hard working with mangment

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    hard working with mangment
    hamen yahan.pr apnay kaam ki waja say yahan hard working krna hoti ha or yahan auchy say apnay business ko long time k lye running kintraf lay kr jana hota ha or apnay business ko daily base pr develop krna hota ha ta kay sub auchy say hari trading ko follow kr skye or easily haam yahan pr kaam lr skyen is may say
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Hn g bilkol teak kha ap ny aik achi earning k liay hard work bout zarori ha jo log kamyab hoty hn wo amysa hard work krty hn forex trading ma bi kamyab hony k liay hard work bout zarori ha hmain apna life style ko set krny k liay aik goal set krna chaiy phr us py work krna chaiy aik acha trader banny k liay ye bout must ha or mony management krty rhena chaiy amysa
    • #3 Collapse

      Ap life main koi bhe kaam kerty hain to dear us main forex ya koi bhe our business hoo to us main app jab tak hard work nahe krean gay to us time tak app ko kabhe bhe success nahe milay ge app ki management chhay money ki ho ya koi bhe our ho k karobar ko time kesay dinay hai kab trade kerni hai kab market say exit hona hai ye sab khuch matter kerta us sab ko diekh k he ap ko forex trading kerna ho ge pher he acha profit earn ker pan gay
      • #4 Collapse

        jee haan bhae app logoun nay theek kaha hae forex main hard work boht matter kerta hai ager app us main koi ache umeed k sath kaam krean gay our us ko time dian gay seikhean gay to pher he dost us main ap acha profit life time k leay earn ker pain gay other wise ap ko us mai kafi loss ka samna rahy ga
        • #5 Collapse

          G ap ke baat dusrt hai Forex trading mai kamyabi hasil karnay ke liye traders ko bohot he ziada hard work karna hoti hai iss kay baad he Forex trading mai kamabi ka chance milta hai . wiase b life ke sary he business mai aur jobs mai hard work kay baghir kamyabi bohot he kam logon ko naseeb hoti hai . iss liye traders ko b mahnat aur hard work say trading ke learning karne chaiye.
          • #6 Collapse

            اصل پيغام ارسال کردہ از: umair180 پيغام ديکھيے
            hamen yahan.pr apnay kaam ki waja say yahan hard working krna hoti ha or yahan auchy say apnay business ko long time k lye running kintraf lay kr jana hota ha or apnay business ko daily base pr develop krna hota ha ta kay sub auchy say hari trading ko follow kr skye or easily haam yahan pr kaam lr skyen is may say
            Ji Bhai aap ek baar hoti hai achha threadstart Kiya agar aap Kisi bhi kaam mein hardworking nahi karte to aap usne Insan ka Samna Karte Hain agar aap Chahte Hain ke aapko achha property sale ho toh Uske baare mein aap Ko Mukammal Aur Bhi Haseen hona chahiye nahi toh aap achha trade Nahin Sakenge
            • #7 Collapse

              har kam main hard work karna hota hai but Forex Trading main hard work ke sath sath humain money management ko bi sikhna hai ku ke ap hard work karte hain money arrange karte hian practice kar lete hain but jab real account pe trading karte hain to agr ap us main dayan nae karte hain bari lot etc use karte haiun to ye bohat hi dangerous ho sakta hai ap ke liye.
               
              • #8 Collapse

                wo kahty hien na k hard working is the key of success ager ap hard worker hien or ap es field mien fully dil laga ker kam kerty hien to ap ko es mien kam kerny mien belkul bee mushkil na ho gi ap easily es mien aa ker earning hasil ker ly or behter trade open ker k behtreen earning bee ker ly gy es lye hard work kerna bhut zarori hai or us k sath managment kerna us sy bee zyada zarori hai
                • #9 Collapse

                  agar hum forex trading main hard work karen gay to he hum market main acha earn kar sakty hay es business main humay khoob time daina chahiye kyun keh time dai kar seekh kar kam karnay main he faida hota hay esmain humay money ko bhi manage karna chahiye tab he safe earning kar sakty hay
                  • #10 Collapse

                    bohat acha sawal ha ager hum ko forex sa achi earning hasil karni ha to per hum ko hard work karna hoge es leya hum ko chaheya ka hum har business ma hard work karta raha q ka baghar hard work ka hum ko kisi be business ma successful nhi ho skate ha to per ager hum hard work kara to per hum ko success hoge............
                    • #11 Collapse

                      Humain Forex Trading main hard work karne ki zarurt hia or sath main money management ko follow karna boha hi zaruri hai successful trading ke liye agr hum ne Forex ki market main kamyab hona hai to humain lazmi hard work karna chaiye jis se hum kop Forex Trading main achi earning ho sake.
                       
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        dear friends, koi bhi business ho ham us main millions rupees ki investment bhi kartay hain phr bhi ham mehnat kartay hain aur tab ja kar us business say acha profit earn kartay hain...esi tarah forex main bhi hamain learning k leay mehnat karni parti hay aur jab learning ho jay to easily profit earn keya ja sakta hay.

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X