A loss can open the door to make 10x profit.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    loss in trading have teach to us how can I improve our business and gain success so after loss our profit will come to us if we are serious with our work and take it serious.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      mere bhi jb ap ko loss hota ah to ap us sy bhot kuch learn krte hoa ap ko chaye k ap apny loss sy daro ni balke loss ka mukabla karn or koi b asa kaam na karn jis sy ap ko loss hoa or ek bar loss sy ao us k bad 10 guna proift earn krte ho or loss ko replace kr dete ho profit sy
      • #18 Collapse

        you are 100% right a loss can open the door to make 10x profit ...menay kafi saray trader esay dekhe hain jo loss honay par dissheart hojatay hain ... mei aunko yihe advice karna chahogii disheart nae hona chyie loss hi humaray profit ki waja bunta haua
        • #19 Collapse

          well haan main ap se agree karta ho k humein chayhe k hum jo lose karty hain uss se kuch sikhey and learn karey kyun k agar hum asa kary gey then hum ne jo lose kiya hai uss se hum 1o time zyada profit karey gey kyun k nakami se insaan sikhta hain and hoshayr hota hain ...
          • #20 Collapse

            han g bilkul , hum sb si mai bhoot achy se kam ar rhy hayn , or hum si ami agrr loss gain akrty yan tab hum si mai bhoot sare doors ko open kar lty ahyn apny liyeee
            • #21 Collapse

              ji haan janab bilkul sahi baat hai forex trading main hum jab bhi mistake karte hain to is ka asal matlab yehi hota hai ke hum boht kuch us mistake se seekhte hain aur jab hum learning se mazeed good trading karte hain to aik time main hum boht acha profit earn karte hain
              • #22 Collapse

                ap theak keh rhe ho loss se darne ka koe faida nhe balke ise sekho k kse trade krni ha kse next time is mistake ko nhe krna ha jis ki wajah se los huwa ha un cheexon ko recover krte jao gae tou ap aik achay trader ban jao gae loss is the part of business uski tention nhe lene relax ho kr us loss se sabaq le kr trade krni ha
                TRUST ON ALLAH AND NEWER GIVE UP ... حسبي الله اونعم الوكيل (Mere Leye ALLAH He kafi ha )
                • #23 Collapse

                  apni ghaltiyon ko sudharnay kai lia maihnat aur ziada karta hai aur aik din uss maqam par pohanch jata hai jahan wooh pohanch na chahta hai.a loss can open the door of success. its a saying that try try until u succeed. so if have face loss in ur trade than no need to be disappoint or dis heart.
                  • #24 Collapse

                    jb loss hota hai tu uss waqt insan ko aihsa hota hai kai usnai kia ghaltiyan kardi hain..........phr apni ghaltiyon ko sudharnay kai lia maihnat aur ziada karta hai aur aik din uss maqam par pohanch jata hai jahan wooh pohanch na chahta hai
                    • #25 Collapse

                      forex mein agar kase koi bhi loss hota hai tu us ko profit k way milta hai kyun k jab hum forex mein trading karta hain aur hum se koi na koi mistake ho jati hai jo humara loss k reason banti hai tu hum us mistake ko theak karta hain aur us se aik lesson leta hain tu hum iss business mein per se earning krna lgta hai.
                      • #26 Collapse

                        jee janab ais a bilkul bi nahi hey key aap ko loss hoga tho aap ko usi loss key baad prfoti karni hoti hey aisa nahi hey balkaye aisa hota hey kry aap kosamanj mey aa jata hey kjey aap kis waja sey loss huwa hey tho aap ko usi mistake ko daikna hoga
                        • #27 Collapse

                          isan apni ghaltio say he sabak hasil karta hy jab tak ussy koi ghalti ni hogi tab tak wo kuch acha ni seekh paeyga aur har mistake k bad insan a us ghalti ko bhatreen tareeky say sudhar sakrta hy
                          • #28 Collapse

                            g g bahi ap ny theek kaha aur main ap ki bat sy agree hun loss humary liye success ki door open karta hai humain apny loss sy jo sabiq milta hai wo hamary liye buhat acha hota hai.
                            • #29 Collapse

                              yes dear agar hume forex me trading karte waqt loss ho jaye to hume apni mistakes se learn karna chaiye jis ki waja se hume loss hota hai agar hum apne loss se learn kare ge to hum next time apne is mistkes per control kar ke 10 guna ziyada profit earn kar saket hai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                dekhiye jab bhi loss hota hy kisi na kisi waja se hota hy mere bhai har insan ko chahiye ke apni
                                galti ko sodhare ke dobara aisa na ho

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X