mistakes by new traders...
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    mistakes by new traders...
    Dosto hm main se kafi log jo new new trading main aye han wo sb kuch common mistakes krty han jasy k new trader ko pta ni hota k money mangement k hisab se us ka lot size kia ho ga or stop loss or take profit kia ho ga,phr wo profit wali trade ko bhot jaldi close kr daty han,new traders main todi bhot kahin na kahin greed b hoti ha or most important saber ki kami hoti ....
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    New traders ke mistakes bohot he common hain jo almost sary he new traders repeat karty hain. ziada tar new traders forex trading mai trading strat karny say pehlay ziada knowledge gain nai karty hain aur na he experince hasil karnay per itne tawajo nai daitay hain.
    iss kay elawa new traders trading kay doran over excited jaldi ho jatay hain jis ke waja say woh over trading karty hain ya phir baghir analysis kay trading karnay lag jaaty hain.
    • #3 Collapse

      forex k trading mien jo bee new traders aty hien wo mistakes bee kerty hien ager wo mistakes kerty hien to in ko apni mistakes sy seekhna chahye q k ager wo apni mistakes ko bar bar repeat kerty rahy gy to pher wo kabi earning hasil na ker saky gy
      • #4 Collapse

        Ziada term trader new Jo hoty hen un ki sab see bri mistake yehi hoti Hy ke wo ark to forex men aa ke sahi tarah learn nai aor dosra jab wo forex ko join karty hen to apne minde men sirf profit ko le ke aaty hen islie maen yehi kahon ke loss ko Bui space den
        • #5 Collapse

          Mistakes toh har insan se hoti hai par un se kuch acha sekhna chahye..
          Isi tarha new traders b mistake kar jaty hain..par is mai darny ki koi bat nae hai new traders ko chahiye k wo apni in mistakes se zaror sekhen.aur next time ye koshesh karen k wo ye mistakes na karen..aur bussiness mai interest len...
          • #6 Collapse

            ye common he mistakes hain jo aksar newbies kartay hain stop loss theek jaga take profit theek jaga nahe lagaty trade ko close bhi jaldi kartay hain sahe sey analysis bhi nahe kartay ye mistakes loss ka reason bhi banti hain asay traders patience bhi nahe rakhtay esliye har newbies ko ye important batain pehley samjhni chaiye...
            • #7 Collapse

              Jb b koe trader banta hai tou us ki khawaish yahi hoti hai k jitna jaldi ho sakay zaida sy zaida sy ziada wo profit gain karay lakin yah totally galat hai q k agr ap patience aur small lots sy start nei karain gay aur experience gain nei karain gay tu definitely lalach main ap apna nuqsan karain gay
              • #8 Collapse

                Dear brother forex main asay kay tradrr hain go nahi ganty k woh trading main kasay kam kar rahy hain on k kam karny ka kia tareqa hy aur gab woh trade karty hain mony manegment nahi kart aur stop loss aur take profet nahi lagaty asa karny say woh kabhi kameyab nahi ho sakty
                • #9 Collapse

                  yes dear ye to ap ne bahot hi achi baat ki hai k jab ais market mai kaam dekha jaye to ais mai zayda tar new traders hai jo as mai ghaltian kar rahy hai aus ki waja yehi hai k aun ko pata ni hai ais market k behviour ka agar market aun k stop loss hit karwati hai to aus k baad wo stop loss hi ni lagaty jis se baad mai zayda nuqsan karty hai wo log.
                  • #10 Collapse

                    Yes dear set generator I agreed with you aapne bahut accha. Uthaya hai new trailer bahut jyada galtiyan Karte Hain Hum Hai unko motivate karna chahiye Humko guide karna chahiye Taco Pakistan Forex forum mein proper rules follow karte huye achha work kar sake aur trading Mein chaprasi participate kar sake dear members new members ko posting rules Threads rules accurate Pata hona chahiye
                    • #11 Collapse

                      New trades se kafi ziada mistakes hoti hein isliye hamen chahiye keh hum sabar ka daman kabhi bhi na choren aur forex trading ko ziada se ziada learn kartey jayen hum isko jitna zida learn kartey hei utni hi hamari mistakes kam hoti jati hein aur hum is main achey trader ban jatey hein.
                      https://t.me/pump_upp
                      • #12 Collapse

                        forex trading main best trading k liye maoney mangemnt ks ath trading karna lamzi hota hia q k jub hu manoey managment k sath trading karty hain t os k liye hmari trade main stop loss or take proft ko achi trah sue karna hota hai or es k sath sath hmain lot size ka bhi deahn se set karna hota hai tab hmari money mangmnt complete hoti hai jis main loss k cjanes kam hoty hain
                        • #13 Collapse

                          Dear forex forum ho ya trading har shaks yahn pe mistake tu karta hai lekin mistake hona masla nhn hai lekin aik he mistake bar bar karna aur os mistake se ap ko loss hona waqai mai he pareshani ki bat hai ap ko aysa nhn karn achaiye bal k ap ko seekh aur smjh k kam karna ho ga ta k ap ko acha reward hasil ho jaye aur ap acha earn karo...
                          • #14 Collapse

                            Jo new traders hotay hein wo starting main he greed karna strat kar detya hein wo yeh samjhtay hein kay forex ko join karne kay eak din bad he wo rich ho jayen gein to sorry yeh possible nahi hai ap logon ko bohat wait aor hard work karna hoga.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              hm sahi kaha new members aisa he krty hain kyun kay unko paise ko hisab kitab kay sath challana nahi ata issi liye aisa he hota hai or phir wo kuch mushtarka galtiya krty hain jis me sy bari bari trades lots, zaida trade ek sy zaida, or trade laga kr loss me dekh kr rona, ya kehna necha aja, ya cut krny kay bad kehna kay mene yaha trade lagai thi mene pehly cut krdi.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X