forex main loss hone ki wajuhat please share kare

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    forex main loss hone ki wajuhat please share kare
    bhot sya log apne account wash kar dete hain apni really money wash kar dete hain asa q kar dete hain log koi idea kiya ghaltiya hoti hain k ye log apne accoutn wash karte hain bhto log bhot say log stop loss use nhe karte hain and asi chakar main hote hain k ye trader wapis profit main aygi or asi tara account wash ho jata hain please ap b apne apne mind of view share kar k kiya waja ho skti hain vo kon konsi ghalti hain k account wash ho jate hain aap log agar share kare gy tu bhot say asy meri tara memmber hongy jo apki ghalti say sekh skte hain JaZAKALLAH
     
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Madiha jee forex main loss ke sub se bare wajh hamra apne oper controll na hona hai hum jiss phurtee se trade lagaty hain uss se bhe zayda jaldi hamen us trade se exit hone ke hoty hai yeh he to wajh hai aj tak forex trader ko loss hoa hai kun ke wo apne physiology py work he nahe karta balky indicators ke talash main bhagta rahta hai aur loss karwata rahta hai
    • #3 Collapse

      G dear member ap ne thk bat ki ha k trader se loss ho jatabha wajha yehi ha lack of knolwedge .konwledge kinkami ki wajha se loss hota ah .trade small na lagan money manegment ki knowledge na hona .sl and tp ki sahi knolwedge na hona ye sb loss ki wajha banti hain .phly trader ko seekhna chye .
      • #4 Collapse

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Madihasaeed پيغام ديکھيے
        bhot sya log apne account wash kar dete hain apni really money wash kar dete hain asa q kar dete hain log koi idea kiya ghaltiya hoti hain k ye log apne accoutn wash karte hain bhto log bhot say log stop loss use nhe karte hain and asi chakar main hote hain k ye trader wapis profit main aygi or asi tara account wash ho jata hain please ap b apne apne mind of view share kar k kiya waja ho skti hain vo kon konsi ghalti hain k account wash ho jate hain aap log agar share kare gy tu bhot say asy meri tara memmber hongy jo apki ghalti say sekh skte hain JaZAKALLAH
        Assalamu alaikum bhai jaan mai Aapke Paas Hai bilkul agree karta hoon Woh Apna account was kar lete hain Jo log stop loss nahi Lagate Hain aur Saath Mein Yeh Bhi batana Chahta Hoon ke woh log bhi nuksaan kar Baithe Hain Jo log market ko acche se analysis nahi karte
        • #5 Collapse

          Forex main loss hony ke wajhohaat bht saari hain aur bar aik ke apni importance hai. Kun kay aik aik cheez jike wajha sy loss hota hai usko cover karna aur us sy chtkara paana zaroori hai. Forex main loss ke main wajohaat main Emotions par control na hona, Stop loss na use karna, Money management ko ehmiyat na dena, Market main har time trade karna, Overtrading karna weghra hain. Lekin ye sirf Normal reasons hain jin say loss hota hai. Aur aapko en sab baaton ka khyaal rakhna pary ga agar aap apny aapko aik achy aur kamyaab trader daikhna chahty hain to.
          • #6 Collapse

            Forex trading main loss ki jo main reasons hoti hain un main without analysis just luck per trade open kerna aur profit ka wait kerna phir koi bhi trade just market ki one direction main movement dekh ker open ker lena aur stop loss aur take profit use na kerna aur lot size ap jab bhi bari lagaty hain tou bahot jald apka account wash ho jata hai signals ko follow kerny sy bhi zyada trades main stop loss hi hit hota hai
            • #7 Collapse

              Forex trading main loss ko sab sy bari waja careless trading hoti hai ky apny just koi bhi trade open ker li aur usy tab tak continue rakhty hain jab tak account wash nehi ho jata tou trade thory loss main close kerny best hota hai bajaey isky ky account wash hony per dobara deposits kerwana pery isky elawa forex trading main experience aur knowledge bhi bari wajoohat main shamil hain
              • #8 Collapse

                bhai apka question bht acha hai mere khayal se jo wjha banti hain account wash hony ki wo apki baat bhi theek hai main us se bhi ittefaq krta hun k profit k lalach mein account wash ho jata hai dusra yeh k trading k bary mein knowledge na hony ki wjha se bhi account wash ho skta hai knowledge ni ho ga to ghaltian zayada hun g
                • #9 Collapse

                  Forex Trading main loss karne ke different reasons hote hain jo ke ap ko account wash krwa skte hain.. sab se zaruri hai ke ap Forex ki learning karain uske bad demo pe practice karian or uske bad zaruri hai ke ap jiab b trading karte hain to ap Greed se avoid karian jo ke bohat zaruri hai or uske bad emotional trading se avoid karin jo ke bohat hi zaruri hia Forex ki market main.
                  • #10 Collapse

                    dear forex main loss ki boht si wajoohaat hai aik to learning ky baghair trade lagan aor phir over trading bhi waja banti hai forex main loss ki baki knowledge hony ka bawajood practice ka na hona bhi waja hota hai loss ka aor planing ka na karna bhi waja hota hia kisi bhi trader ko trade main loss ka
                    • #11 Collapse

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: Arisha پيغام ديکھيے
                      dear forex main loss ki boht si wajoohaat hai aik to learning ky baghair trade lagan aor phir over trading bhi waja banti hai forex main loss ki baki knowledge hony ka bawajood practice ka na hona bhi waja hota hai loss ka aor planing ka na karna bhi waja hota hia kisi bhi trader ko trade main loss ka
                      yes main aaapki baaat say agreee akrti ho forex main agar hum bina learn kiye forex main live accoutn opan akre gy tu hum kafi kuch loss kar skte hain is liye main yahi kahgoi k forex main loss say acha hain n hum na earn kare demo account pay work kare demo accoutn pay itna work kare k humhain thek tara pata chal jy k aaab humhain acha way mil gya hain earn karne ka pher humhain chahiaye k hum real account ki taraf aaa jy wesy demo accoutn ko learn karne k liye b humhain bhot kuch learn karna hoga jesy k kaha say trade li jy kaha pay buy and sell kia jy
                       
                      • #12 Collapse

                        G bhai forex mn loss hony ki kuch wajohaat hoti hn pahli tu yeah keh hm jub trade lagaty hn planing ky shaat karni cahiya aur 2osra jo mn ap ko btana cahta hon woh yeah hy keh hmen trade ko luck nh samjhna cahiya balkeh hm es mn mehnat kren aur es ky baad trading ko mazaaq nh samjhna cahiya kuch boys trading mn mazzy lety hn aisa nh karna cahiya
                        • #13 Collapse

                          Aslam o alikum Dear friends Instaforex mein jub ap trade lagty hey sub say pahly market ka andaza lagna hey agar market uper gia hey tu sale par trade open karly agar market nechy gia hey tu buy pa trade open karly tu lose honey say Bach sakty hey
                          • #14 Collapse

                            Dear brother forex main log apna acount wash kar dety hain aur apni investment bhi khatam kar lety hain waga in ka kum knowlldge aur expereanse ki kami aur sab say ziada loss ki waga lalach hy
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              dear friends, forex trading main aisi bahut sari mistakes hain jen ki waja say loss ata hay but account wash honay ki sirf reason hay aur woh hay stop loss k bena trade open karta...account wash usi trader ka hota hay jo stop loss use nai krtay...jo trader stop loss use kartay hain un ka account kabhi bhi wash nai ho sakta.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X