never loose patience in trading....
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    never loose patience in trading....
    Trading ka saber ka aps main choli damen ka sath ha jb tk ap saber ka damen pakri rakho gay forex ap ko moqay dati rhy gi jasy he ap ne saber chor kr greed ko pakra ap forex se faarag ho forex greedy bndy ko ni rakhti
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Just trader men patience Hy maen samjta wo sab see best aor ala trader Hy islie apko chair AP apne andar patience paida kren q ke market jaise hi retracement kwrege apko brabr Kar de aor AP profit ke sath exit Kar jayen GE jald bazi see AP loss men close Kar den ge
    • #3 Collapse

      Aslam o alikum Dear friends Instaforex ek aisa business hey jis mein experience ka hona zaroori hey agar apka experience hey is online business mein tu apko Koi sa be mushkal nahi parta. Lose say bachny kaliye demo account par practice kary tu apko zayda lose ka samna nahi karna pary ga
      • #4 Collapse

        Apki bat bhai thk hy k forex me sabr sab se phly hy jab ap koi trade lgaty hyn or ap dekhty hyn k apko loss ho rha hy thora sa to ap usi time trade clos kr dety hyn ye apka sabr usi time jwab dy gya esa ni krna chahiy balky ap kuch wait kren k trend pattern chek kren agr ap k aginst ja rha hy to phr trade close kren wrna ap sbr kren or apko profit ay ga ap ny agr usi time trade loss k sath close kr di thori dair bad pattern ap ki favour me aa gya to ap pachtain gy q k apny trade close kr di ho gi is liy khty hyn k forex me sabr se kam len
        • #5 Collapse

          Ji janab sahi baat hai forex trading main patience ki boht zarurat hai ager patience nahi karainge to definitely loss hoga isi tarha trade lagane se pahle bhi market level check karain and trade lagai ho to market loss main jarahi ho to trade loss nahi karni chahye balke market ko check karna chahye jab up ho to stop karain aur patience rakhain
          • #6 Collapse

            Dost apki bat bilkul thk hy me he kahun ga k js trha life k hr shuby me patience ki zrurat hh isi trhha forex trading me kamyabi knlye b patience ki buht zrurat hy. Jld baz bnda hmesha nuqsan me rehta hy. Hmy chahye k market me trade lgaty wqt patience sy kam len. Marekt me enter hoty e foran trade na lga den pehly thora market ko analys kren. Phr us k mutabiq trade lgaien. Isi trha trade k close krny ki bhi jldi na kren jtna ho sky sbr sy kam len. Zrur faida mly ga.
            • #7 Collapse

              Forex Mein kaam karne ke liye aap Kisi bhi trader conmix Anna Panchayat usko jaby guide Kare usko proper guide Kare Uske management ke liye achchi packing ka kaam kya hai iska level kya hai market market kiske saath kar sakti hai kahan tak aap isko mens kar sakte hain kahan tak aap isko easily case kar sakte hain
              • #8 Collapse

                Re: never loose patience in trading....

                ap ko chahaya kah ap ko agar trading karna hay toap ko sabar sy ko ko trade karna ho ga ap ko pata hay kah yah aik market hay ap ko yah loss bhe date hay ap ko yah profit bhe date hay ap ko chahaya kah ap ko ismain karna ho ga to ap ko sabr sy bardashat sy hamat sy ap ko kam karna ho ga apko agar market ap kay moukalif jate hay to ap ko is ka wait karna ho ga yah wapis ate hay ap kio chahaya kah apko trade main ap ko loss main ap ko wait karna chahaya kah market ap ke traf aya ge
                • #9 Collapse

                  Re: never loose patience in trading....

                  Assalam walekum kaise hain aap sab ummid karta hun bilkul theek hun gay ji bilkul aapko kabhi bhi trading mein apna patients lose nahin karna chahie balki hamesha sabar se hi Kam karna chahie agar aap trading Nahin jaldbaji katti ho ya Hari karte ho to aapko loss ho sakta hai aapko chahie ki aap ek trade lagakar uska patiently usko check karte rahen monitor karte rahen agar trade last se nikal aati hai Jaise hi to fir usko close karne ke liye bhi sabar kar intezar Karen ho sakta hai aapko kuchh jyada profit mile
                  • #10 Collapse

                    Re: never loose patience in trading....

                    Forex trading main jitna ho sake hamein jald bazi se bachna chahiye jiski wajah se forex main hum achi trading nahi kar sakte hain our forex main hum nakam ho sakte hain our hamari pori mehnat bhi waste ho sakti hai our forex trading main achi trading k liye hamare liye sabar bahut hi zarori hai isliye forex main trading sabar k sath karni chahiye jisse forex main hum achi trading kar sakte hain our achi earning pour achi kamyabi hasil karv sakte hain our forex main hum loss se bhi bach sakte hain our forex main hamara bonus account bhi mehfooz ho jata hai.
                    • #11 Collapse

                      Re: never loose patience in trading....

                      Jyada friend aap log bahut acchi baat kiya hai main kabhi bhi sab Nahin chhodana chahie Kyon karo Sabar ke sath kam Karta Tha Main To bahut Achcha fayda ho sakta hai vah Garam Aisa Nahin Karta Tha Main Usko bhul gaya Lasya sakta hai Raat Karni chahie uske sath baat karne ki koshish Karna chahie jisse bahut Achcha hai isliye
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: never loose patience in trading....

                        Forex Mein jitne bhi Kamyab traders hai agar Hamen ke exam pad le le Tu Jab Bhi hone kamyabi Hasil Ki Hai yah apni Manjil per pahunche Hain To Hamesha unhone apni motions per control rakha hai kabhi bhi Sabar se Hatke Kam Nahin Kiya kabhi bhi lalach wale Maut Se Kam Nahin Kiya Kabhi jaldbazi Nahin Ki Jab Bhi unhone kam Kiya To Sabar ka mujra Kiya Jiski vajah Se unhone Achcha profit gain kiya hai isliye Agar ham log bhi Chahte Hain ki firak mein acchi yaar Nahin Karen Achcha kam Karen Achcha profit gain Karen Hamesha Hamen Apne motion per control Rakhna chahie tabhi ham log senior ko Pallu Karke apni Manjil per pahunch sakte hain lekin Agar ham log jaldbazi Karenge sabka Se Kam Nahin Lenge lalach wale mint se kam Karenge to ek hi trade Hamara Sara ka sara account was kar sakti hai aur FIR Ham Ghar Baithe Kuchh Bhi Nahin kar sakte aur fir se main zero se mehnat chat karni padati hai isliye Hamesha emotions per control Rakhna chahie.

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X