lot size khud adjust krna!

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    lot size khud adjust krna!
    Forex trading ka aik bahot hhi ahm aor men samajhta hoon k sb se acha welfaring advantage he k lot size fix nai he, kisi bhi trade me apni marzi se lot size set kr sakty hen. Kuch forums aisy bhi hen jo lot size khud se fix krty hen ,mtlb hm apni trades ki lot khud adjust kr sakty hen chhoty trders choti lot aor bary traders bari lot laga sakty hen.mtlb ye zaruri nai he k trader k pas bahot bara balance ho tabhi trading kr saky ga.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    dear ye to ap ne khud decide karna hota hai k ap ne jo lot lagani hai wo kitni lagani hai kai dafa banda trading strategy banata hai aor aus par kaam karta hai ye ni hai k ap aik trading statregy par kaam kar rahy hai aor lot ap apni marzi se use kary aisa ni hota jo trading startegy banaty waqat ap ne plan banaya hota hai wo hi lot use kary.
    • #3 Collapse

      Hn ap nay khoob kaha - yar ager yeh fix hoti to ap ko pata hna chahye kay fr yh haram hota - lakin shujr hy aisaa kuch nahi mein akhoun ga kay forex aik halal kam hy hmein ice halal triqay sy he karnaa chahye aur yeh bht achi bat hgee ager hm aisaa nhi krty toh
      • #4 Collapse

        forex trading mei leverage system hay humey faida hay kay hum apnay trading account mei apni marzi ka trade volume select karaty hain chotay account pe chota volume laga saktay hain humara volume hamesha account kay capital kay mutaabik lagatay hain lot size broker ki jaanib sey fix nahe hota hay....
        • #5 Collapse

          Hum jo bhi trade lgate hay humae us par apna lot size khud select karna hota hay aur aesa koi broker nai hay k jo k humari tradr par khud lot size select kare tammam brokar ki yehi khobi hay k hum apni trade lot apni marzi se select karte hay apne capital k hisab se k jitna hu ara caputal ho ga hum ushisab se lot lga lain
          • #6 Collapse

            Lot size yeh har aik ke khod ke hath main hota hai lot size jitna km ho ga utna hi apki trading safe ho gi aur apka account bhi save ho ga kbi bhi km account balance ke sath lot size zaida na karen phr apko servive karna mushkil ho jata hai
            • #7 Collapse

              G bhai ap ny thek kaha hai forex trading ka ye bahout bara benifit wala point hai hamaray ley k hum jitni marzi lots ko adjust kar k laga sakty hain agr hum choti lots lagaien gy tu humara loss bhi kam ho ga aur hamien experience bhi gain ho ga hum jald achy trader ban sakty hain
              • #8 Collapse

                bilkul aaap apni marzi say lot size laga skte haiin ap 100$ pay 0.50 ki lot size b laga skte hain par ye baaat hain k is say accoount wash hone main koi b deer nhe lagy gi 1 mint main accoutn wash ho jyga lot size money mangemnet ko dekh kar use karni chahiye jaaab tak aap lot size ki taraf thek tara dehan nhe de gy or big big lot size use akre gy tu loss ho skta hain qk lot size asi chez hain k aapko bhot he dehan say lot ko use karna hota hain lot size 100$ pay 0.01 200$ pay 0.02 and 500$ pay 0.05 say oper nhe janna chaahiye lot size big karne k liye apk pas big account b hona chahaiye jis say aaap lot size ziyda kar skte hain and ziyda risk le kar ziyda profit and loss le skte hain
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  forex trading main lot size set karny ka acha khasab knowedge hona chahye q k jub hum lot set karty hain tu os main hmara ccount risky level main hota hai q k ju loss o ga tu hmara account bhi wash ho skat hai tu es bat ka khas raknhna chahye k jin trador k pass bonus kam hai tu osko lot size kam use karni chahye ta k apka account save rahy or jin k account bara hai tu wo bari lot lga skaty hain

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X