Don't be afraid if you lose.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #241 Collapse

    G bro forex ma agr lose hota ha tu koi nai hume tension nai leni chaiye is ma experience ur knowledge hasil krna chaiye ye hamre liye sab se ach business ha
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #242 Collapse

      ye ak boht hi best buisness hia aur hamain plane kar k hi trade karni ho gi ta k profit hasil kar k hi hum market main run karein gay aur demo main practice kar k hi hum achi trade kar k earning ho skay gi
      • #243 Collapse

        bhai ya bat thek hai kah profit loss ana is market ka part hai ap is mein kabhe profit earn karta hain to kabhe is mein loss ap ko agr loss ata hai to is mein darna wali bat ni hai q k jo bhe acha trader hai wo loss bhe karta hai to apko apni galti sa sekhna chahiya.
        • #244 Collapse

          Good point discuss. Profit/loss zindagi ka hisa hai jo k chalta rehta hai isi tarah agr loss ziada ho to preshan hone ki ziada zarorat ni. Balke patience se asad krera
          • #245 Collapse

            Achi hy ais trha k post ho chiaya ta k hum aik dosry ka moral ko up krty rhain k simple sy bat hy jub pyar kia yo darna kya jub forex py a gy to ohr kya darna bhai gggg
            • #246 Collapse

              Re: Don't be afraid if you lose.

              اصل پيغام ارسال کردہ از: sahed ramim پيغام ديکھيے
              We can not make profit always, maximum times we got profit but some times it may loss. Many new trader afraid after a loss and many new trader leave forex market after loss. I will say to them the loss can open the door to be successful trader. So, try and try again ...
              Agar aap trade Lagate Hain aur Haath Jaate Hain Jo Aap Ko Na mil nahi hona chahiye aap ko chahiye kya aap proper knowledge Hasil kare Jis wajah se aapko loss Hua Hai aur agar aap Chahe to behtreen website Pak Forex forum Peugeot experts se fayda Hasil kar sakte hain
              • #247 Collapse

                Re: Don't be afraid if you lose.

                aap ko is ma loss sa bachna ha to is ma aap ko mahnat karne ho ge emoation nhe ho ho ga is ma aap greedy ko control karna ho ga is ma aap ko mind sa kaam karna ho ga is ma loss hota ha lakine aap ki mstak ki wja sa hota ha ya per kabe market aap ka sath nhe date ha tab aap ko loss ho jta ha uis liay aap ko is ma loss sa bachnay kay liay is ma mahnat sa kaam karna cahay
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #248 Collapse

                  Re: Don't be afraid if you lose.

                  is forx main loss say bachny k liye learning karni ho gi demo account ko use karna ho ga tab hi hum achy say perform kar k kuch gain kar skaty hain so hamain market main up aur down ko dekh k hi hum achi trade kar k hi hum sucess ho sakty hain it is best job

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X