Loss sy kaisy bacha ja skta hy

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    dosto trading karney sey pehley aap knowledge hasil karein aur phir aap demo account pey practice krein takey aapko experience hasil ho sakey aur aap apni galtiyon sey seekho, Over confidence main over trading na karain, lot size kam sey kam rakhain aur start main shotey size ki currencies pey trade karain, agar aap key paas sarmaya ha to bohat hi ashi baat ho gi, kinionkey jitna ziyada balance aap key paas ho ga app ko loss honey key chances kam ho jayen gey.... Be careful with penitence.... ihtiyat sabar key saath.... Thanks, shukriya...
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      forex ka maza to yhi hai k ye bahut hi easy business hai magar un logon k liye jo apny mind ko use karty hain at a proper limit. jab bhe trade karenn apny stop loss aor stop profit ka check rakhen. aik acha trader whi hota hai jo apna stop loss maintain karta hai aesy hawa mein trade nahi kar deta. stoploss is liye lagaya jata hai k apko pata ho ap aik limit mn trade kar rahy hain aor ap ki limit ye hai apka stoploss tabhi ap apni money ko waste hony sy bacha sakty hain.
      https://t.me/pump_upp
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #18 Collapse

        Actually loss tab hota hai jab ham koe mistake karty hain aur mistakes hmesha less knowledge aur experience se hoti hain jo log properly learning nae karty wo analysis karty doran mistake kr dety hain is liye agar hm is say bachna chahty hain to hmy mehnat krna hogi apna knowledge aur experience gain karna hoga...

        اب آن لائن

        Working...
        X