky trade tou her koi apni apni hi kerta hai lekin ap jo trade kerty huey mistakes kerty hain un ko zarur trade kerty huey mind main rakhain ky dobara same mistake sy bacha ja saky ky jo pehly loss ho chuka hai dobara same mistake sy loss na ho
        • #5 Collapse

          Aesa nehi ho sakta ky ap forex market main trading ker rehy hain aur apsy koi mistake na hui ho forex trading main mistakes zarur hoti hain tou same mistakes ko notice main rakhna chahiay aur jab bhi trade open ki jaey tou is bat ka khyal rakha jaey ky dobara aesi hi mistake na holy phir sy loss ho jaey
          • #6 Collapse

            Dear.kamyab insaan tou wohi hai jo apni ghaltioun se hi sekhta hai aur woh kaam dobara nahin karta js ki wajah se uss ko pahele bhi nuqsaan hua ho kyun kay koi inssan uss loss ki wajah ko bhula nqhin sakta aur woh ussay yaad rehta hai
            • #7 Collapse

              haan g dost humean forex main apni mistakes say seikhana ho ga pher he us main hum acha profit earn ker sagain gay ager hum aik dafa jo mistake karen gay us ko dobara repeat keran gay to lazmi baat say us main humean kafi loss ho ga koin k mistake jo hoti hai wo aik dafa ho to mistake count hoti hai
              • #8 Collapse

                Apni galtiyon se humain sikhna chaiye or humain Forex Trading main sahi tara se learning karne ke bad Trading karni chaiye, us ke bad humain baqi logo ki galtiyon se bi sikhna chaiye jo ke bohat hi zaruri hia Forex main humain jaha se bi knowledge mile humain apni learning ko continue karna chaiye.
                • #9 Collapse

                  Bhai banda hamesha apni ghaltioun se hi seekhta hai aur agar koi aur ghalti karay ga tou lazmi nahin kay ghalti karnay wala hum se kuch discuss bhi karay ga kay nahin aur experiance hamesha apni ghaltioun per hi hota hai
                  • #10 Collapse

                    Ghalti ho jana koi bri bat nai lekin ghalti ko ignore kr dena yeh meray khayal main bri ghalti ha. Agr hum apni kisi bhi ghalti ka sahe analysis krtay hain to hmain kafi kuch seekhnay ko milta ha so ghalti ko bhi positive sense main usr krain gay to yeh hmaray leay bahut he ziyada useful rahay ga. Ap sb logo nay bahut achay achay coments keay hain me yeh chahu ga k mazid kisi k mind main aisi koi bat ha to sb k sath zarur share kray ta k fourm k zariye hamra msg ziyada tar traders tak paunch jaye.
                     
                    • #11 Collapse

                      khud ghaltiyan nahe karni chaiye humay dusron ki ghalti se khud learn karna chaiye jo bhi aap kay trades fellows aap kay friends mistakes kartay hain unko guide karain aur note karain unho ney kya mistakes ki thi aap unko apni trading mei shaamil na karain eska aap ko best benefit hoga aap loss sey bacho gay....
                      • #12 Collapse

                        agar hum forex trading main galtia karen gay to es trha hum market main earning nahi kar sakty ulta humay market main loss ka samna karna parta hay humay chahiye keh apni galtio say sabaq seekh kar he kam karen tab he hum market main achi earning kar sakty hay aur esmain safe reh sakty hay esmain mehant karni chahiye
                        • #13 Collapse

                          agar hum apni galtio say sabaq seekh kar trade karen gay to he hum market main achi earning kar sakty hay humay chahiye keh esmain dil lga kar time dai kar trading ko seekhna chahiye aur esmain agar hum seekh kar kam karen gay to he market main achi earning kar sakty hay esmain mehant karnay main he faida hota hay
                          • #14 Collapse

                            Lawa ap nay bhut achi bat ki ha achay aur kamyab insan apni ghaltion ki bjaye dosron ki ghaltion say learn krtay hain. Ghaltian sb say ho jati hain lekin hmin phir un ghaltion ko door bhi krna chaheay ta k dobar wohe ghlti na ho. Ghalti apni ho ya dosron mistakes say sabaq seekhna chaheay
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              dear ap nay bilkul theek kaha agr hum apni galtioo se sekhnay ki bajaey dosroo ki mistake se learn karay gay aik to hamara bohat zada time bachay second hamari investment b loss honay se buch sakti ha or hum nay jo mistake kar kay bohat zada time me sekhna hota ha wo hum bohat jald seekh saktay hain humainy apnay senior kay analyisis or un kay opinion ko lazmi sunna chahiey phr hi os kay mutabik faisla karna chahiey

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X